Roye bahoth rula ke wo ( Qadeertoopchi )

by qadeer_junaid on May 30, 2010, 04:22:42 PM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 2606 times)
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
Reply with quote
Khud na aaye hame bula ke wo !!
Uspe haste hain dil jala ke wo!!

Unki aankhein yahi to kehti hain!!
Raat poori jagge, jaga ke wo !!

Chaid ke daastan mohabbt ki !!
Khud bhi roye bhut rula ke wo!!

Yaad ata hai unka sharmana  !!
Hunt katre the khuch bata ke wo !!

Kya pata gum kahan howe qadeer
Qaub jhote hame dikha ke wo !!



Qadeertoopchi
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
teri duniya se bahoth door chala jaunga by abdulqadeer in Ghazals
TERI DUNIYA SE BAHOTH DOOR CHALA JAUNGA by abdulqadeer in Ghazals
Ashar ( Qadeertoopchi ) by musaafirhon in Miscellaneous Shayri
Eak naghma ( Qadeertoopchi ) by qadeer_junaid in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Khud bhi roye ( Qadeertoopchi ) by qadeer_junaid in Shayri for Khumar -e- Ishq
thegrimreaper
Guest
«Reply #1 on: May 30, 2010, 04:57:31 PM »
Reply with quote
bahut hi unda ghazal
Applause Applause Applause Applause
Logged
mamta bajpai
Guest
«Reply #2 on: May 30, 2010, 05:13:48 PM »
Reply with quote
waaaah !!!!!
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #3 on: May 30, 2010, 06:01:36 PM »
Reply with quote
wah qadeer ji bahut achhe.


 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Khud na aaye hame bula ke wo !!
Uspe haste hain dil jala ke wo!!

Unki aankhein yahi to kehti hain!!
Raat poori jagge, jaga ke wo !!

Chaid ke daastan mohabbt ki !!
Khud bhi roye bhut rula ke wo!!

Yaad ata hai unka sharmana  !!
Hunt katre the khuch bata ke wo !!

Kya pata gum kahan howe qadeer
Qaub jhote hame dikha ke wo !!



Qadeertoopchi
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #4 on: May 30, 2010, 07:13:30 PM »
Reply with quote
bahut bahut khoob likha hai aapne Qadeer ji...!!!
Logged
Sajid_Ghayel
Guest
«Reply #5 on: May 30, 2010, 08:27:19 PM »
Reply with quote
Bohat khoob mere bhai........is khoobsurat peshkash ke liye daad kabool kare.
Logged
aaina
Guest
«Reply #6 on: May 30, 2010, 10:47:11 PM »
Reply with quote
bhut khoob Qadeer bhai kya kehne hain, bhut dilkash ghazal kahi hai aapne saare aashaar hi achay rahe magr khaas kar ye sher agr huns e ghazal kaha jaaye to ghalt nhi hoga

chaiD ke daastaa.n mohabbat ki
khud bhi roye bhut rula ke wo

bhut hi piyaara sher hai, umeed hai ki aage isse aur behtr kahenge daad hazir hai qubool keejiye khush rahiye


asalm
Logged
mamta bajpai
Guest
«Reply #7 on: May 30, 2010, 11:09:43 PM »
Reply with quote
AATISH-E-DIL KO AUR BHADKA KE
KHUD BHI JHULSE MUJHE JALA KE WO

MUAAF KIJIYEGA ALFAZ KA AKAL JHEL RAHI HOON AAPKI TAAREEF ME.THODE ME BAHUT SAMJHEN.MEHABANI HOGI.
Logged
nazar ghouri
Guest
«Reply #8 on: May 30, 2010, 11:18:45 PM »
Reply with quote
A.Qadeer bhai,umeed yehi hai aap bakhair honge,Allah aapki pareshani ko door kare,Ameen..ek behtreen aur purkashish ghazal ka izafa hai aap ki yeh taqleeq bahut khoob bahi,saare ashar bahot achhe hain lekin woh shair hont katre thhe kuch batake woh,haey kya istemal hai sahaab lafzaon ka..hmm bahot khoob ..daad qubool karein hamari taraf se.
Logged
tamanna.pt
Guest
«Reply #9 on: May 31, 2010, 06:21:44 AM »
Reply with quote


   Bahut dino baad aapka koi kalaam padha or behad khushi hui padh k, hamesha ki tarah bahut khoobsurat likha hai aapne, 2nd,3rd,4th teeno sher lajawaab lage. Dheron daad aapko. Waise ab tak to dher bhi bahut badh gaya hoga itni daad jama karte-karte.hehehe. Giggle Hamesha khush rahein or yun hi likhte rahein.
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #10 on: May 31, 2010, 06:39:33 AM »
Reply with quote
Humesha Ki tarah Bahut Bahut Khoob Qadeer Bhai Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
dead heart
Guest
«Reply #11 on: May 31, 2010, 09:50:10 AM »
Reply with quote
Applause Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: May 31, 2010, 11:45:12 AM »
Reply with quote
Mashallah, Bohat Achchi Ghazal Hai Qadeer Bhai,.
Superb,.

Har Ashaar Mashallah Bohat Achcha Hai,.

Nice One
Logged
vb
Guest
«Reply #13 on: May 31, 2010, 01:35:04 PM »
Reply with quote
buhat khoob.. parh kar achha laga...
Logged
drpandey
Guest
«Reply #14 on: May 31, 2010, 06:20:22 PM »
Reply with quote
Khud na aaye hame bula ke wo !!
Uspe haste hain dil jala ke wo!!

Unki aankhein yahi to kehti hain!!
Raat poori jagge, jaga ke wo !!

Chaid ke daastan mohabbt ki !!
Khud bhi roye bhut rula ke wo!!

Yaad ata hai unka sharmana  !!
Hunt katre the khuch bata ke wo !!

Kya pata gum kahan howe qadeer
Qaub jhote hame dikha ke wo !!

Qadeertoopchi

Waah!! Waah!!! Qadeer bhai, bahot khoob!!! umdah peshkash..
Daad Hazir hai Kabul Farmayen... Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 28, 2025, 02:19:18 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.092 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer