Taish- dard PARESHAAN jaauN kidhar...??

by ghayal_shayar on December 10, 2012, 11:15:41 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 1845 times)
ghayal_shayar
Guest
«Reply #15 on: December 11, 2012, 02:58:58 PM »
Reply with quote
bahut khub . achhi ghazal hai taish ji . mubarakbad pesh hai.

Hasan saahab, aapki daad sar aaNkhon pe, bas yahi duaa rahegi ki aap aage bhi yuNhi saath nibhaate raheN... Usual Smile Usual Smile
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Dard Pareshaan by harashmahajan in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Naakhudaa dard de ke kidhar jaayegaa...................Mamta Bajpai by mamta bajpai in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Taish- GEET tumhare, DARD tumhara...!! by ghayal_shayar in Shayri-E-Dard
Taish- dard ko bhi na FURSAT hui...!! by ghayal_shayar in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Taish- pareshaan DIL...!! by ghayal_shayar in Ghazals
sbechain
Guest
«Reply #16 on: December 11, 2012, 03:29:31 PM »
Reply with quote
Ek baar fir mefl ko is nacheez ka aadaab, kuch likha hai kaafi waqt baad, umeed karta huN ki aap sabko jyada niraash nahiN kiya hoga, galtiyoN ke liye maafi ka talabgar rahuNgaa...!!


Jeene ko sochte rahe, aur uthaa le gayi kazaa(maut) hume,, lakh ki thi kosisheN, par na mili jeene ki vajah hume,, jab maut ki khwaish hi ho chali, to dagaa de gayi nazaa(aakhii saans) hume,, ab to aadat si ho chali hai zakhm khaane ki, to dard lagne lage davaa hume,, kuch is kadar chalni hua hai dil, ki nashtar ki tarah chubhe ye hawaa hume,, charagar bhi dooba hua is soch me, ki aakhir kya hai hua hume…??

HaaN sach hua hai kya hume………..




AshqoN ka ye chota sa safar,
Khatm na hua zindagi bhar.
kyon bhalaa kya pareshani aan padi ji icon_silent icon_silent icon_silent
Kuch yuN hua mujh pe tera asar,
Aagaaz-o-anjaam-e-jeest, sifar*.
acha meri shaksiyast havi ho gayi tum pe icon_silent icon_silent icon_silent
*zero, shoonya.

Zakhm itne ho chale badan pe,
Dard pareshaaN jaauN kidhar…
ye to khatarnaak bimari hai dr ko dikhaya ya nahin icon_scratch icon_scratch icon_scratch
Na hoti nazmeN, na hoti ghazal,
Dard-o-mohabbat na hote agar.
kyon ye cheeze.n dard -o-ghum se banti hain icon_silent icon_silent icon_silent icon_silent
Kabristaan me itni khamoshi kyuN,
BahutoN ka hai ye ek akela ghar.
arry kaisi baat karte ho ji. icon_geek icon_geek
Khud bhi rona aur rulana kalam ko,
Eh“Taish”hai ye tera kaisa hunar.
tumhara kaam tum hi jaano. mujhe kya pata drunken_smilie drunken_smilie
Ye aakhiri sher bas yuNhi add kar diya tha....

sirf ehsaas se bhi banti hai Ghazal
is Ghazal meN dekho radif na behar!

dik raha hai Usual Smile Usual Smile


bahut khoob.....!!
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #17 on: December 12, 2012, 10:47:53 AM »
Reply with quote
bohut khoob taish jee umda ghazal hai, aur is shair ke liye khusoosi daad qubool kareN

aarish bhai bahut bahut shukriya ise pasand karne ka, umeed karta hun aage v aapka saath yuNhi bana rahega.... Usual Smile


Zakhm itne ho chale badan pe,

Dard pareshaaN jaauN kidhar…


Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #18 on: December 13, 2012, 01:26:14 AM »
Reply with quote
waah waah bahut khoob


sir ji bahut bahut shukriya, bas yuNhi aap aage v aashirwaad dete rahiye....!! Usual Smile
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #19 on: December 13, 2012, 04:41:29 PM »
Reply with quote
wa wa waa bhot ache .

 icon_salut icon_salut

 Applause Applause Applause

aatish saahab, tareef ka bahut bahut shukriya, bas aage v aap yuNhi humari hausla afzaayi karte raheN...
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #20 on: December 14, 2012, 11:00:09 AM »
Reply with quote
Bahut khoob Taish jee
mubaarakbaad qubool kareN

mukesh sir, bas aage v aap yunhi dua aur aashirwaad dete raheN.... Usual Smile
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #21 on: December 15, 2012, 01:24:36 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause
is khoobsurat kalam par dheron mubarakbad qubool kare

aqsh saaheeba, aapki daad humare sar aaNkhoN pe, bas yuNhi aage v aap humara saath deti raheN....
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #22 on: December 15, 2012, 02:07:53 PM »
Reply with quote
wah wah
wah wah wah
wah wah
kya baat kya baat


Ritesh sahab tareef ka shukriya, bas aage v aap humara yuNhi saath nibhaate raheN...
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #23 on: December 16, 2012, 03:51:47 AM »
Reply with quote
Taish Sahaab Aadaab!


Kia baat hai janab bade hi dilfareb khayaaloN ko kasaa hai aapne..
Sabhi ashaar aik se badhkar aik aur umdaa rahe... Usual Smile

Kisi aik ki tareef ki jaaye toH waqai na insaafi hoNgi is umdaa
kalaam ke saath... Usual Smile

Is khoob aur dilfareb kalaam par humari dheroN dili daad O mubbarakbad
kabul kijiye... Usual Smile
Aise hi umdaa kalaam kahte rahiye...
Aate rahiye...

Shaad O aabaad rahiye..
Khuda Hafez.. Usual Smile


salaam saahab,

ye to aapk logoN ki dariya dili hai, jo aapne in chand jazbaaton ko izzat bakshi, umeed karta huN ki aage v aapka saath hume yuNhi milta rahegaa...
Logged
livingbytheday
Guest
«Reply #24 on: December 17, 2012, 04:57:47 PM »
Reply with quote

waah waah, bahut khoob
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #25 on: December 19, 2012, 02:39:10 AM »
Reply with quote
superb

prashad saahab, bahut bahut shukriya is hausla afzaayi ke liye, bas aage v aap yuNhi saath dete raheN...
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #26 on: December 21, 2012, 06:19:21 PM »
Reply with quote
waah kya bat hai kya bat hai

anmol saahab shukriya....
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #27 on: December 23, 2012, 08:16:10 PM »
Reply with quote

bahut khoob.....!!


bahut bahut shukriya tareef ka sheeba ji, bas aage v yunhi saath deti raheN...!!
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #28 on: December 23, 2012, 08:17:56 PM »
Reply with quote
waah waah, bahut khoob


janaab aapke naams e aphi tak waakif nahin hun uske loiye mafi chaahunga, aur aapne jo daad di hai uske liye aapka aabhaari huN...!!
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 08:19:08 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.138 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer