SadiyoN Se Laila Majnu Ki Kabre.....masoom shahzada

by Masoom Shahzada on February 16, 2013, 05:10:26 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2358 times)
Masoom Shahzada
Guest
Reply with quote

Choolhe me rotiyaaN jalii, kuch to baat hai.
Ghanto tak guftagu chalii, kuch to baat hai.
.
SadiyoN se Laila Majnu kii kabre udaas thii.
Es saal kaliyaaN khilii, kuch to baat  hai.
.
MaiN thiik waqt par wahaaN se gujraa tha.
Wo raaste me na milii, kuch to baat hai.
.
Garibo ka thand se marna, chhotii si baat thii.
Chhotii baat barii chalii, kuch to baat hai.
.
Ye ghar kal tak maidan-ae-jang tha.
Saas bahu galey milii, kuch to baat hai.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Laila majnu... & SMS by kkmishra in SMS , mobile & JOKES
laila..ko majnu.... by Princess21 in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
laila majnu by HumTum in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 ... 5 6 »
laila & Majnu by john_karam in Shayri-E-Dard
laila & majnu by john_karam in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
aqsh
Guest
«Reply #1 on: February 16, 2013, 05:16:23 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Waaaaaaaaah! Masooom bahut achchi ghazal hai. Har sher lajawab rahe. Bahut gehre ehsaas rahe. Meri dili mubarak bad ko qubool karo. Khaas yeh do sher bahut achche rahe.

Garibo ka thand se marna, chhotii si baat thii.
Chhotii baat barii chalii, kuch to baat hai. .
 
Ye ghar kal tak maidan-ae-jang tha.
Saas bahu galey milii, kuch to baat hai.

Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #2 on: February 16, 2013, 05:56:24 AM »
Reply with quote
waah waah kyaa baat hai
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 4 hours and 0 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #3 on: February 16, 2013, 06:04:39 AM »
Reply with quote

Choolhe me rotiyaaN jalii, kuch to baat hai.
Ghanto tak guftagu chalii, kuch to baat hai.
.
SadiyoN se Laila Majnu kii kabre udaas thii.
Es saal kaliyaaN khilii, kuch to baat  hai.
.
MaiN thiik waqt par wahaaN se gujraa tha.
Wo raaste me na milii, kuch to baat hai.
.
Garibo ka thand se marna, chhotii si baat thii.
Chhotii baat barii chalii, kuch to baat hai.
.
Ye ghar kal tak maidan-ae-jang tha.
Saas bahu galey milii, kuch to baat hai.

SadiyoN se Laila Majnu kii kabre udaas thii.
Es saal kaliyaaN khilii, kuch to baat  hai.

WAH WAAH LAJAWAB MASOOM ,,ZABARDAST,,
ApplauseApplauseApplauseApplauseApplauseApplause
ApplauseApplauseApplauseApplauseApplauseApplause
Logged
Aarish
Guest
«Reply #4 on: February 16, 2013, 06:12:29 AM »
Reply with quote
wah wah wah masoom jee umda ghazal hai daad qubool kareN
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #5 on: February 16, 2013, 06:51:52 AM »
Reply with quote

Choolhe me rotiyaaN jalii, kuch to baat hai.
Ghanto tak guftagu chalii, kuch to baat hai.
.
SadiyoN se Laila Majnu kii kabre udaas thii.
Es saal kaliyaaN khilii, kuch to baat  hai.
.
MaiN thiik waqt par wahaaN se gujraa tha.
Wo raaste me na milii, kuch to baat hai.
.
Garibo ka thand se marna, chhotii si baat thii.
Chhotii baat barii chalii, kuch to baat hai.
.
Ye ghar kal tak maidan-ae-jang tha.
Saas bahu galey milii, kuch to baat hai.


Bahuttttttttttttt Bahutttttttttttttttt Khoooooooooob!!


 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #6 on: February 16, 2013, 07:11:31 AM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Umda Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
vimmi singh
Guest
«Reply #7 on: February 16, 2013, 07:21:59 AM »
Reply with quote
 icon_flower icon_flower
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #8 on: February 16, 2013, 08:28:54 AM »
Reply with quote
Masoom Pyaare Aadaab!



WallaaH kia kahne janab, bahut khoob bade hi gehre aur umdaa khayaaloN
ko khoob lafz diye hai aapne... Usual Smile

Sabhi ashaar Mashaa AllaaH behad umdaa rahe... Usual Smile
Isi fikr meiN likhte rahiye janab, aapki kalam meiN gazab ki dhaar hai..

Meri hazaaroN dili daad O mubbarakbad kabul kijiye...

Likhate rahiye.... aate rahiye...
Shaad O aabaad rahiye...

Khuda Hafez... Usual Smile
Logged
suman59
Guest
«Reply #9 on: February 16, 2013, 08:41:25 AM »
Reply with quote

Choolhe me rotiyaaN jalii, kuch to baat hai.
Ghanto tak guftagu chalii, kuch to baat hai.  v.nice Thumbs UP
.   
SadiyoN se Laila Majnu kii kabre udaas thii.
Es saal kaliyaaN khilii, kuch to baat  hai.  Waah Waah
.
MaiN thiik waqt par wahaaN se gujraa tha.
Wo raaste me na milii, kuch to baat hai.    (Kuch zaruri kaam hoga beta.. ) Thumbs UP
.
Garibo ka thand se marna, chhotii si baat thii.
Chhotii baat barii chalii, kuch to baat hai.    Clapping Smiley Clapping Smiley
.
Ye ghar kal tak maidan-ae-jang tha.
Saas bahu galey milii, kuch to baat hai.  haha haan kuch to baat hai...


Tooooooooooooooo good beta. likhte raho. bahut ache likhte hai aap. Usual Smile
Logged
khujli
Guest
«Reply #10 on: February 16, 2013, 08:53:00 AM »
Reply with quote

Choolhe me rotiyaaN jalii, kuch to baat hai.
Ghanto tak guftagu chalii, kuch to baat hai.
.
SadiyoN se Laila Majnu kii kabre udaas thii.
Es saal kaliyaaN khilii, kuch to baat  hai. icon_scratch icon_scratch icon_scratch
.
MaiN thiik waqt par wahaaN se gujraa tha.
Wo raaste me na milii, kuch to baat hai.
.
Garibo ka thand se marna, chhotii si baat thii.
Chhotii baat barii chalii, kuch to baat hai.
.
Ye ghar kal tak maidan-ae-jang tha.
Saas bahu galey milii, kuch to baat hai.



 Applause Applause Applause icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
sarfira
Guest
«Reply #11 on: February 16, 2013, 09:32:59 AM »
Reply with quote
bht khoob Masoom dost
khoob ghazal kahi aapne
daad daad

( wese jis sher par Qalb sahab ne apna dimaag khujaya uss sher par mera dimaag bhi pareshaan h )

khus rahie
aate rahie
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #12 on: February 16, 2013, 09:38:25 AM »
Reply with quote
wah wah
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #13 on: February 16, 2013, 09:52:53 AM »
Reply with quote
masoom ji ,  bahut  khubsurat ghazal kahi hai .
roz  naye   naye   gul  khia  rahe   hain.
...Kuchh  to baat  hai.
Logged
amit_prakash_meet
Guest
«Reply #14 on: February 16, 2013, 09:55:46 AM »
Reply with quote
बहुत खूब मासूम जी क्या बात है

Choolhe me rotiyaaN jalii, kuch to baat hai.
Ghanto tak guftagu chalii, kuch to baat hai.

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 23, 2025, 09:35:26 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.117 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer