Tanhai khush hai…..”Sahal”.

by sahal on October 07, 2013, 08:33:22 PM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 2095 times)
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 4 hours and 0 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
Reply with quote


       Tanhai khush hai…”Sahal”.

Tum agaye ho dil mein to tanhai khush hai,
Taariqi bohut hai lekin ruswai khush hai.

Deejiye kya misaal unki daghabaazi ki,
Wafa pashemaan unse bewafai khush hai.

Berukhi se unki oogte jaa rahe the kadam,
rahi mulaqaat adhori magar judai khush hai.

Chhinn gaya jab se aanchal kisi nisaa ka,
abroo naraaz hai sabse behayai khush hai.

Likhdi ghazal dubaker khoon-E-jigar mein jabse,
Kalam rooth gaya mujhse roshnai khush hai.

Poochiye na kya milgaya “sahal” Ibaadat mein,
bandagi se meri ab to dekhiye khudai khush hai.

Nisaa=aurat
Roshnai=siyahi.
Pashemaan=sharminda.
Logged
Bishwajeet Anand Bsu
Guest
«Reply #1 on: October 07, 2013, 08:38:15 PM »
Reply with quote
waah waah waah sahal sahab, bahut bahut khoob, har ahsaar dil ko chhu gaye... dheron dili daad ... Applause Applause Applause
Ek RAU ke sath daad kabool karein ..
Logged
laaiba
Guest
«Reply #2 on: October 07, 2013, 08:59:45 PM »
Reply with quote


       Tanhai khush hai…”Sahal”.

Tum agaye ho dil mein to tanhai khush hai,
Taariqi bohut hai lekin ruswai khush hai.

Deejiye kya misaal unki daghabaazi ki,
Wafa pashemaan unse bewafai khush hai.

Berukhi se unki oogte jaa rahe the kadam,
rahi mulaqaat adhori magar judai khush hai.

Chhinn gaya jab se aanchal kisi nisaa ka,
abroo naraaz hai sabse behayai khush hai.

Likhdi ghazal dubaker khoon-E-jigar mein jabse,
Kalam rooth gaya mujhse roshnai khush hai.

Poochiye na kya milgaya “sahal” Ibaadat mein,
bandagi se meri ab to dekhiye khudai khush hai.

Nisaa=aurat
Roshnai=siyahi.
Pashemaan=sharminda.

waah bohat khoob bohat achee ghzal hai sahal ji,...............
bohat bohat c daad,..............
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #3 on: October 07, 2013, 09:01:01 PM »
Reply with quote


       Tanhai khush hai…”Sahal”.

Tum agaye ho dil mein to tanhai khush hai,
Taariqi bohut hai lekin ruswai khush hai.

Deejiye kya misaal unki daghabaazi ki,
Wafa pashemaan unse bewafai khush hai.

Berukhi se unki oogte jaa rahe the kadam,
rahi mulaqaat adhori magar judai khush hai.

Chhinn gaya jab se aanchal kisi nisaa ka,
abroo naraaz hai sabse behayai khush hai.

Likhdi ghazal dubaker khoon-E-jigar mein jabse,
Kalam rooth gaya mujhse roshnai khush hai.

Poochiye na kya milgaya “sahal” Ibaadat mein,
bandagi se meri ab to dekhiye khudai khush hai.

Nisaa=aurat
Roshnai=siyahi.
Pashemaan=sharminda.

Bahut Hi Umda.!!
Bhai Sahal Jee.
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 4 hours and 0 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #4 on: October 07, 2013, 09:16:49 PM »
Reply with quote
waah waah waah sahal sahab, bahut bahut khoob, har ahsaar dil ko chhu gaye... dheron dili daad ... Applause Applause Applause
Ek RAU ke sath daad kabool karein ..
Thankyou ! musaahib ji ....

bohut bohut shukriya ....RAU dene ke liye alag se shukriya .
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 4 hours and 0 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #5 on: October 07, 2013, 09:18:36 PM »
Reply with quote
waah bohat khoob bohat achee ghzal hai sahal ji,...............
bohat bohat c daad,..............
Thankyou ! Laaiba ji ,, bohut bohut shukriya

appreciated
Logged
aqsh
Guest
«Reply #6 on: October 07, 2013, 09:25:00 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Waah waah waah sahal... kya baat hai... aaj ki tumharai ghazal padhkar mai bhi bahut khush hoon... kya kehne... bahut umda peshkash rahi... hazaron dili daaaaaaaaaad qubool karo.. yeh do ashaar behad pasand aaye..

Chhinn gaya jab se aanchal kisi nisaa ka,
abroo naraaz hai sabse behayai khush hai.

Likhdi ghazal dubaker khoon-E-jigar mein jabse,
Kalam rooth gaya mujhse roshnai khush hai.
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Saman Firdaus
Guest
«Reply #7 on: October 07, 2013, 09:54:23 PM »
Reply with quote


       Tanhai khush hai…”Sahal”.

Tum agaye ho dil mein to tanhai khush hai,
Taariqi bohut hai lekin ruswai khush hai.

Deejiye kya misaal unki daghabaazi ki,
Wafa pashemaan unse bewafai khush hai.

Berukhi se unki oogte jaa rahe the kadam,
rahi mulaqaat adhori magar judai khush hai.

Chhinn gaya jab se aanchal kisi nisaa ka,
abroo naraaz hai sabse behayai khush hai.

Likhdi ghazal dubaker khoon-E-jigar mein jabse,
Kalam rooth gaya mujhse roshnai khush hai.

Poochiye na kya milgaya “sahal” Ibaadat mein,
bandagi se meri ab to dekhiye khudai khush hai.

Nisaa=aurat
Roshnai=siyahi.
Pashemaan=sharminda.

Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #8 on: October 07, 2013, 10:26:55 PM »
Reply with quote


       Tanhai khush hai…”Sahal”.

Tum agaye ho dil mein to tanhai khush hai,
Taariqi bohut hai lekin ruswai khush hai.

Deejiye kya misaal unki daghabaazi ki,
Wafa pashemaan unse bewafai khush hai.

Berukhi se unki oogte jaa rahe the kadam,
rahi mulaqaat adhori magar judai khush hai.

Chhinn gaya jab se aanchal kisi nisaa ka,
abroo naraaz hai sabse behayai khush hai.

Likhdi ghazal dubaker khoon-E-jigar mein jabse,
Kalam rooth gaya mujhse roshnai khush hai.

Poochiye na kya milgaya “sahal” Ibaadat mein,
bandagi se meri ab to dekhiye khudai khush hai.

Nisaa=aurat
Roshnai=siyahi.
Pashemaan=sharminda.



marvelous,sir-your rau is due
Logged
Iqtedar
Yoindian Shayar
******

Rau: 24
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
11 days, 17 hours and 24 minutes.

Posts: 2382
Member Since: Mar 2013


View Profile
«Reply #9 on: October 07, 2013, 10:36:09 PM »
Reply with quote
Sahal bhai hangama, is sher ke liye Rau khubool kijiye...

Chhinn gaya jab se aanchal kisi nisaa ka,
abroo naraaz hai sabse behayai khush hai.
(haya imaan ka juz hai...)

Poochiye na kya milgaya “sahal” Ibaadat mein,
bandagi se meri ab to dekhiye khudai khush hai.
ji Allah aapki bandagi se raazi ho jaye aameen...

dheron daad  Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #10 on: October 07, 2013, 11:38:42 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
zarraa
Yoindian Shayar
******

Rau: 100
Offline Offline

Waqt Bitaya:
8 days, 7 hours and 33 minutes.
Posts: 2251
Member Since: May 2012


View Profile
«Reply #11 on: October 07, 2013, 11:48:04 PM »
Reply with quote
Waah .... Bahaut hi achchhee ghazal Sahal ji ...daad aap ko
Logged
mkv
Guest
«Reply #12 on: October 08, 2013, 01:55:37 AM »
Reply with quote
Deejiye kya misaal unki daghabaazi ki,
Wafa pashemaan unse bewafai khush hai.

Bahut badhiya sahal jee
Logged
sbechain
Guest
«Reply #13 on: October 08, 2013, 02:27:16 AM »
Reply with quote


       Tanhai khush hai…”Sahal”. icon_flower icon_flower icon_flower

Tum agaye ho dil mein to tanhai khush hai,
kyon tanhaai ko mujh se ishq hai ...kya icon_flower
Taariqi bohut hai lekin ruswai khush hai.
haan ji meri maujoodgi hi ujaale ka kaam karti hai. Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Deejiye kya misaal unki daghabaazi ki,chaalbaazi ki, baudlebaazi ki, jaanbaazi ki,
bait-baazi ki, naqshe baazi ki, dil se buss wah wah hi nikle
Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Wafa pashemaan unse bewafai khush hai.
jhoot itna bolo ke sachh lagne lage icon_flower icon_flower icon_flower
Berukhi se unki oogte jaa rahe the kadam
, kaandhe pe sawaar ho kar chalte icon_flower icon_flower
rahi mulaqaat adhori magar judai khush hai.
intervel ke baad ki picture dekhe bina hi chal diye .waise mai ne JUDAI film nahin dekhi hai icon_flower icon_flower icon_flower
Chhinn gaya jab se aanchal kisi nisaa ka,
ye to her zamaane ka qissa hai. sad5 sad5 sad5
abroo naraaz hai sabse behayai khush hai.
 sad5 sad5 sad5 sad5 sad5 sad5 sad5 sad5 sad5
Likhdi ghazal dubaker khoon-E-jigar mein jabse,
isi liye ek-ek lafz se khoon ka qatra
girr raha thaa maine blood group ke examin ke liye bhej diya hai report ka intezaar hai
Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Kalam rooth gaya mujhse roshnai khush hai.
ab qalam ka kaam koi aur kare to naaraazgi to laazmi hi hai BangHead BangHead BangHead BangHead BangHead
Poochiye na kya milgaya “sahal” Ibaadat mein,
bandagi se meri ab to dekhiye khudai khush hai.
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Nisaa=aurat
Roshnai=siyahi.
Pashemaan=sharminda.



ek rau bus hai ya aur chaahiye icon_flower icon_flower!
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 4 hours and 0 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #14 on: October 08, 2013, 01:30:21 PM »
Reply with quote
Deejiye kya misaal unki daghabaazi ki,
Wafa pashemaan unse bewafai khush hai.

Bahut badhiya sahal jee
Thankyou ! mukesh ji
Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 08:00:58 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.119 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer