Shab Ke Sookhe Gulaab ... ! NARESH MEHRA

by Anshumali on February 13, 2011, 07:35:57 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1862 times)
Anshumali
Guest
Reply with quote
Shab Ke Sookhe Gulaab Le Jaanaa
TutTe Saare Khwaab Le Jaanaa ...

JahaaN Likhe Rakhe The Khat
Aake Tum Woh Kitaab Le Jaanaa ...

PatTjhaD Aane Se Pehle Tum
Apne Tamaam Gulaab Le Jaanaa ...

Jab Tanahaaii Fareb Dene Lage
FurqatoN Ke Saraab Le Jaanaa ...

Yeh Bhi BaDaa Karam Hoga "Naresh"
Ruke AansuuoN Ke Aadaab Le Jaanaa ...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Ke Tum Mujhe Pasand Ho... ! By : NARESH MEHRA by Anshumali in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Kis HuQ Se ... ! NARESH MEHRA by Anshumali in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Yeh ! Nimantran ... !!! NARESH MEHRA by Anshumali in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Dil Ke Paas Ho Tum ... ! NARESH MEHRA by Anshumali in Ghazals « 1 2  All »
Muh Pe Taalaa Kamaal Hai ... ! NARESH MEHRA by Anshumali in Ghazals « 1 2 3  All »
sbechain
Guest
«Reply #1 on: February 13, 2011, 07:46:10 AM »
Reply with quote
Shab Ke Sookhe Gulaab Le Jaanaa
TutTe Saare Khwaab Le Jaanaa ...

JahaaN Likhe Rakhe The Khat
Aake Tum Woh Kitaab Le Jaanaa ...

PatTjhaD Aane Se Pehle Tum
Apne Tamaam Gulaab Le Jaanaa ...

Jab Tanahaaii Fareb Dene Lage
FurqatoN Ke Saraab Le Jaanaa ...

Yeh Bhi BaDaa Karam Hoga "Naresh"
Ruke AanuusoN Ke Aadaab Le Jaanaa ...

bahut khoob anshu ji
Logged
nirala
Guest
«Reply #2 on: February 13, 2011, 07:54:20 AM »
Reply with quote
bahut khubb naresh ji.
achha feel hua padh ke.
"
thanx
"
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #3 on: February 13, 2011, 07:59:30 AM »
Reply with quote
bahoot hi badhiya likha anshu ji aapne,

dheron daad  Applause Applause
Logged
ishk ek ibadat
Guest
«Reply #4 on: February 13, 2011, 09:47:02 AM »
Reply with quote
Shab Ke Sookhe Gulaab Le Jaanaa
TutTe Saare Khwaab Le Jaanaa ...

JahaaN Likhe Rakhe The Khat
Aake Tum Woh Kitaab Le Jaanaa ...

PatTjhaD Aane Se Pehle Tum
Apne Tamaam Gulaab Le Jaanaa ...

Jab Tanahaaii Fareb Dene Lage
FurqatoN Ke Saraab Le Jaanaa ...

Yeh Bhi BaDaa Karam Hoga "Naresh"
Ruke AansuuoN Ke Aadaab Le Jaanaa ...

Bahut khoobsurat ehsaas bayaan kiye hai ... Naresh Ji !

dil se daad hazir hai qabool farmaayeN ... !

radhe radhe ... !
Logged
manzil-e-ishq
Guest
«Reply #5 on: February 13, 2011, 12:00:13 PM »
Reply with quote
bht khoob anshumail ji..
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #6 on: February 13, 2011, 12:29:31 PM »
Reply with quote
bahut khoob anshu ji

Sheba Ji ! aapki hauslaa afzaai aur kimtii waqt dene ke liye bahut bahut shukriya ... khush rahen ... !

duaaoN ke saath ... !
Logged
dead heart
Guest
«Reply #7 on: February 13, 2011, 12:56:41 PM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #8 on: February 13, 2011, 05:18:32 PM »
Reply with quote
Bahut khoob naresh ji..
Logged
Radhika_2
Guest
«Reply #9 on: February 13, 2011, 06:16:52 PM »
Reply with quote
Shab Ke Sookhe Gulaab Le Jaanaa
TutTe Saare Khwaab Le Jaanaa ...

JahaaN Likhe Rakhe The Khat
Aake Tum Woh Kitaab Le Jaanaa ...

PatTjhaD Aane Se Pehle Tum
Apne Tamaam Gulaab Le Jaanaa ...

Jab Tanahaaii Fareb Dene Lage
FurqatoN Ke Saraab Le Jaanaa ...

Yeh Bhi BaDaa Karam Hoga "Naresh"
Ruke AansuuoN Ke Aadaab Le Jaanaa ...

Naresh Ji ! bauht sundar ehsaas likhe hai aapne ! dil ko chhoo gaye ... dil se daad ... likhte rahiye .... !
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #10 on: February 13, 2011, 06:49:53 PM »
Reply with quote
Naresh Jee Aadaab!

Bade dino se aapse ruberu nahi ho paye iske liye mazarrat chahte hai.. Ummid hai aap humse naraaz nahi hoNge.. Usual Smile

Aapki kalaam par nazar padi to daude chale aaye.. Usual Smile
         



Shab Ke Sookhe Gulaab Le Jaanaa
TutTe Saare Khwaab Le Jaanaa ...

Kia baat hai jee waah waah daad ..
Badi berooqui se kah diyaa aakar chale jana
Mayyat pe humari muskurakar chale jana
           


JahaaN Likhe Rakhe The Khat
Aake Tum Woh Kitaab Le Jaanaa ...

Bahut khoob gazab ka khayaal bayaaN kiya hai daad Usual Smile         

PatTjhaD Aane Se Pehle Tum
Apne Tamaam Gulaab Le Jaanaa ...

Kia baat hai ... achcha sher hai..         

Jab Tanahaaii Fareb Dene Lage
FurqatoN Ke Saraab Le Jaanaa ...

Waqai khoob khayaal hai daad daad Usual Smile         

Yeh Bhi BaDaa Karam Hoga "Naresh"
Ruke AansuuoN Ke Aadaab Le Jaanaa ...

Kia kahne Naresh jee bahut khoob Usual Smile         


Achchi kalaam se nawaaza hai Naresh jee dil se daad kabool kijiye..

Aise hi umdaa kalaamoN ke saath aate rahiye..
Khush O aabaad rahiye...
Khuda Hafez... Usual Smile         


Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #11 on: February 13, 2011, 08:43:39 PM »
Reply with quote
Shab Ke Sookhe Gulaab Le Jaanaa
TutTe Saare Khwaab Le Jaanaa ...

JahaaN Likhe Rakhe The Khat
Aake Tum Woh Kitaab Le Jaanaa ...

PatTjhaD Aane Se Pehle Tum
Apne Tamaam Gulaab Le Jaanaa ...

Jab Tanahaaii Fareb Dene Lage
FurqatoN Ke Saraab Le Jaanaa ...

Yeh Bhi BaDaa Karam Hoga "Naresh"
Ruke AansuuoN Ke Aadaab Le Jaanaa ...






naaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaice ghazal A.M
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #12 on: February 14, 2011, 03:13:44 AM »
Reply with quote
bahut khubb naresh ji.
achha feel hua padh ke.
"
thanx
"

Thankssssssssssss ... Nirala JI !
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #13 on: February 14, 2011, 06:31:17 AM »
Reply with quote
bahoot hi badhiya likha anshu ji aapne,

dheron daad  Applause Applause

Bahut bahut shukriya ..bekarar ji ! aapki daad aur hausla afzaai kaa ... khush rahen ... !

duaaon ke saath ... !

Logged
manjum
Guest
«Reply #14 on: February 14, 2011, 11:03:22 AM »
Reply with quote
bahut khub anshuji... bdiya
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 04:58:32 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer