Taish- ishq pe laagu ye KAHAAVAT nahiN hoti...!!

by ghayal_shayar on May 31, 2013, 08:33:47 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1818 times)
ghayal_shayar
Guest
Reply with quote
Bazm ko mera aadaab, ek nayi kosish ke saath haazir huN... Har sher meN kuch naya khayaal dene ki kosish ki hai, umeed karta huN aapko pasand aayega...

Har roz nayi ek qayamat nahiN hoti,
Par ishq pe laagu ye kahaavat nahiN hoti...

Ae kaash mujhe tumse mohabbat nahiN hoti,
To gham ke varaq* par likhi kismat nahiN hoti...

*Panna, page.

Gar humse jo unhe yun adawat* nahiN hoti,
Tareef ke pehlu men shikayat nahiN hoti...

*Chiddh, kind of annoyance.

LaashoN ke gale haaroN se kyuN gul ke bhare haiN,
Kya phooloN meN thodi si bhi ghairat* nahin hoti...

*Aatma sammaan, Self-respect

Ik doosre ko loot.te hain log yahaaN ab,
Poori jo sharaafat se jaroorat nahiN hoti...

Hai chor uchakkoN se bhari desh ki satta,
Ke ab bhale logoN se siyaasat nahin hoti...

Lekar ke udhaari na chukaayi kabhi maine,
Ab shaql chipaane ko hazaamat nahin hoti...

Kachhi kaliyaaN baghbaaN ne khud haiN ujaadi,
Ab bhonroN ko bhi phooloN ki chaahat nahiN hoti...

Shayad teri nafrat me vo shiddat na rahi ab,
Jo taish mere dard ki barqat nahiN hoti...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Taish ne badle TEWAR nahiN...!! by ghayal_shayar in Ghazals « 1 2  All »
Taish- mujhe ishq hi BEWAFA se hua hai...!! by ghayal_shayar in Ghazals « 1 2  All »
Taish- BEADAB ishq hai...!! by ghayal_shayar in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
' Taish ' paagal hai ISHQ meN unke...!! by ghayal_shayar in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
TAISH—ishq andar tadapti MACHHLI hai...!! by ghayal_shayar in Ghazals
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #1 on: May 31, 2013, 09:30:43 PM »
Reply with quote
Bahut Achi Peshkash Hai Janab Waah!!Behtreen.Daad Kabool Karein.
Logged
sbechain
Guest
«Reply #2 on: May 31, 2013, 09:53:58 PM »
Reply with quote
Bazm ko mera aadaab, ek nayi kosish ke saath haazir huN... Har sher meN kuch naya khayaal dene ki kosish ki hai, umeed karta huN aapko pasand aayega...

Har roz nayi ek qayamat nahiN hoti,
Par ishq pe laagu ye kahaavat nahiN hoti...

Ae kaash mujhe tumse mohabbat nahiN hoti,
Yun gham ke varaq* par likhi kismat nahiN hoti...

*Panna, page.

Gar humse jo unhe yun adawat* nahiN hoti,
Tareef ke pehlu men shikayat nahiN hoti...

*Chiddh, kind of annoyance.

LaashoN ke gale haaroN se kyuN gul ke bhare haiN,
Kya phooloN meN thodi si bhi ghairat* nahin hoti...

*Aatma sammaan, Self-respect

Ik doosre ko loot.te hain log yahaaN ab,
Poori jo sharaafat se jaroorat nahiN hoti...

Hai chor uchakkoN se bhari desh ki satta,
Ke ab bhale logoN se siyaasat nahin hoti...

Lekar ke udhaari na chukaayi kabhi maine,
Ab shaql chipaane ko hazaamat nahin hoti...

Kachhi kaliyaaN baghbaaN ne khud haiN ujaadi,
Ab bhonroN ko bhi phooloN ki chaahat nahiN hoti...

Shayad teri nafrat me vo shiddat na rahi ab,
Jo taish mere dard ki barqat nahiN hoti...

wah wah wah bahut khoob taish...........!
Logged
Sudhir Ashq
Khususi Shayar
*****

Rau: 108
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
16 days, 19 hours and 27 minutes.

Posts: 1813
Member Since: Feb 2013

View Profile WWW
«Reply #3 on: May 31, 2013, 10:22:51 PM »
Reply with quote
Bazm ko mera aadaab, ek nayi kosish ke saath haazir huN... Har sher meN kuch naya khayaal dene ki kosish ki hai, umeed karta huN aapko pasand aayega...

Har roz nayi ek qayamat nahiN hoti,
Par ishq pe laagu ye kahaavat nahiN hoti...

Ae kaash mujhe tumse mohabbat nahiN hoti,
To gham ke varaq* par likhi kismat nahiN hoti...

*Panna, page.

Gar humse jo unhe yun adawat* nahiN hoti,
Tareef ke pehlu men shikayat nahiN hoti...

*Chiddh, kind of annoyance.

LaashoN ke gale haaroN se kyuN gul ke bhare haiN,
Kya phooloN meN thodi si bhi ghairat* nahin hoti...

*Aatma sammaan, Self-respect

Ik doosre ko loot.te hain log yahaaN ab,
Poori jo sharaafat se jaroorat nahiN hoti...

Hai chor uchakkoN se bhari desh ki satta,
Ke ab bhale logoN se siyaasat nahin hoti...

Lekar ke udhaari na chukaayi kabhi maine,
Ab shaql chipaane ko hazaamat nahin hoti...

Kachhi kaliyaaN baghbaaN ne khud haiN ujaadi,
Ab bhonroN ko bhi phooloN ki chaahat nahiN hoti...

Shayad teri nafrat me vo shiddat na rahi ab,
Jo taish mere dard ki barqat nahiN hoti...

Wah,Wah,Wah Taish ji,
Behad khoobsurat ghazal kahi hai aapne.I really love it.Khaas taur  se matla aur maqta lazawab hai.Dili Mubarakbaad qabool kijiye.
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #4 on: May 31, 2013, 10:26:38 PM »
Reply with quote
Bazm ko mera aadaab, ek nayi kosish ke saath haazir huN... Har sher meN kuch naya khayaal dene ki kosish ki hai, umeed karta huN aapko pasand aayega...

Har roz nayi ek qayamat nahiN hoti,
Par ishq pe laagu ye kahaavat nahiN hoti...

Ae kaash mujhe tumse mohabbat nahiN hoti,
To gham ke varaq* par likhi kismat nahiN hoti...

*Panna, page.

Gar humse jo unhe yun adawat* nahiN hoti,
Tareef ke pehlu men shikayat nahiN hoti...

*Chiddh, kind of annoyance.

LaashoN ke gale haaroN se kyuN gul ke bhare haiN,
Kya phooloN meN thodi si bhi ghairat* nahin hoti...

*Aatma sammaan, Self-respect

Ik doosre ko loot.te hain log yahaaN ab,
Poori jo sharaafat se jaroorat nahiN hoti...

Hai chor uchakkoN se bhari desh ki satta,
Ke ab bhale logoN se siyaasat nahin hoti...

Lekar ke udhaari na chukaayi kabhi maine,
Ab shaql chipaane ko hazaamat nahin hoti...

Kachhi kaliyaaN baghbaaN ne khud haiN ujaadi,
Ab bhonroN ko bhi phooloN ki chaahat nahiN hoti...

Shayad teri nafrat me vo shiddat na rahi ab,
Jo taish mere dard ki barqat nahiN hoti...

Waah waah Waah Waah...

Bahut Bahut Aur bahut Khoooob Taish Ji...Lajawaab

Har Ek Ashaar Par Dilli Daad...

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

aqsh
Guest
«Reply #5 on: May 31, 2013, 10:32:42 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
waaaaah. Taish ji bahut hi achchi kalaam rahi is baar.khaas kar teesra sher aur maqta mujhe bahut jyaada pasand aaya. Har ek sher bahut achche khayalon se saji hai. aapko hazaron dili daad. qubool kare.
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #6 on: June 01, 2013, 12:06:09 AM »
Reply with quote
Bahut Achi Peshkash Hai Janab Waah!!Behtreen.Daad Kabool Karein.

bahut bahut shukriya aapka ravindera saaheb, ki aaapne is kosish ko pasand kiya aur saraaha, umeed karta hun ki aap aage bhi yuNhi hausla afzaayi karte raheNge...!!
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #7 on: June 01, 2013, 01:21:32 AM »
Reply with quote

wah wah wah bahut khoob taish...........!

shukriya sheba ji ise saraahne ke liye, bas aage v aap yuNhi saath nibhaati raheN...!!
Logged
hyder-e-aashuftah
Guest
«Reply #8 on: June 01, 2013, 02:12:14 AM »
Reply with quote
SUBHANALLAH taish bhai... bht umda likha hai...
Logged
Bhupinder Kaur
Guest
«Reply #9 on: June 01, 2013, 03:23:40 AM »
Reply with quote
Its simply beautiful.......... Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
@Kaash
Guest
«Reply #10 on: June 01, 2013, 07:11:19 AM »
Reply with quote
nice work,achhe ehsasaat,daad!
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #11 on: June 01, 2013, 12:51:26 PM »
Reply with quote
Wah,Wah,Wah Taish ji,
Behad khoobsurat ghazal kahi hai aapne.I really love it.Khaas taur  se matla aur maqta lazawab hai.Dili Mubarakbaad qabool kijiye.

aapka shukraguzaar huN sudhir saaheb, jo aapne is adni si peshkash ko itna saraaha, umeed karta hun ki aage bhi aapka saath hume yuNhi milta rahegaaa...
Logged
Miru;;;;
Guest
«Reply #12 on: June 01, 2013, 01:00:23 PM »
Reply with quote
BAHUT KHOOB JI..................
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #13 on: June 01, 2013, 02:22:12 PM »
Reply with quote

Waah waah Waah Waah...

Bahut Bahut Aur bahut Khoooob Taish Ji...Lajawaab

Har Ek Ashaar Par Dilli Daad...

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

khwaish ji aapse daad paa ke lag raha hai, ki jaroor kuch ahchaa likh gaya huN bhool se, waise bahut tasalli milti hai aapse hausla afzaayi paa kar, umeed karta huN ki aapka saath aage bhi hume yuNhi milta rahegaaa...
Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009

View Profile
«Reply #14 on: June 01, 2013, 02:32:07 PM »
Reply with quote
Kya baat hai taish ji.... bahut bahut khoob.. har ek she apni dastan keh gaya.. dili mubarakbad kubul kare.. Usual Smile
Applause Applause Applause Applause
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 04:37:31 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.121 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer