Shaam K Baad

by yasir_sensitive on August 19, 2004, 09:45:46 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2856 times)
yasir_sensitive
Guest
Reply with quote
ankh ban jati hay sawan ki ghata sham kay baad
loot jata hay agar koi khafa shaam kay baad

loog thak har kay so jatay hain laikin jana
hum nay khoosh ho kar tera gham saha shaam kay baad
 
Han ne tanhai se poocha kay miloo ki kab tak
Is ne baichaini se foran kaha “Shaam kay baad”

itney chup chaap key rastey bhi rahien gey laa ilm
chour jaien gey kisi rouz nager shaam key baad

din guzar jata hai lakin najanay kyun
Aansoo tipak jatay hain shaam kay baad

Kitney chup chaap sey lagtey hain shajar sham key baad
tum ney dekha hai ye manzar kabhi shaam key baad

loot aey na kisi rooz wo awara mizaj
khool rakhtay hay isi aas pe dar sham ke baad...

lot ati hay meri shab ki ibadat khali
janay kis arsh per rehta hay KHUDA sham kay baad

Maar deta hai ujar janae ka dohra ehsaan
Kash ho koi kisi say na juda Shaam kay baad
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
SHAAM KAY BAAD by muneeb in Shayri-E-Dard
SHAAM KE BAAD......................... by arzoo22 in Ghazals
shaam ke baad by NONAME in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Shaam Ke Baad. by majid in Shayri-E-Dard
Jaagta hai kayi rangoN meiN hunar shaam ke baad. by Dr. Naim Sahil in Shairi - E - Zindagi
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: November 20, 2007, 03:18:32 PM »
Reply with quote
NiceOne Again Yaseer Ji,
Jahaan Kahin Bhi rahe ap Khush Rahe,.\
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #2 on: August 31, 2008, 08:35:33 AM »
Reply with quote
aaj phir tere wade ka khayal aaya
aaj phir soye nahi hum sham ke baad

                               -sg-

Logged
Shikha12
Guest
«Reply #3 on: August 31, 2008, 08:38:43 AM »
Reply with quote
Aaj phir khud par hansta dekha tanhaaiiyon ko,
Chiraag jala ke bujha diye humne shaam ke baad...
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #4 on: August 31, 2008, 08:51:34 AM »
Reply with quote
aaj phir khamoshiyo ne pukara hain
tumhari ek baat yaad aa gayee sham ke baad...

                                 -sg-
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #5 on: August 31, 2008, 08:56:23 AM »
Reply with quote
Besabab woh har baat pe muskuraana tera,
Aaj hum bhi yunhi muskura diye, Shaam ke baad..
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #6 on: August 31, 2008, 09:01:28 AM »
Reply with quote
woh sare din ke kisse woh choti choti batein
mujse sunna apni sunana sham ke baad.......
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #7 on: August 31, 2008, 09:09:45 AM »
Reply with quote
Khilkhilaate hai rang aur chamak uthhte hai sitaare,
Mere Chaand ka haule se aangan mein utar aana, Shaam ke baad..
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #8 on: August 31, 2008, 09:20:45 AM »
Reply with quote
WOH TERA DAUD KE AANA MERI EK AAHAT PAR
JAB LAUT KE AAOO GHAR SHAM KE BAAD........
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #9 on: August 31, 2008, 09:24:25 AM »
Reply with quote
Ujade hue kheit, pathreeli dagar aur sunsaan manzilein,
Din bhar ke safar se thak ke khaali laut aati hai nazar shaam ke baad...


Nice writing with you, Sajid ji...  Usual Smile
Me off now...  wave
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #10 on: August 31, 2008, 09:29:00 AM »
Reply with quote
JO DIN KE UJALE ME BICHAD GAYE THE HUMSE
WOH YAAD BHI AATE HAIN TO SHAM KE BAAD......

                              BYE BYE
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: August 31, 2008, 01:53:35 PM »
Reply with quote
Khoob Mehfil Sajaayi Hai,.
Great
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: August 31, 2008, 01:59:25 PM »
Reply with quote
Aao Kabhi Tum Bhi Ghar Hamaare Shaam Ke Baad,.
Jaan Jaaoge Kitne Tanhaa Rehte Hain Taare Sham Ke Baad,.

__________________________________-Jaanasheen
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #13 on: September 01, 2008, 04:03:13 AM »
Reply with quote
MAIKHANO KI TARAF CHAL PADTE HAIN KADAM
SAKHIYA MUJE BULAYA SHAM KE BAAD
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #14 on: September 01, 2008, 09:15:10 AM »
Reply with quote
wah wah bahoot khoob likha hao yaseer ji ne aur bahoot behtreen tareeke se ise aage le ja rahe hain.....sajid aur mahiya... Applause Applause


din me karenge baaten desh ki, gareebi ki,
asliyat ka rang chadhta hai inpe, shaam ke baad,

din to guzar gaya, footpathon pe dhoop me,
thand ki chinta satane lagi, ab shaam ke baad,





Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 03:00:14 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.122 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer