Tammam Umar Ka Chalna Bhi Kam Hai Zindagi Ke Liye "Khwahish"

by khwaish on January 02, 2014, 06:25:10 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1203 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
Reply with quote
Jhoot Se Dosti Karne MeN Hunar Jaata Hai
Aur Sachai Bayaan Karte Hi Sar Jaata Hai

Ehh Zaroorat Mujhe Kuch Der To So Lene Do
Shaam Ke Waqt To Dariya Bhi Tehar Jaata Hai


      ~~~~~Munnawar Rana~~~~~~



Tere Jaane Se Kuch Hum Bhi Badal Kar Reh Gaye.!
Do-Char Aansu The,AankhoN Se Dhal Kar Reh Gaye

Uss Ke Bahut Se Ehsaan HaiN Mujh Par Jaanta Hoon Main
Ehsaan Jataane Se,Teer LafzoN Se Nikal Kar Reh Gaye

Tamaam Umar Ka Chalna Bhi Kam Hai Zindagi Ke Liye
Phir Kyunn, Do Kadam Hi Musafir Chal Kar Reh Gaye

Paraaye Gham MeN Apna Sukoon Bhi Kaise Gawaaye Hum
Yeh Bahut Hai Ke Hum Khud MeN Sambhal Kar Reh Gaye

Gar Sab Saath Hote To Kisi Ka Buraa Naa Hota Kabhi
Dharam-Mazhab Ke Naam Par,Ghar Ke Ghar Jal Kar Reh Gaye

Maanta Hoon Mushkil Hai Par Naa-Mumkin Nahi "Khwahish"
Khud Ko Badlo Par Log Yahaan Sirf Aaena Badal Kar Reh Gaye




            ~~~~~Khwahish~~~~~
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #1 on: January 02, 2014, 06:28:03 PM »
Reply with quote
beautiful beautiful aur beautiful dher saaree daad aur naye saal kee mubarakbaad
Logged
amit_prakash_meet
Guest
«Reply #2 on: January 02, 2014, 07:05:07 PM »
Reply with quote
वाह....बहुत खूब....

और..

Maanta Hoon Mushkil Hai Par Naa-Mumkin Nahi "Khwahish"
Khud Ko Badlo Par Log Yahaan Sirf Aaena Badal Kar Reh Gaye

 icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #3 on: January 03, 2014, 01:03:28 AM »
Reply with quote
Tere Jaane Se Kuch Hum Bhi Badal Kar Reh Gaye.!
Do-Char Aansu The,AankhoN Se Dhal Kar Reh Gaye
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause

Uss Ke Bahut Se Ehsaan HaiN Mujh Par Jaanta Hoon Main
Ehsaan Jataane Se,Teer LafzoN Se Nikal Kar Reh Gaye
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause

Tamaam Umar Ka Chalna Bhi Kam Hai Zindagi Ke Liye
Phir Kyunn, Do Kadam Hi Musafir Chal Kar Reh Gaye
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

Paraaye Gham MeN Apna Sukoon Bhi Kaise Gawaaye Hum
Yeh Bahut Hai Ke Hum Khud MeN Sambhal Kar Reh Gaye
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Gar Sab Saath Hote To Kisi Ka Buraa Naa Hota Kabhi
Dharam-Mazhab Ke Naam Par,Ghar Ke Ghar Jal Kar Reh Gaye
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

Maanta Hoon Mushkil Hai Par Naa-Mumkin Nahi "Khwahish"
Khud Ko Badlo Par Log Yahaan Sirf Aaena Badal Kar Reh Gaye



 Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #4 on: January 03, 2014, 02:20:01 AM »
Reply with quote
Bahut  bahut  khoob Khwahish Ji. Hamesha ki tarah baa-maani ashaar hain.qaabil e daad.
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #5 on: January 03, 2014, 03:47:11 AM »
Reply with quote
waah waah behad khoob Khwahish jee.
Logged
nashwani
Guest
«Reply #6 on: January 03, 2014, 03:57:57 AM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

 Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP

Waah waah waah waah kya kehne khwahish jee..
Behad pasand aaye aapke aashar..
Dil khush ho gaya apke share kiye hue aur likhe hue aasahr padh kar..
Dhero dhero daad..happy9
Logged
Vinod Shastry
Guest
«Reply #7 on: January 03, 2014, 04:00:55 AM »
Reply with quote
waaaaaaaaaaaaaaaaaah
Logged
aqsh
Guest
«Reply #8 on: January 03, 2014, 08:10:53 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
As usual behtareen aur umda peshkash khwahish ji... sabhi ashaar bahut khoob rahe... hazaron hazaron daad qubool kijiyega...
Logged
sbechain
Guest
«Reply #9 on: January 04, 2014, 02:21:57 AM »
Reply with quote
Jhoot Se Dosti Karne MeN Hunar Jaata Hai
Aur Sachai Bayaan Karte Hi Sar Jaata Hai

Ehh Zaroorat Mujhe Kuch Der To So Lene Do
Shaam Ke Waqt To Dariya Bhi Tehar Jaata Hai
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

      ~~~~~Munnawar Rana~~~~~~



Tere Jaane Se Kuch Hum Bhi Badal Kar Reh Gaye.!
Do-Char Aansu The,AankhoN Se Dhal Kar Reh Gaye
kyon pahle insaan the ab langoor ho gaye tum Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard!
Uss Ke Bahut Se Ehsaan HaiN Mujh Par Jaanta Hoon Main
Ehsaan Jataane Se,Teer LafzoN Se Nikal Kar Reh Gaye
 icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratchyaqeen mano ye sher samjh nahin ayaa mujhe
Tamaam Umar Ka Chalna Bhi Kam Hai Zindagi Ke Liye
Phir Kyunn, Do Kadam Hi Musafir Chal Kar Reh Gaye
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley ye to musafir hi bata sakta hai shaayad tumhaare jaisa koi thhaka hua ho jo do qadam pe hi thhak gaya Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard!
Paraaye Gham MeN Apna Sukoon Bhi Kaise Gawaaye Hum
Yeh Bahut Hai Ke Hum Khud MeN Sambhal Kar Reh Gaye
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley insaan apni pareshani mein hi mubtala hai aaj to
Gar Sab Saath Hote To Kisi Ka Buraa Naa Hota Kabhi
Dharam-Mazhab Ke Naam Par,Ghar Ke Ghar Jal Kar Reh Gaye
 tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed
Maanta Hoon Mushkil Hai Par Naa-Mumkin Nahi "Khwahish"
Khud Ko Badlo Par Log Yahaan Sirf Aaena Badal Kar Reh Gaye
 Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP



            ~~~~~Khwahish~~~~~


acha likha hai kitto ji icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower!
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #10 on: January 05, 2014, 04:02:17 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
suman59
Guest
«Reply #11 on: January 05, 2014, 04:08:53 PM »
Reply with quote
Quote
Tere Jaane Se Kuch Hum Bhi Badal Kar Reh Gaye.!
Do-Char Aansu The,AankhoN Se Dhal Kar Reh Gaye

Uss Ke Bahut Se Ehsaan HaiN Mujh Par Jaanta Hoon Main
Ehsaan Jataane Se,Teer LafzoN Se Nikal Kar Reh Gaye

Tamaam Umar Ka Chalna Bhi Kam Hai Zindagi Ke Liye
Phir Kyunn, Do Kadam Hi Musafir Chal Kar Reh Gaye

very nice ghazal. some lines really touched my soul. vry good Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #12 on: January 09, 2014, 04:52:36 PM »
Reply with quote
beautiful beautiful aur beautiful dher saaree daad aur naye saal kee mubarakbaad


Thanks a Lottttttttttttt Saheb icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 04:47:26 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.14 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer