sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
|
Ek dhoondho hazaar milte haiN. Har taraf naahajaar milte haiN.
MausmoN ko lagee nazar kaisee. Ab kahaaN khushgawaar milte haiN.
Ek too hee milaa mujhe esaa. Jisse mere vichaar milte haiN.
Jhaank kar dekhiye zaraa dil meN. YaaN pe parwardigaar milte haiN.
MaiN bhee do ghoont pee hee letaa hooN. Jab kabhee chaar yaar milte haiN.
Ab naheeN to kabhee naheeN kuchh bhee. Mauqe kab baar-baar milte haiN.
Ilm kee mandiyoN se nikle jo. Kyaa unhe rozgar milte haiN.
Ye jagah ab naheeN rahee mahphooz. Chal sitaaroN ke paar milte haiN.
Kyaa samajhtaa hai apne ko ‘saini’. Ek aane meN chaar milte haiN.
Dr.Surendra Saini
एक ढूंढो हज़ार मिलते हैं । हर तरफ़ नाहजार मिलते हैं ।।
मौसमों को लगी नज़र कैसी । अब कहाँ ख़ुशगवार मिलते हैं ।।
या तू ही मिला मुझे एसा । जिससे मेरे विचार मिलते हैं ।।
झाँक कर देखिये ज़रा दिल में । याँ पे परवरदिगार मिलते हैं ।।
मैं भी दो घूँट पी ही लेता हूँ । जब कभी चार यार मिलते हैं ।।
अब नहीं तो कभी नहीं कुछ भी । मौक़े कब बार-बार मिलते हैं ।।
इल्म की मंडियों से निकले जो । क्या उन्हें रोज़गार मिलते हैं ।।
ये जगह अब नहीं रही महफूज़ । चल सितारों के पार मिलते हैं ।।
क्या समझता है अपने को 'सैनी '। एक आने में चार मिलते हैं ।।
डाo सुरेन्द्र सैनी
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
khujli
Guest
|
|
«Reply #1 on: February 14, 2013, 05:25:46 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
saahill
Mashhur Shayar
Rau: 86
Offline
Waqt Bitaya:147 days, 20 hours and 6 minutes.
Posts: 18629 Member Since: Jun 2009
|
|
«Reply #2 on: February 14, 2013, 05:38:46 AM » |
|
bohut khubsurat ghazal pesh ki hai saini sir ek rau to apka banta hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
shubham goyal
Guest
|
|
«Reply #3 on: February 14, 2013, 05:39:50 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
RAJAN KONDAL
Guest
|
|
«Reply #4 on: February 14, 2013, 05:52:44 AM » |
|
Ek dhoondho hazaar milte haiN. Har taraf naahajaar milte haiN.
MausmoN ko lagee nazar kaisee. Ab kahaaN khushgawaar milte haiN.
Ek too hee milaa mujhe esaa. Jisse mere vichaar milte haiN.
Jhaank kar dekhiye zaraa dil meN. YaaN pe parwardigaar milte haiN.
MaiN bhee do ghoont pee hee letaa hooN. Jab kabhee chaar yaar milte haiN.
Ab naheeN to kabhee naheeN kuchh bhee. Mauqe kab baar-baar milte haiN.
Ilm kee mandiyoN se nikle jo. Kyaa unhe rozgar milte haiN.
Ye jagah ab naheeN rahee mahphooz. Chal sitaaroN ke paar milte haiN.
Kyaa samajhtaa hai apne ko ‘saini’. Ek aane meN chaar milte haiN.
Dr.Surendra Saini
एक ढूंढो हज़ार मिलते हैं । हर तरफ़ नाहजार मिलते हैं ।।
मौसमों को लगी नज़र कैसी । अब कहाँ ख़ुशगवार मिलते हैं ।।
या तू ही मिला मुझे एसा । जिससे मेरे विचार मिलते हैं ।।
झाँक कर देखिये ज़रा दिल में । याँ पे परवरदिगार मिलते हैं ।।
मैं भी दो घूँट पी ही लेता हूँ । जब कभी चार यार मिलते हैं ।।
अब नहीं तो कभी नहीं कुछ भी । मौक़े कब बार-बार मिलते हैं ।।
इल्म की मंडियों से निकले जो । क्या उन्हें रोज़गार मिलते हैं ।।
ये जगह अब नहीं रही महफूज़ । चल सितारों के पार मिलते हैं ।।
क्या समझता है अपने को 'सैनी '। एक आने में चार मिलते हैं ।।
डाo सुरेन्द्र सैनी
Beutiful ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Shireen Hakani
Guest
|
|
«Reply #5 on: February 14, 2013, 06:07:27 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
F.H.SIDDIQUI
Guest
|
|
«Reply #7 on: February 14, 2013, 07:22:39 AM » |
|
bahut khoob, sainiji.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
aqsh
Guest
|
|
«Reply #8 on: February 14, 2013, 07:55:53 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
anmolarora
Guest
|
|
«Reply #9 on: February 14, 2013, 09:25:51 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
livingbytheday
Guest
|
|
«Reply #10 on: February 14, 2013, 10:06:42 AM » |
|
waah waah, sir bahut khoob, beautiful
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nandbahu
Mashhur Shayar
Rau: 122
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553 Member Since: Sep 2011
|
|
«Reply #11 on: February 14, 2013, 12:48:33 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #12 on: February 14, 2013, 02:43:15 PM » |
|
Qalb ji shukriya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mkv
Guest
|
|
«Reply #13 on: February 14, 2013, 03:36:04 PM » |
|
Ye jagah ab naheeN rahee mahphooz. Chal sitaaroN ke paar milte haiN.
Bahut khoob Sir... bahut badhiya ghazal
|
|
|
Logged
|
|
|
|
suman59
Guest
|
|
«Reply #14 on: February 14, 2013, 03:40:43 PM » |
|
Ek dhoondho hazaar milte haiN. Har taraf naahajaar milte haiN.
MausmoN ko lagee nazar kaisee. Ab kahaaN khushgawaar milte haiN.
Ek too hee milaa mujhe esaa. Jisse mere vichaar milte haiN.
Jhaank kar dekhiye zaraa dil meN. YaaN pe parwardigaar milte haiN.
MaiN bhee do ghoont pee hee letaa hooN. Jab kabhee chaar yaar milte haiN..........Accha?
Ab naheeN to kabhee naheeN kuchh bhee. Mauqe kab baar-baar milte haiN.
Ilm kee mandiyoN se nikle jo. Kyaa unhe rozgar milte haiN.
Ye jagah ab naheeN rahee mahphooz. Chal sitaaroN ke paar milte haiN.
Kyaa samajhtaa hai apne ko ‘saini’. Ek aane meN chaar milte haiN.
Dr.Surendra Saini
Bahut bahut acha laga padkar. bahut bahut mubarak sir jee
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|