Suna hai aaj woh mere shaher se guzre hain...by taasir siddiqui

by Taasir siddiqui on January 03, 2012, 12:11:36 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1265 times)
Taasir siddiqui
Guest
Reply with quote
Suna  hai  aaj woh  mere shaher se guzre hain;
Muj hi ko socha hai jidhar jidhar se guzre hain;
 
Pigal  gai woh  sab yaadein jo dil pe jami hui thi,
Woh jab meri gali se,  mere ghar se guzre hain;
 
Mere labon ka tabassum zehan mein taza hua,
Woh jab sukhe hue kisi  phool par se guzre hain;

Tadap  ke chod chale the jo mujko rota hua,
Roye  hain khub jo woh  meri qabar se guzre hain;

raha hun  umar bhar main tanhai ki basti mein,
magar woh aaj kaise mere khandar se guzre hain;
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
KAHAN HAI TU MERE ALLAH (Poet Taasir siddiqui) by Taasir siddiqui in Ghazals
Phoolon ko berang kar dete hain (poet taasir siddiqui) by Taasir siddiqui in Ghazals
kuch mere favr8 ashaar- taasir siddiqui by Taasir siddiqui in Miscellaneous Shayri
Tere shaher se hum nikle.....by taasir siddiqui by Taasir siddiqui in Ghazals
NAMAAZEIN ADA HOTI HAIN...TAASIR SIDDIQUI by Taasir siddiqui in Ghazals
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #1 on: January 03, 2012, 12:19:41 PM »
Reply with quote
Suna  hai  aaj woh  mere shaher se guzre hain;
Muj hi ko socha hai jidhar jidhar se guzre hain;
 
Pigal  gai woh  sab yaadein jo dil pe jami hui thi,
Woh jab meri gali se,  mere ghar se guzre hain;
 
Mere labon ka tabassum zehan mein taza hua,
Woh jab sukhe hue kisi  phool par se guzre hain;

Tadap  ke chod chale the jo mujko rota hua,
Roye  hain khub jo woh  meri qabar se guzre hain;

raha hun  umar bhar main tanhai ki basti mein,
magar woh aaj kaise mere khandar se guzre hain;


har sher qabil-e daad,
har sher dil asrar

Khoob, bahot khoob
Khusoosi to yeh....Roye hain khoob..

Abul Asad
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #2 on: January 03, 2012, 12:33:02 PM »
Reply with quote
Tassir saheb mubaarak ho  aapko pahlee baar padhaa ghazal shaandaar hai par muaaf karnaa qaafiyaa"QABR"fit naheen horahaa. Nayaa saal mubaarak ho
Logged
khujli
Guest
«Reply #3 on: January 03, 2012, 01:36:11 PM »
Reply with quote
Suna  hai  aaj woh  mere shaher se guzre hain;
Muj hi ko socha hai jidhar jidhar se guzre hain;
 
Pigal  gai woh  sab yaadein jo dil pe jami hui thi,
Woh jab meri gali se,  mere ghar se guzre hain;
 
Mere labon ka tabassum zehan mein taza hua,
Woh jab sukhe hue kisi  phool par se guzre hain;

Tadap  ke chod chale the jo mujko rota hua,
Roye  hain khub jo woh  meri qabar se guzre hain;

raha hun  umar bhar main tanhai ki basti mein,
magar woh aaj kaise mere khandar se guzre hain;



 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #4 on: January 03, 2012, 01:47:31 PM »
Reply with quote
Suna  hai  aaj woh  mere shaher se guzre hain;
Muj hi ko socha hai jidhar jidhar se guzre hain;
 
Pigal  gai woh  sab yaadein jo dil pe jami hui thi,
Woh jab meri gali se,  mere ghar se guzre hain;
 
Mere labon ka tabassum zehan mein taza hua,
Woh jab sukhe hue kisi  phool par se guzre hain;

Tadap  ke chod chale the jo mujko rota hua,
Roye  hain khub jo woh  meri qabar se guzre hain;

raha hun  umar bhar main tanhai ki basti mein,
magar woh aaj kaise mere khandar se guzre hain;



khubsurat kalaam. daad kabul karen
Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009


View Profile
«Reply #5 on: January 03, 2012, 05:02:35 PM »
Reply with quote

bahut khoob... Usual Smile

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 17 hours and 51 minutes.
Posts: 18610
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #6 on: January 03, 2012, 05:19:08 PM »
Reply with quote
boht khoob dil se daad
Logged
mkv
Guest
«Reply #7 on: January 03, 2012, 05:39:19 PM »
Reply with quote
nice effort Applause
Logged
Taasir siddiqui
Guest
«Reply #8 on: January 04, 2012, 12:08:03 PM »
Reply with quote
thanks to all ghazal lovers....
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #9 on: January 04, 2012, 12:27:46 PM »
Reply with quote
Suna  hai  aaj woh  mere shaher se guzre hain;
Muj hi ko socha hai jidhar jidhar se guzre hain
;
 
Pigal  gai woh  sab yaadein jo dil pe jami hui thi,
Woh jab meri gali se,  mere ghar se guzre hain;
 
Mere labon ka tabassum zehan mein taza hua,
Woh jab sukhe hue kisi  phool par se guzre hain;

Tadap  ke chod chale the jo mujko rota hua,
Roye  hain khub jo woh  meri qabar se guzre hain;

raha hun  umar bhar main tanhai ki basti mein,
magar woh aaj kaise mere khandar se guzre hain;


good
Applause Applause Applause
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 04:20:43 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer