Taish- naam ka naam hai tanhaayi ke TANHAAYI hai...!!

by ghayal_shayar on March 09, 2014, 12:51:54 AM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 2304 times)
ghayal_shayar
Guest
Reply with quote
Bahut waqt baad koi ghazal muqammal hui hai, to bazm ko nazar kar raha hun, khaamiyon ke liye muafi ka talabgaar rahuNgaa.... to ek tarhi ghazal pesh hai iqbal ashar saaheb ki zameeN pe...

Dhoond ke har naye bahaane ko,Hum hi milte haiN kya sataane ko,, neend me choom kar ho tum jaati, kya kaheN tere aise aane ko,, jo suna haarte haiN ishq me sab,hum bhi taiyaar aazmaane ko,, chot to jaan-boojh kar khaayi,kaun kehta hai dil lagaane ko...



Shab-e-hijraaN* tu jo khwaaboN me chali aayi hai,
Naam ka naam hai tanhaayi ke tanhaayi hai...

*bichadne ki raat.

Tere sajne se meri ghazleN yuN itraatiN haiN,
LafzoN meN lo teri tasveer ubhar aayi hai...

Yaad khusboo ki tarah utth ke bikhar jaati hai,
Ye mohabbat hai sanam teri ki rusvaayi hai...

MaiN bhi hooN, tum bhi ho, par hum nahiN ban paaye hain,
MaiN bhi hooN, tum bhi ho, ab bhi wahi tanhaayi hai...

Toot kar jaise shazar se kho gaya patta hooN,
Modd pe kaise mujhe aaj tu le aayi hai...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
yeh tanhaayi by desikuri in Shayri for Dard -e- Judai
Tanhaayi.......!!! by Talat in Miscellaneous Shayri « 1 2 3  All »
Taish- mehfil me sab tanhaayi ke SHIKAAR mile...!! by ghayal_shayar in Ghazals « 1 2  All »
Shaam thi, Tanhaayi thi.... by Hashim Prince in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Taish- naam meN mera NAAM rakhte haiN...!! by ghayal_shayar in Ghazals « 1 2 3  All »
sbechain
Guest
«Reply #1 on: March 09, 2014, 01:14:30 AM »
Reply with quote
Bahut waqt baad koi ghazal muqammal hui hai, to bazm ko nazar kar raha hun, khaamiyon ke liye muafi ka talabgaar rahuNgaa....

Dhoond ke har naye bahaane ko,Hum hi milte haiN kya sataane ko,, neend me choom kar ho tum jaati, kya kaheN tere aise aane ko,, jo suna haarte haiN ishq me sab,hum bhi taiyaar aazmaane ko,, chot to jaan-boojh kar khaayi,kaun kehta hai dil lagaane ko...



Shab-e-hijraaN* tu jo khwaaboN me chali aayi hai,
Naam ka naam hai tanhaayi ke tanhaayi hai...

*bichadne ki raat.

Tere sajne se meri ghazleN yuN itraatiN haiN,
LafzoN meN lo teri tasveer ubhar aayi hai...

Yaad khusboo ki tarah utth ke bikhar jaati hai,
Ye mohabbat hai sanam teri ki rusvaayi hai...

MaiN bhi hooN, tum bhi ho, par hum nahiN ban paaye hain,
MaiN bhi hooN, tum bhi ho, ab bhi wahi tanhaayi hai...

Toot kar jaise shaJar se kho gaya patta hooN,
Modd pe kaise mujhe aaj tu le aayi hai...



bahut khoob icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower!
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #2 on: March 09, 2014, 01:30:23 AM »
Reply with quote
 Applause
 nice one Tash ji .
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #3 on: March 09, 2014, 01:34:08 AM »
Reply with quote
waah waah beautiful
Logged
amit_prakash_meet
Guest
«Reply #4 on: March 09, 2014, 02:20:58 AM »
Reply with quote
waah....bahut khub.....
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #5 on: March 09, 2014, 02:28:30 AM »
Reply with quote

Lucky Bhai Aadaab...!

Janab itna lamba waqfa laga diye aik mukammal gazal kahne meiN...?
Khair just kidding... Bhai ka dailog yaad aa gaya, " der aayad durust aayad"....
Badi hi khoobsurat aur umdaaH gazal kahi hai janab bus dil se waaH waaH nikal rahi hai... sabhi sher qabil e daad O sattaish haiN janab...

Is umdaaH gazal par humari hazaaroN dili daad O mubbarakbad kabul kijiye...

Likhate rahiye.. bazm mieN aate rahiye...
Shaad O Aabaad rahiye...

Khuda Hafez...



Bahut waqt baad koi ghazal muqammal hui hai, to bazm ko nazar kar raha hun, khaamiyon ke liye muafi ka talabgaar rahuNgaa.... to ek tarhi ghazal pesh hai iqbal ashar saaheb ki zameeN pe...

Dhoond ke har naye bahaane ko,Hum hi milte haiN kya sataane ko,, neend me choom kar ho tum jaati, kya kaheN tere aise aane ko,, jo suna haarte haiN ishq me sab,hum bhi taiyaar aazmaane ko,, chot to jaan-boojh kar khaayi,kaun kehta hai dil lagaane ko...



Shab-e-hijraaN* tu jo khwaaboN me chali aayi hai,
Naam ka naam hai tanhaayi ke tanhaayi hai...

*bichadne ki raat.

Tere sajne se meri ghazleN yuN itraatiN haiN,
LafzoN meN lo teri tasveer ubhar aayi hai...

Yaad khusboo ki tarah utth ke bikhar jaati hai,
Ye mohabbat hai sanam teri ki rusvaayi hai...

MaiN bhi hooN, tum bhi ho, par hum nahiN ban paaye hain,
MaiN bhi hooN, tum bhi ho, ab bhi wahi tanhaayi hai...

Toot kar jaise shazar se kho gaya patta hooN,
Modd pe kaise mujhe aaj tu le aayi hai...

Logged
jeet jainam
Khaas Shayar
**

Rau: 237
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
60 days, 12 hours and 13 minutes.

my rule no type no life and ,i m happy single

Posts: 10150
Member Since: Dec 2012


View Profile WWW
«Reply #6 on: March 09, 2014, 02:38:56 AM »
Reply with quote
Shab-e-hijraaN* tu jo khwaaboN me chali aayi hai,
Naam ka naam hai tanhaayi ke tanhaayi hai...
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
*bichadne ki raat.

Tere sajne se meri ghazleN yuN itraatiN haiN,
LafzoN meN lo teri tasveer ubhar aayi hai...
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Yaad khusboo ki tarah utth ke bikhar jaati hai,
Ye mohabbat hai sanam teri ki rusvaayi hai...
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
MaiN bhi hooN, tum bhi ho, par hum nahiN ban paaye hain,
MaiN bhi hooN, tum bhi ho, ab bhi wahi tanhaayi hai...
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Toot kar jaise shazar se kho gaya patta hooN,
Modd pe kaise mujhe aaj tu le aayi hai...
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
wah wah wah bohut hi umda gazal pesh ki sir ji
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #7 on: March 09, 2014, 03:01:00 AM »
Reply with quote

Bahut waqt baad koi ghazal muqammal hui hai, to bazm ko nazar kar raha hun, khaamiyon ke liye muafi ka talabgaar rahuNgaa.... to ek tarhi ghazal pesh hai iqbal ashar saaheb ki zameeN pe...

Dhoond ke har naye bahaane ko,Hum hi milte haiN kya sataane ko,, neend me choom kar ho tum jaati, kya kaheN tere aise aane ko,, jo suna haarte haiN ishq me sab,hum bhi taiyaar aazmaane ko,, chot to jaan-boojh kar khaayi,kaun kehta hai dil lagaane ko...



Shab-e-hijraaN* tu jo khwaaboN me chali aayi hai,
Naam ka naam hai tanhaayi ke tanhaayi hai...

*bichadne ki raat.

Tere sajne se meri ghazleN yuN itraatiN haiN,
LafzoN meN lo teri tasveer ubhar aayi hai...

Yaad khusboo ki tarah utth ke bikhar jaati hai,
Ye mohabbat hai sanam teri ki rusvaayi hai...

MaiN bhi hooN, tum bhi ho, par hum nahiN ban paaye hain,
MaiN bhi hooN, tum bhi ho, ab bhi wahi tanhaayi hai...

Toot kar jaise shazar se kho gaya patta hooN,
Modd pe kaise mujhe aaj tu le aayi hai...





Nice Sharing.!!
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #8 on: March 09, 2014, 04:42:22 AM »
Reply with quote
Wah Wah Taish Sahib Bahut Khoob!  Applause Applause Applause Applause Applause

Surindar.N              Applause Applause Applause
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #9 on: March 09, 2014, 09:03:35 AM »
Reply with quote
wah wah Applause Applause
Logged
mayur srivastav
Guest
«Reply #10 on: March 09, 2014, 11:13:12 AM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
wah wah wah wah wah
Logged
mkv
Guest
«Reply #11 on: March 09, 2014, 12:23:26 PM »
Reply with quote
Bahut khoob Taish jee

kaafi dinon baad aana hua...khush rahiye
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #12 on: March 09, 2014, 04:01:06 PM »
Reply with quote

bahut khoob icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower!

Shukriya sheeba ji... umeed karta huN aapka saath aage bhi yuNhi milta rahegaa...
Logged
Sudhir Ashq
Khususi Shayar
*****

Rau: 108
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
16 days, 19 hours and 27 minutes.

Posts: 1813
Member Since: Feb 2013


View Profile WWW
«Reply #13 on: March 09, 2014, 07:15:27 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
laaiba
Guest
«Reply #14 on: March 09, 2014, 11:09:50 PM »
Reply with quote
Bahut waqt baad koi ghazal muqammal hui hai, to bazm ko nazar kar raha hun, khaamiyon ke liye muafi ka talabgaar rahuNgaa.... to ek tarhi ghazal pesh hai iqbal ashar saaheb ki zameeN pe...

Dhoond ke har naye bahaane ko,Hum hi milte haiN kya sataane ko,, neend me choom kar ho tum jaati, kya kaheN tere aise aane ko,, jo suna haarte haiN ishq me sab,hum bhi taiyaar aazmaane ko,, chot to jaan-boojh kar khaayi,kaun kehta hai dil lagaane ko...



Shab-e-hijraaN* tu jo khwaaboN me chali aayi hai,
Naam ka naam hai tanhaayi ke tanhaayi hai...

*bichadne ki raat.

Tere sajne se meri ghazleN yuN itraatiN haiN,
LafzoN meN lo teri tasveer ubhar aayi hai...

Yaad khusboo ki tarah utth ke bikhar jaati hai,
Ye mohabbat hai sanam teri ki rusvaayi hai...

MaiN bhi hooN, tum bhi ho, par hum nahiN ban paaye hain,
MaiN bhi hooN, tum bhi ho, ab bhi wahi tanhaayi hai...

Toot kar jaise shazar se kho gaya patta hooN,
Modd pe kaise mujhe aaj tu le aayi hai...

waah bht hee khoob taish jee, lajawab, bohat c daad
Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 09:57:12 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.128 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer