Taish- marasim EHTIYAATAN torr dena chaahta hooN maiN...!!

by ghayal_shayar on April 08, 2013, 10:39:09 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 1857 times)
janumanu
Guest
«Reply #15 on: April 10, 2013, 06:08:01 AM »
Reply with quote
pehle to shukriya khwaish saahab, is nacheez ki kosish ko saraahne ke liye...

Main aapki baat se sehmat hun ki khud ko hum khuda ka darja nahiN de sakte, par neki se hum apni kismat jaroor badal sakte haiN, aur maine bas vahi kehne ki kosish ki hai, ab agar isse aapki kisi bhi bhaavna ko thes pahuNchi ho to maiN uske liye maafi ka talabgaar huN...

kyun bhayee jab hum kahte hai sanam ko khudaa bana diya
butt ko khudaa bana diya to isme kya harz Usual Smile
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Teri Yaadon Mein Main Hurdum Muskurana Chaahta Hoon "Khwaish" by khwahish in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Taish- ik marasim ke TUKDE numaayaN hue haiN...!! by ghayal_shayar in Ghazals « 1 2  All »
Taish- bachi-khuchi TAMEEZ dhundta hooN maiN...!! by ghayal_shayar in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
Taish- main tera hooN, tu meri NAHIN...!! by ghayal_shayar in Ghazals « 1 2  All »
Ay yaar! kab kisi ka buraa chaahta hooN maiN. by Ghulam Haider in Shayri for Khumar -e- Ishq
livingbytheday
Guest
«Reply #16 on: April 10, 2013, 07:19:36 PM »
Reply with quote
nihayat hi khoobsurat, very very good, congratulations
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #17 on: April 10, 2013, 11:12:43 PM »
Reply with quote
behad khubsurat taish ji.. dheron mubarakbaad aapko.. Usual Smile plus ek rau.. Usual Smile

charan ji, daad aur rau dono hi ke liye aapke tah-e-dil se shukraguzaar huN, umeed karta huN aapka saath aage bhi yuNhi milta rahegaa... Usual Smile
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #18 on: April 11, 2013, 11:13:26 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

padhne ki jehmiyat uthaane aur ise pasand karne ka shukriya saaheb...
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #19 on: April 11, 2013, 11:11:39 PM »
Reply with quote

wah wah wah taish ek rau deti hoon...........!


sheba ji aapki tareef meri sar aaNkhon pe, aur bahut baht shukraguzaar hun aapka, ki aapne is kosish ko rau ke kaabil samjha... yuNhi hausla afzaayi karti raheN...
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #20 on: April 12, 2013, 02:39:44 PM »
Reply with quote
Taish Sahaab Aadaab!


WaaH janab waaH kya kahne, janab bade hi gehre gote lagaa rahe haiN aap.. yaqeenan behad khooba aur umdaa gazal kahi hai aapne... Usual Smile

Sabhi ashaar aik se badhkar aik rahe... Usual Smile
Is khoobsurat aur umdaa kalaam par meri hazaaroN dili daad O mubbarakbad kabul kijiye... Usual Smile


Likhate rahiye.. bazm meiN aate rahiye..,
Shaad O aabaad rahiye...

Khuda Hafez... Usual Smile




bhai aapki hausla afzaayi se humesha hi bal milta hai, jaan kar behad khushi hui ki aapko kalaam pasand aaya, umeed karta hun ki aage bhi aapka saath hume yuNhi milta rahega..
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #21 on: April 12, 2013, 09:12:55 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause  Applause Applause
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Waah waah waah Bhusan jee, bahut hi umda ghazal kahi hai aapne, bahut pasand aayi, iss she'r ke liye khususann daad aur ek Rau bhi qubool kareiN meri taraf se:

Ye mere aayine ko shaayri kisne hai sikhlaayi,
Ghazal ye gungunaata hai teri, jo dekhta hooN maiN


iftakhar saaheb, aapne ghazal pasand ki ye jaan kar behad khushi hui, umeed karta hun ki aapka saath aur aapki hausla afzaayi hume aage bhi naseeb hote raeNge, aapke rau ke liye bhi main tah-e-dil se shukraguzaar huN...
Logged
aqsh
Guest
«Reply #22 on: April 13, 2013, 11:38:07 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
Bahut bahut bahut khoob taish ji. har ek sher khoob hai. kiski tareef karoon aur kisko chod doon. poori ghazal lajawab hai. dili mubarakbad ko qubool kare.
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #23 on: April 14, 2013, 04:03:27 PM »
Reply with quote



Waaaaaah waaaaaaaaah Buht umda jnab,,,, dheroon daaad

farhan saaheb aapki tareef aur hausla afzaayi ka shukraguzaar huN, umeed karta huN ki aage bhi aapka saath yuNhi bana rahega...!!
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #24 on: April 14, 2013, 10:19:50 PM »
Reply with quote
kyun bhayee jab hum kahte hai sanam ko khudaa bana diya
butt ko khudaa bana diya to isme kya harz Usual Smile

are bhai sabki apni soch hai, so don't worry, waise is mudde ko sabse behtar tareeke se aap hi jaante haiN... Usual Smile
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #25 on: April 15, 2013, 04:01:13 AM »
Reply with quote
nihayat hi khoobsurat, very very good, congratulations

shukriya saaheb, jaan kar behad khushi hui ki aapko humara likha pasand aaya, umeed karta huN ki aage v aap yuNhi hausla afzaayi karte rahenge...
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #26 on: April 16, 2013, 11:45:44 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
Bahut bahut bahut khoob taish ji. har ek sher khoob hai. kiski tareef karoon aur kisko chod doon. poori ghazal lajawab hai. dili mubarakbad ko qubool kare.

aqsh ji bahut bahut shukra guzara hun maiN aapka is hausla afzaayi ke liye, umeed karta huN aage bhi aapka saath yuNhi milta rahegaa...
Logged
suman59
Guest
«Reply #27 on: December 15, 2013, 04:26:45 PM »
Reply with quote
Quote
KahaaN ko chal pada hooN main liye roothi hui kismat,
Meri manjil kahaan par thi, kahaan ko chal pada huN maiN..

Teri dehleez per aankhon ke ye roshan diye rakh kar..
Akela andhiyaara dhoondta jo fir raha hoon maiN..

Ye mere aayine ko shaayri kisne hai sikhlaayi,
Ghazal ye gungunaata hai teri, jo dekhta hooN maiN..

Vo kehte hain ke milta hai jo bhi kismat se milta hai,
main kismat hi badal dunga ke khud ka khud khuda hooN maiN..

bahut bahut umda ghazal kahi hai aapne. deron daad Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 12:13:43 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.122 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer