Sharaab Unke Badan Pe Giraa Ke Peetaa HoN........masoom

by Masoom Shahzada on October 14, 2012, 04:33:31 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1536 times)
Masoom Shahzada
Guest
Reply with quote

HontoN ko hontoN pe tikaa ke peetaa hoN.
MaiN unke labo ko may banaa ke peetaa hoN.
.
Shabaab sharaab me mil jaaye to kayaamat ho.
Sharaab unke badan pe giraa ke peetaa hoN.
.
BijleeyaaN chamaktii hai, tufaan uthne lagte hai.
Jab unkee aankho se aankhe milaa ke peeta hoN.
.
Nashey me ek naee duniyaa me pahoNch jata hoN.
Aur Hosh me aake, hosh gavaaN ke peetaa hoN.
.
Chalaktey labo kee kaun daavatey thukraa de.
Jab bhee miltee hai wo, duniyaa bhulaa ke peetaa hoN.
.
Kaisee sarhad aur kaun se bandhan.
Sab hado ke jhan.de giraa ke peetaa hoN.
.
Kaun kahtaa hai "Masoom", maiN sharaabii hoN.
Paanii(Sharaab) ko hee to, paanii me milaa ke peetaa hoN.
Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 17 hours and 51 minutes.
Posts: 18610
Member Since: Jun 2009

View Profile
«Reply #1 on: October 14, 2012, 04:49:13 AM »
Reply with quote
acha hai romance kuch zyaada hi zaahir kar diya aapne
Logged
MANOJ6568
Khaas Shayar
**

Rau: 31
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
42 days, 19 hours and 59 minutes.

Astrologer & Shayer

Posts: 12017
Member Since: Feb 2010

View Profile
«Reply #2 on: October 14, 2012, 04:50:16 AM »
Reply with quote

HontoN ko hontoN pe tikaa ke peetaa hoN.
MaiN unke labo ko may banaa ke peetaa hoN.
.
Shabaab sharaab me mil jaaye to kayaamat ho.
Sharaab unke badan pe giraa ke peetaa hoN.
.
BijleeyaaN chamaktii hai, tufaan uthne lagte hai.
Jab unkee aankho se aankhe milaa ke peeta hoN.
.
Nashey me ek naee duniyaa me pahoNch jata hoN.
Aur Hosh me aake, hosh gavaaN ke peetaa hoN.
.
Chalaktey labo kee kaun daavatey thukraa de.
Jab bhee miltee hai wo, duniyaa bhulaa ke peetaa hoN.
.
Kaisee sarhad aur kaun se bandhan.
Sab hado ke jhan.de giraa ke peetaa hoN.
.
Kaun kahtaa hai "Masoom", maiN sharaabii hoN.
Sirf yaadoN ko hee to paanii me milaa ke peetaa hoN.

bahut umda kalaam haiN
maza aa gaya naasha sa cha gaya
dil ke meikhade mein phir aa gaya
Logged
suman59
Guest
«Reply #3 on: October 14, 2012, 04:53:22 AM »

waah waah masoom jee bahut bahut acha ghazal likha hai aapne shabash  Thumbs UP
Logged
MANOJ6568
Khaas Shayar
**

Rau: 31
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
42 days, 19 hours and 59 minutes.

Astrologer & Shayer

Posts: 12017
Member Since: Feb 2010

View Profile
«Reply #4 on: October 14, 2012, 04:54:29 AM »
Reply with quote

HontoN ko hontoN pe tikaa ke peetaa hoN.
MaiN unke labo ko may banaa ke peetaa hoN.
.
Shabaab sharaab me mil jaaye to kayaamat ho.
Sharaab unke badan pe giraa ke peetaa hoN.
.
BijleeyaaN chamaktii hai, tufaan uthne lagte hai.
Jab unkee aankho se aankhe milaa ke peeta hoN.
.
Nashey me ek naee duniyaa me pahoNch jata hoN.
Aur Hosh me aake, hosh gavaaN ke peetaa hoN.
.
Chalaktey labo kee kaun daavatey thukraa de.
Jab bhee miltee hai wo, duniyaa bhulaa ke peetaa hoN.
.
Kaisee sarhad aur kaun se bandhan.
Sab hado ke jhan.de giraa ke peetaa hoN.
.
Kaun kahtaa hai "Masoom", maiN sharaabii hoN.
Sirf yaadoN ko hee to paanii me milaa ke peetaa hoN.

bin uske ab meiN jeeta hON
aansu gum ke roj peeta hoN
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011

View Profile
«Reply #5 on: October 14, 2012, 05:04:48 AM »
Reply with quote
waah waah kamaal kee pesh kash JIO
Logged
janumanu
Guest
«Reply #6 on: October 14, 2012, 05:15:40 AM »
Reply with quote
waah waaah waahhhhhhhhhhhhhhhh ji
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 4 hours and 0 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012

View Profile WWW
«Reply #7 on: October 14, 2012, 05:35:20 AM »
Reply with quote
wah wah bohut hi achha tha ,,,magar ishq ke pardey giraye rakhiye...
             but it was good   Thumbs UP Thumbs UP
Logged
Aarish
Guest
«Reply #8 on: October 14, 2012, 05:39:02 AM »
Reply with quote

HontoN ko hontoN pe tikaa ke peetaa hoN.
MaiN unke labo ko may banaa ke peetaa hoN.
.
Shabaab sharaab me mil jaaye to kayaamat ho.
Sharaab unke badan pe giraa ke peetaa hoN.
.
BijleeyaaN chamaktii hai, tufaan uthne lagte hai.
Jab unkee aankho se aankhe milaa ke peeta hoN.
.
Nashey me ek naee duniyaa me pahoNch jata hoN.
Aur Hosh me aake, hosh gavaaN ke peetaa hoN.
.
Chalaktey labo kee kaun daavatey thukraa de.
Jab bhee miltee hai wo, duniyaa bhulaa ke peetaa hoN.
.
Kaisee sarhad aur kaun se bandhan.
Sab hado ke jhan.de giraa ke peetaa hoN.
.
Kaun kahtaa hai "Masoom", maiN sharaabii hoN.
Sirf yaadoN ko hee to, paanii me milaa ke peetaa hoN.

bohut khoob massom ji , kya baat hai, umda ghzal hai, har ek shair lajwab hai, dili daaad qubool kareN... Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
masoom shahjada
Guest
«Reply #9 on: October 14, 2012, 11:32:28 AM »
Reply with quote
acha hai romance kuch zyaada hi zaahir kar diya aapne
OH! Galti ho gayi BoSS maaf kar do.
Aage se aesi galti nahee hogi.
By the way thanks for comment
Logged
masoom shahjada
Guest
«Reply #10 on: October 14, 2012, 12:52:56 PM »
Reply with quote
bahut umda kalaam haiN
maza aa gaya naasha sa cha gaya
dil ke meikhade mein phir aa gaya
Bahut Bahut Sukriya Manoj jee
Logged
masoom shahjada
Guest
«Reply #11 on: October 14, 2012, 02:36:17 PM »
Reply with quote
waah waah masoom jee bahut bahut acha ghazal likha hai aapne shabash  Thumbs UP
Bahut Bahut SukriyaaN Aunty Jee.
Aur etna appreciation karne ke liye bhi aapka bahut bahut sukriya.
Logged
khujli
Guest
«Reply #12 on: October 14, 2012, 02:55:27 PM »
Reply with quote

HontoN ko hontoN pe tikaa ke peetaa hoN.
MaiN unke labo ko may banaa ke peetaa hoN.
.
Shabaab sharaab me mil jaaye to kayaamat ho.
Sharaab unke badan pe giraa ke peetaa hoN.
.
BijleeyaaN chamaktii hai, tufaan uthne lagte hai.
Jab unkee aankho se aankhe milaa ke peeta hoN.
.
Nashey me ek naee duniyaa me pahoNch jata hoN.
Aur Hosh me aake, hosh gavaaN ke peetaa hoN.
.
Chalaktey labo kee kaun daavatey thukraa de.
Jab bhee miltee hai wo, duniyaa bhulaa ke peetaa hoN.
.
Kaisee sarhad aur kaun se bandhan.
Sab hado ke jhan.de giraa ke peetaa hoN.
.
Kaun kahtaa hai "Masoom", maiN sharaabii hoN.
Paanii ko hee to, paanii me milaa ke peetaa hoN.

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
Logged
mkv
Guest
«Reply #13 on: October 14, 2012, 03:51:16 PM »
Reply with quote
Bahut khoob masoom bhai
thoda irregular hun aajkal,
abhee dekha

HontoN ko hontoN pe tikaa ke peetaa hoN.
MaiN unke labo ko may banaa ke peetaa hoN. shararat saaf jhalak rahi hai  Applause Applause Applause
.
Shabaab sharaab me mil jaaye to kayaamat ho.
Sharaab unke badan pe giraa ke peetaa hoN. sochna padega..bahut khoob.. peene vaalo.n..kya khayaal hai?  Thumbs UP Thumbs UP
.
BijleeyaaN chamaktii hai, tufaan uthne lagte hai.
Jab unkee aankho se aankhe milaa ke peeta hoN. wah wah wah wah  Applause Applause Applause
.
Nashey me ek naee duniyaa me pahoNch jata hoN.
Aur Hosh me aake, hosh gavaaN ke peetaa hoN.  Applause Applause Applause Applause Applause Applause
.
Chalaktey labo kee kaun daavatey thukraa de.
Jab bhee miltee hai wo, duniyaa bhulaa ke peetaa hoN.   Applause Applause Applause Applause Applause
.
Kaisee sarhad aur kaun se bandhan.
Sab hado ke jhan.de giraa ke peetaa hoN.  Applause Applause laajavaab ..bahut umda
.
Kaun kahtaa hai "Masoom", maiN sharaabii hoN.
Paanii ko hee to, paanii me milaa ke peetaa hoN.   Applause Applause Applause Applause Applause mahngaai kitni hai..

Bahut umda masoom bhai..
dil daad qubool farmaayen
Logged
masoom shahjada
Guest
«Reply #14 on: October 15, 2012, 05:53:06 AM »
Reply with quote
bin uske ab meiN jeeta hON
aansu gum ke roj peeta hoN

Nice Bro
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 04:13:50 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.131 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer