Taare Dekhta Hoon,.

by Jaanasheen on June 20, 2010, 02:56:50 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2412 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
Reply with quote
As Salaam Walaikum,.
Pehli Baar Ghazal Section Mein Kuch Likhne Ki Koshish Kar Raha Hoon,.

Allah Kamyaab Kare,.

Tim Timaate Charaag Saare Dekhta Hoon,.
Ab Raat Hote Hi Main Taare Dekhta Hoon,.

Wo Bichda Mujhse, Dariya Ke Sahil Ki Tarah,.
Main Maujon Mein Doobkar Kinaare Dekhta Hoon,.

Kehte Hain Sab "Ye Andheron Mein Kahan Khojaata Hai,.
Inhe Kya Khabar Kaise Dilkash Nazaare Dekhta Hoon,.

Hain Paas Hoke Bhi, Hum Bohat Door Aakhir,.
Jo Milne Nahi Dete Wo Naseeb Hamaare Dekhta Hoon,.

Kaash Banjaaye Haqeeqat, Mere Khwaabon Ki Tarah,.
Ke Aksar Main Khwaab Bade Pyaare Dekhta Hoon,.

Tim Timaate Charaag Saare Dekhta Hoon,.
Ab Raat Hote Hi Main Taare Dekhta Hoon,.

Ab Raat Hote Hi Main Taare Dekhta Hoon,.

-Azeem-
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #1 on: June 20, 2010, 03:04:54 PM »
Reply with quote
Bahut Bahut Khoob Azeem Bhai..

Bahut hi khoobsurat Ehsaas..Masuniyat se bhari ghazal pesh ki hai aapne..

Bahut Ache Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #2 on: June 20, 2010, 03:06:20 PM »
Reply with quote
Wah! Kya baat hai Chote Bhai
Logged
mamta bajpai
Guest
«Reply #3 on: June 20, 2010, 03:42:10 PM »
Reply with quote
AZEEM JI!BAHUT KHOOB LIKHTE HAIN AAP.VAQAI KISI PAHADI NADI KI TARAH LAFZON KI RAWANGI EK ROOMANIYAT KO PAIDA KAR RAHI HAI.US PAR AAP KE JAZBAAT KO BAYAN KARTI TASVEER !SUBAHANALLAH!!!OLD HINDI FILM KA EK GEET MUJHE YAAD AA GAYA.......

YE RAATEN YE MOUSAM NADI KA KINARA YE CHANCHAL HAWA........
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008

View Profile
«Reply #4 on: June 20, 2010, 04:38:05 PM »
Reply with quote
Daer saal huwa aaj, humaari muhabbat ko rang chadre, sanam
bin mille ye kaisa saroor hai? Kaise khwaabon me mill rahe hum...

Tum meri zindigi banngaye, main tumhaari qul qayanat.
Tum na bolo, tho b samhaj jaun dil ki baat.

Aisi hai ye kashish, do dil k taar k beech, meri jaan.
Taaraen dehko tum, din ki fiza me b... Ye hai muhabbat ka karwaan.

Kadrwataen badalta rehta hai mera dil, aur teri ye "dharkan"
Mubarak ho tumhe, ye saahil aur asmaan ka milan.

I love you ji. I love u darling. I love you.

Thank u for being a part of my every day. For supporting me every second of these past eighteen months. I wish there weee words enough to tell u, what you have becone for me.

Happy Eighteenth Month Anniversary to the one man in my life.
I love you ajju darling
 
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #5 on: June 20, 2010, 04:45:44 PM »

Ye Ghazal, Ye Kalaam Tumhaare Liye Hain,.
Mera Din Meri Shaam Tumhaare Liye Hain,.

Meri Hasratein Tamaam, Tumhaare Liye Hain,.
Meri Hasti Mera Naam, Tumhaare Liye Hain,.

Love You Too, Happy Anniversary Too,.

Allah Hamaari Khwaaishein Zarooratein Poori Karein,.

Rab Khair Kare,.

Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010

View Profile WWW
«Reply #6 on: June 20, 2010, 08:43:08 PM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

bahut hi khoob likha hai aapne Azeem ji.... bahut khoob... jaadu se bhare huye hain aapke ek ek shabd...  mohabbat me jab kuch likha jaata hai to uski khoobsurti aur bhi badh jaati hai.... Lajawaab likha hai aapne... bahut bahut khoob...!!!
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010

View Profile WWW
«Reply #7 on: June 20, 2010, 08:46:17 PM »
Reply with quote
Haardik shubhkaamnaayein Anjaan ji aur Azeem ji...!!! Aur bahut khoob likha hai aapne Anjaan ji...!!!

Daer saal huwa aaj, humaari muhabbat ko rang chadre, sanam
bin mille ye kaisa saroor hai? Kaise khwaabon me mill rahe hum...

Tum meri zindigi banngaye, main tumhaari qul qayanat.
Tum na bolo, tho b samhaj jaun dil ki baat.

Aisi hai ye kashish, do dil k taar k beech, meri jaan.
Taaraen dehko tum, din ki fiza me b... Ye hai muhabbat ka karwaan.

Kadrwataen badalta rehta hai mera dil, aur teri ye "dharkan"
Mubarak ho tumhe, ye saahil aur asmaan ka milan.

I love you ji. I love u darling. I love you.

Thank u for being a part of my every day. For supporting me every second of these past eighteen months. I wish there weee words enough to tell u, what you have becone for me.

Happy Eighteenth Month Anniversary to the one man in my life.
I love you ajju darling
 
Logged
tamanna.pt
Guest
«Reply #8 on: June 21, 2010, 12:25:45 AM »
Reply with quote

    Bahut khoobsurat likha hai Azeem ji. Aur mubarak ho aap dono ko, Rab aap dono par apni meher banay rakhe.
Logged
dead heart
Guest
«Reply #9 on: June 21, 2010, 09:53:59 PM »
Reply with quote
As Salaam Walaikum,.
Pehli Baar Ghazal Section Mein Kuch Likhne Ki Koshish Kar Raha Hoon,.

Allah Kamyaab Kare,.

Tim Timaate Charaag Saare Dekhta Hoon,.
Ab Raat Hote Hi Main Taare Dekhta Hoon,.

Wo Bichda Mujhse, Dariya Ke Sahil Ki Tarah,.
Main Maujon Mein Doobkar Kinaare Dekhta Hoon,.

Kehte Hain Sab "Ye Andheron Mein Kahan Khojaata Hai,.
Inhe Kya Khabar Kaise Dilkash Nazaare Dekhta Hoon,.

Hain Paas Hoke Bhi, Hum Bohat Door Aakhir,.
Jo Milne Nahi Dete Wo Naseeb Hamaare Dekhta Hoon,.

Kaash Banjaaye Haqeeqat, Mere Khwaabon Ki Tarah,.
Ke Aksar Main Khwaab Bade Pyaare Dekhta Hoon,.

Tim Timaate Charaag Saare Dekhta Hoon,.
Ab Raat Hote Hi Main Taare Dekhta Hoon,.

Ab Raat Hote Hi Main Taare Dekhta Hoon,.

-Azeem-

Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause BEhad Khubsoorat likha hai Bhai apne..Hamesha ki tarha..MAza agay padkar...
Logged
dead heart
Guest
«Reply #10 on: June 21, 2010, 09:56:45 PM »
Reply with quote
Daer saal huwa aaj, humaari muhabbat ko rang chadre, sanam
bin mille ye kaisa saroor hai? Kaise khwaabon me mill rahe hum...

Tum meri zindigi banngaye, main tumhaari qul qayanat.
Tum na bolo, tho b samhaj jaun dil ki baat.

Aisi hai ye kashish, do dil k taar k beech, meri jaan.
Taaraen dehko tum, din ki fiza me b... Ye hai muhabbat ka karwaan.

Kadrwataen badalta rehta hai mera dil, aur teri ye "dharkan"
Mubarak ho tumhe, ye saahil aur asmaan ka milan.

I love you ji. I love u darling. I love you.

Thank u for being a part of my every day. For supporting me every second of these past eighteen months. I wish there weee words enough to tell u, what you have becone for me.

Happy Eighteenth Month Anniversary to the one man in my life.
I love you ajju darling
 
Hmm bahaut bahaut mubarak ho aap dono ko yeh anniversary...yeh 18 months se saal aur saal se decades aur decades se centuries aur centuries se janam janam tak tabdil hojaye yeh dua hai aap dono ke liye humari...Yeh ehsaas-e-mohobat bada khubsoorat hai aur main janta hoon ke kitni khushi milti hai mashAllah se..dua hai hamesha saath rahe...Kabhi juda na ho...Ameen!

Allah Khair kare...
Logged
nazar ghouri
Guest
«Reply #11 on: June 23, 2010, 01:12:12 AM »
Reply with quote
bahot khoob azeem saheb bahot achhe ...umda paishkash hai janab ..wah wah
Logged
aaina
Guest
«Reply #12 on: June 23, 2010, 03:42:02 PM »
Reply with quote
Dear Azeem bhut khoob mashallah

Yun hi chlati rahi din raat kahani meri
jiska har baab tere naam se mansoob rahe
jiska har lafz teri khushboo mai moa'attar hi rahe 
jiski satron mai tera aks ubhr kar aaye
jiski pakeezgi mansoob ho tere daaman se
mein chaha hai yahi ey meri jaan e hayaat
ab ke tu kahaani ka meri unwaan huii jaati hai.............

aslam
Logged
.adeeb
Guest
«Reply #13 on: June 27, 2010, 02:32:33 AM »
Reply with quote
Janab Azeem sahab bhot achi takhliq hai ye apki aur mehnat bhi kafi ki ise likhne me. Ek bat kahna chahta hu ke ye beher me nahi hai isliey ise gazal nahi kaha ja sakta. Beher gazal ki ek zaruri shart hoti hai. So jab tak aap beher me na likhne lagen  usse gazal section me post na karen.

Kuch aur members bhi aisa kar rahe unse bhi yahi request hai.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #14 on: August 17, 2010, 07:19:03 PM »
Reply with quote
Bahut Bahut Khoob Azeem Bhai..

Bahut hi khoobsurat Ehsaas..Masuniyat se bhari ghazal pesh ki hai aapne..

shukriya Khwaaish bhai,.

Bahut Ache Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 02:23:00 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.116 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer