Tamaam raat aik khwaab ke liye tarsaa!

by abdbundeli on June 22, 2016, 06:26:18 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 741 times)
abdbundeli
Guest
Reply with quote
Hazaar baar tere dar pai hoke aayaa huun!
Nahin khule hain par kibaarh, roke aayaa huun!

Aik jaw ki taraf chalaa, to, ru-b-ru paayaa:
Baag hain tere itrayez, khoke aayaa huun!

Tamaam raat aik khwaab ke liye tarsaa:
Kabhi to mujhko lage, ab gayaa bulaayaa huun!

Kabhi bhi, khwaab mein bhi, wo nahin dar par aayaa;
Mujhe to aisaa ab lage hai, main paraayaa huun!

Jaagte raat kat rahi hai aaj bhi meree;
Lag rahaa hai, ki, kisee badduaa kaa saayaa huun!

‘Abd’, lage hai, ki, maange se kuchh nahin miltaa;
Wagarnaa, kyoun nahin main kuchh bhi maang paayaa huun?
- abd bundeli
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
chaand taroon ko liye raat ye aati he nahin by khalidrawat in Miscellaneous Shayri
Jaagtaa hoon tamaam raat eik aahat ko! by abdbundeli in Shayri for Khumar -e- Ishq
kis raat ka khwaab ho tum... Intezar ! by Intezar in Shayri-E-Dard
Kaafee nahin hai aik raat, pyaar key liye! by abdbundeli in Ghazals
Ham khayaalaat mein uljhey tamaam raat rahey! by abdbundeli in Ghazals
Sps
Guest
«Reply #1 on: June 22, 2016, 07:24:16 AM »
Reply with quote
bahot bahot khoob...bahot achcha likha Abd ji Applause Applause Applause Applause
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #2 on: June 22, 2016, 07:56:31 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #3 on: June 22, 2016, 10:41:58 PM »
Reply with quote
Hazaar baar tere dar pai hoke aayaa huun!
Nahin khule hain par kibaarh, roke aayaa huun!

Aik jaw ki taraf chalaa, to, ru-b-ru paayaa:
Baag hain tere itrayez, khoke aayaa huun!

Tamaam raat aik khwaab ke liye tarsaa:
Kabhi to mujhko lage, ab gayaa bulaayaa huun!

Kabhi bhi, khwaab mein bhi, wo nahin dar par aayaa;
Mujhe to aisaa ab lage hai, main paraayaa huun!

Jaagte raat kat rahi hai aaj bhi meree;
Lag rahaa hai, ki, kisee badduaa kaa saayaa huun!

‘Abd’, lage hai, ki, maange se kuchh nahin miltaa;
Wagarnaa, kyoun nahin main kuchh bhi maang paayaa huun?
- abd bundeli
bahut umdah waah.
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
sbechain
Guest
«Reply #4 on: June 23, 2016, 10:14:13 PM »
Reply with quote
Hazaar baar tere dar pai hoke aayaa huun!
Nahin khule hain par kibaarh, roke aayaa huun!

   tere aansoo.on me.n wo dard nahin baaqi shaayad!
   warna hamne pathharo.n ko pighalte dekaa hai icon_silent icon_silent icon_silent icon_silent icon_silent icon_silent!!


Aik jaw ki taraf chalaa, to, ru-b-ru paayaa:
Baag hain tere itrayez, khoke aayaa huun!

icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch :-?nahin samjhi !

Tamaam raat aik khwaab ke liye tarsaa:
Kabhi to mujhko lage, ab gayaa bulaayaa huun!

jab talak neend aur khawaab me.n adaawat rahe gi !
aap ki mehmaannawaazi ki yehi haalat rahe gi icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower!

Kabhi bhi, khwaab mein bhi, wo nahin dar par aayaa;
Mujhe to aisaa ab lage hai, main paraayaa huun!

khawaab me.n main aa jaao.n per tumhe.n neend to aaye icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower!


Jaagte raat kat rahi hai aaj bhi meree;
Lag rahaa hai, ki, kisee badduaa kaa saayaa huun!

mohabbat wo shaye hai aansoo.on ka zakhiraa de!
dil ko, dhharkano.n ko jaan ko peeraa9pain) de!! icon_silent icon_silent icon_silent icon_silent

‘Abd’, lage hai, ki, maange se kuchh nahin miltaa;
Wagarnaa, kyoun nahin main kuchh bhi maang paayaa huun?

          seyaasat daa.n se seekh lo!
          badal kar andaaz dekh lo Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard!

- abd bundeli



bahut hi achi kavish abd ji icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower!
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #5 on: June 24, 2016, 06:50:34 PM »
Reply with quote

bahut hi achi kavish abd ji icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower!
Sheba ji, Bahut dinon ba'ad aapke 'comments' padhne ko mile! Dili shukriyah!
Aik jaw ki taraf chalaa, to, ru-b-ru paayaa:
Baag hain tere itrayez, khoke aayaa huun!
Seedhaa-sa ma'aanee hai:-
While I was moving towards one horizon,I found, in front of me, that your gardens are full of fragrances; (but in place of waiting for your arrival over there) I have moved further losing that (lovely) environment behind!   
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #6 on: June 24, 2016, 06:51:35 PM »
Reply with quote
bahot bahot khoob...bahot achcha likha Abd ji Applause Applause Applause Applause
Bahut-bahut shukriyah, janab!
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #7 on: June 24, 2016, 06:52:40 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause
Bahut-bahut shukriyah, Hriday ji!
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #8 on: June 24, 2016, 06:53:38 PM »
Reply with quote
bahut umdah waah.
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Bahut-bahut shuriyah, Surindarn ji!
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 02:49:45 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer