Sadme se yun ubharne laga dil kamaal hai

by livingbytheday on December 18, 2012, 01:31:35 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1222 times)
livingbytheday
Guest
Reply with quote

Sadme se yun ubharne laga dil kamaal hai
Kya jaane zindagi ki ab  yeh kaisi chaal hai

Jagne lagi hain dil mein umangey jawan jawan
Lagta hain ishq ne beechayaa  phir se  jaal hai

Karti nahi hain tang pareshaaniyaan mujhe
Mere paas aaj maa ki duaon ka dhaal hai

Kuch ho bhi jaata waqt pe jo keh diya hota
Unki nazar mein bhi yahi shayad malaal hai

Na soyenge woh raat saari fikr mein mere
Koi unse  jaake keh do mere theek haal hai

Soch ki safaayee se kirdaar bantaa hai
Har dil mein saath vikram ke rehta betaal hai

Waada nahi tha phir bhi chale aaye hain milne ko
Na jaane hasrato ka yeh kaisa maya jaal hai

Logo ki zimmedaari rahi humesha hi “Deepak”
Aandhi mein bhi jalaa kiya aksar mashaal hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Ishq Ka Kamaal....SK by Shayaries_King in Shayri for Khumar -e- Ishq
ye bhi kamaal hai!!!!!!!! by killbill in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
ye bhi kamaal hai !!!! by killbill in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Ek Sadme Se ... ! NARESH MEHRA by Anshumali in Ghazals « 1 2  All »
Hai na kamaal by pankajwfs in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #1 on: December 18, 2012, 02:46:02 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #2 on: December 18, 2012, 03:59:05 AM »
Reply with quote
bahut khoob
Logged
prashad
Guest
«Reply #3 on: December 18, 2012, 04:02:32 AM »
Reply with quote
bahut khoob
Logged
aqsh
Guest
«Reply #4 on: December 18, 2012, 05:06:37 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause
bahut bahut khoob
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #5 on: December 18, 2012, 06:09:27 AM »
Reply with quote
Bahut  khoob , Deepak ji . bahut  mubarakbaad . Hasan
Logged
khujli
Guest
«Reply #6 on: December 18, 2012, 06:26:15 AM »
Reply with quote
Sadme se yun ubharne laga dil kamaal hai
Kya jaane zindagi ki ab  yeh kaisi chaal hai

Jagne lagi hain dil mein umangey jawan jawan
Lagta hain ishq ne beechayaa  phir se  jaal hai

Karti nahi hain tang pareshaaniyaan mujhe
Mere paas aaj maa ki duaon ka dhaal hai

Kuch ho bhi jaata waqt pe jo keh diya hota
Unki nazar mein bhi yahi shayad malaal hai

Na soyenge woh raat saari fikr mein mere
Koi unse  jaake keh do mere theek haal hai

Soch ki safaayee se kirdaar bantaa hai
Har dil mein saath vikram ke rehta betaal hai

Waada nahi tha phir bhi chale aaye hain milne ko
Na jaane hasrato ka yeh kaisa maya jaal hai

Logo ki zimmedaari rahi humesha hi “Deepak”
Aandhi mein bhi jalaa kiya aksar mashaal hai



 Applause Applause Applause icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #7 on: December 18, 2012, 07:24:31 AM »
Reply with quote
Deepak Jee Aadaab!



WaaH jee waaH kia baat hai bahut khoob janab badi hi umdaa kalaam
kahi hai aapne... Shayad humne FB par padhi thi aapki yeH kalaam
bahut khoob... Usual Smile


Sabhi ashaar behad khoob rahe par.. yeH quoted ashaar toH wallaah
behad umdaa rahe janab... HazaaroN dili daad O mubbarakbad kabul kijiye...

Likhate rahiye.. bazm meiN aate rahiye...
Shaad O aabaad rahiye...

Khuda Hafez... Usual Smile





Jagne lagi hain dil mein umangey jawan jawan
Lagta hain ishq ne beechayaa  phir se  jaal hai

Karti nahi hain tang pareshaaniyaan mujhe
Mere paas aaj maa ki duaon ka dhaal hai

Kuch ho bhi jaata waqt pe jo keh diya hota
Unki nazar mein bhi yahi shayad malaal hai

Waada nahi tha phir bhi chale aaye hain milne ko
Na jaane hasrato ka yeh kaisa maya jaal hai


Logged
mkv
Guest
«Reply #8 on: December 18, 2012, 07:33:25 AM »
Reply with quote
acche ashaar farmaayen hai aapne deepak jee
is decent ghazal par meri mubaarakbaad qubool kareN
likhte rahiye..
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #9 on: December 18, 2012, 07:40:57 AM »
Reply with quote
bahut khoob
Logged
roy
Guest
«Reply #10 on: December 18, 2012, 11:58:20 AM »
Reply with quote
bhot khooob jnab waah Applause
Logged
suman59
Guest
«Reply #11 on: December 18, 2012, 05:32:46 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause

bahut khoob deepak jee
Logged
livingbytheday
Guest
«Reply #12 on: December 20, 2012, 05:24:50 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause

thank you
Logged
livingbytheday
Guest
«Reply #13 on: December 20, 2012, 05:25:19 AM »
Reply with quote
bahut khoob

thank you sir
Logged
livingbytheday
Guest
«Reply #14 on: December 20, 2012, 05:25:47 AM »
Reply with quote
bahut khoob

shukriyaa
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 04:20:48 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.105 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer