Anshumali
Guest
|
Acchaa Hai Woh Gar JhooTh BolTaa Hai Sach Kaa PaTaa JhooTh Se ChalTaa Hai ...
Jab Waqt Apni TeDhii Chaal ChalTaa Hai Ghuroor Aadmi Kaa Tuutke NikalTaa Hai ...
Hakiqat Se Kabhi Huaa Nahi Saamnaa Isliye Har Taraf Chaandnaa DikhTaa Hai ...
Kar Naa Khud Par Tuu Bharosaa Itnaa Hawa Se Te'L Bhara Chirag Bhi BujhTaa Hai ...
Ab Bazaar Jaake Kyaa Karegaa Aadmii Ek Dhamaake MeN MauT Se MiLTaa Hai ...
Zindagi Ka Silsilaa Bilkul Vaisa Hai "Naresh" Jaise Suraj Nikalke Shaam Ko DhalTaa Hai ...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
poppoetry
Guest
|
|
«Reply #1 on: July 17, 2011, 04:35:44 PM » |
|
koi shak ki gunjaish hi nahi..behtrin behtrin peshkash....pehli line se aankhiri line tak..bahut umda likha hai aapne....daad kabul kariye....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
MANOJ6568
Khaas Shayar
Rau: 31
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:42 days, 19 hours and 59 minutes.
Astrologer & Shayer
Posts: 12017 Member Since: Feb 2010
|
|
«Reply #2 on: July 17, 2011, 04:52:02 PM » |
|
NICE Acchaa Hai Woh Gar JhooTh BolTaa Hai Sach Kaa PaTaa JhooTh Se ChalTaa Hai ...
Jab Waqt Apni TeDhii Chaal ChalTaa Hai Ghuroor Aadmi Kaa Tuutke NikalTaa Hai ...
Hakiqat Se Kabhi Huaa Nahi Saamnaa Isliye Har Taraf Chaandnaa DikhTaa Hai ...
Kar Naa Khud Par Tuu Bharosaa Itnaa Hawa Se Te'L Bhara Chirag Bhi BujhTaa Hai ...
Ab Bazaar Jaake Kyaa Karegaa Aadmii Ek Dhamaake MeN MauT Se MiLTaa Hai ...
Zindagi Ka Silsilaa Bilkul Vaisa Hai "Naresh" Jaise Suraj Nikalke Shaam Ko DhalTaa Hai ...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
kamal aggarwal
Guest
|
|
«Reply #3 on: July 17, 2011, 06:08:04 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Sadiq02
Guest
|
|
«Reply #4 on: July 18, 2011, 05:35:32 AM » |
|
Kar Naa Khud Par Tuu Bharosaa Itnaa Hawa Se Te'L Bhara Chirag Bhi BujhTaa Hai ..
Kya baat hai kyaa baat hai kyaa baat hai... bahut khoob Nareshji...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khujli
Guest
|
|
«Reply #5 on: July 18, 2011, 09:09:33 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
GUMboy
Guest
|
|
«Reply #6 on: July 18, 2011, 09:30:56 AM » |
|
khub,khub..bahut khub..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
F.H.SIDDIQUI
Guest
|
|
«Reply #7 on: July 18, 2011, 01:56:38 PM » |
|
achhi peshksh.Hasan
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Sachin Saini
Guest
|
|
«Reply #9 on: July 20, 2011, 07:46:33 AM » |
|
Acchaa Hai Woh Gar JhooTh BolTaa Hai Sach Kaa PaTaa JhooTh Se ChalTaa Hai ...
Jab Waqt Apni TeDhii Chaal ChalTaa Hai Ghuroor Aadmi Kaa Tuutke NikalTaa Hai ...
Hakiqat Se Kabhi Huaa Nahi Saamnaa Isliye Har Taraf Chaandnaa DikhTaa Hai ...
Kar Naa Khud Par Tuu Bharosaa Itnaa Hawa Se Te'L Bhara Chirag Bhi BujhTaa Hai ...
Ab Bazaar Jaake Kyaa Karegaa Aadmii Ek Dhamaake MeN MauT Se MiLTaa Hai ...
Zindagi Ka Silsilaa Bilkul Vaisa Hai "Naresh" Jaise Suraj Nikalke Shaam Ko DhalTaa Hai ...
vry nice ....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #10 on: July 20, 2011, 02:58:24 PM » |
|
koi shak ki gunjaish hi nahi..behtrin behtrin peshkash....pehli line se aankhiri line tak..bahut umda likha hai aapne....daad kabul kariye....
Behad ShukriyaaH ... Nikhaar Ji !!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khamosh_aawaaz
Guest
|
|
«Reply #11 on: July 23, 2011, 12:26:38 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #12 on: July 23, 2011, 02:55:33 PM » |
|
NICE
Bahut Bahut ShukriyaaH ... Manoj Ji !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Syed Munawar Shah
Guest
|
|
«Reply #13 on: July 24, 2011, 05:36:13 AM » |
|
Mashala bohat pyari or maaina khez gzl tehreer ki ha apne.. Khush raheeye..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Sucheta
Guest
|
|
«Reply #14 on: July 25, 2011, 01:13:46 PM » |
|
Acchaa Hai Woh Gar JhooTh BolTaa Hai Sach Kaa PaTaa JhooTh Se ChalTaa Hai ...
Jab Waqt Apni TeDhii Chaal ChalTaa Hai Ghuroor Aadmi Kaa Tuutke NikalTaa Hai ...
Hakiqat Se Kabhi Huaa Nahi Saamnaa Isliye Har Taraf Chaandnaa DikhTaa Hai ...
Kar Naa Khud Par Tuu Bharosaa Itnaa Hawa Se Te'L Bhara Chirag Bhi BujhTaa Hai ...
Ab Bazaar Jaake Kyaa Karegaa Aadmii Ek Dhamaake MeN MauT Se MiLTaa Hai ...
Zindagi Ka Silsilaa Bilkul Vaisa Hai "Naresh" Jaise Suraj Nikalke Shaam Ko DhalTaa Hai ...
Bahut Meaning Full Likha ... Naresh Ji ! Well Done ..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|