TARHEE MUSHAIRA ..................................MKV

by mkv on June 27, 2013, 02:44:55 PM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 1981 times)
mkv
Guest
Reply with quote
TARHEE MUSHAIRA ( MAHUTRAM F.H.SIDDIQUEE SAHAB KI SADARAT ME UNHE KE MISRON PER

Misra yun tha: "Abhi Chiragh gul na kar abhi Sahar nahin hui

Leejiye aap sabki khidmat pe ye Ghazal pesh hai.

Umeed rakh n chhor ghar, bhale guzar naheeN huee
abhi chiraagh gul na kar abhi sahar naheeN huee

sunee n daastaaN huaa abas bayaan-e-dard-e-ishq
fakat ghuroor-e-husn,  aakhirash asar naheeN huee

nigaah uski charoN simt ghoomti rahee sada
hazaar koshishoN  ke baad bhee  idhar naheeN huee

jis aaine meN qaid hai tera Jamaal jaan-e-man
us aaine pe hi kabhi teri nazar naheeN huee

haseen ittifaaq tha ki duu-ba-duu nigaaheN thee
muhabbatoN ki daastaaN ayaaN magar nahee huee

bala ka husn saamne, ki jaise aaftaab ho
vo khwaab tha magar nazar, idhar udhar naheeN huee

kahe n kuch bhale nigaah teri aadatan ‘Chiragh’
par asliyat khushi se zindgee basar naheeN huee
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Tarhee Ghazal - Ahesan Danish Sahab ke misre per ( Qadeertoopchi ) by qadeer_junaid in Ghazals
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #1 on: June 27, 2013, 02:47:52 PM »
Reply with quote
TARHEE MUSHAIRA ( MAHUTRAM F.H.SIDDIQUEE SAHAB KI SADARAT ME UNHE KE MISRON PER

Misra yun tha: "Abhi Chiragh gul na kar abhi Sahar nahin hui

Leejiye aap sabki khidmat pe ye Ghazal pesh hai.

Umeed rakh n chhor ghar, bhale guzar naheeN huee
abhi chiraagh gul na kar abhi sahar naheeN huee

sunee n daastaaN huaa abas bayaan-e-dard-e-ishq
fakat ghuroor-e-husn,  aakhirash asar naheeN huee

nigaah uski charoN simt ghoomti rahee sada
hazaar koshishoN  ke baad bhee  idhar naheeN huee

jis aaine meN qaid hai tera Jamaal jaan-e-man
us aaine pe hi kabhi teri nazar naheeN huee

haseen ittifaaq tha ki duu-ba-duu nigaaheN thee
 sir, it could be ru-b-ru as i think
muhabbatoN ki daastaaN ayaaN magar nahee huee

bala ka husn saamne, ki jaise aaftaab ho
vo khwaab tha magar nazar, idhar udhar naheeN huee

kahe n kuch bhale nigaah teri aadatan ‘Chiragh’
par asliyat khushi se zindgee basar naheeN huee

gr88888888888888888888888888888888888888888888888 8,sir
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 4 hours and 0 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012

View Profile WWW
«Reply #2 on: June 27, 2013, 02:50:23 PM »
Reply with quote

nigaah uski charoN simt ghoomti rahee sada
hazaar koshishoN  ke baad bhee  idhar naheeN huee

jis aaine meN qaid hai tera Jamaal jaan-e-man
us aaine pe hi kabhi teri nazar naheeN huee

WAAH WAAH BOHUT KHOOB LIKHA HAI MKV JI AAPNE ,
KAMAAL ,KI GHAZAL KAHI HAI

Clapping SmileyClapping SmileyClapping SmileyClapping SmileyClapping Smiley

sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011

View Profile
«Reply #3 on: June 27, 2013, 02:57:53 PM »
Reply with quote
waah waah bahut khoob
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #4 on: June 27, 2013, 03:18:41 PM »
Reply with quote
bahut umda sir ji..... yuNhi aage bhi likhte raheN aap.... Usual Smile
Logged
Saavan
Guest
«Reply #5 on: June 27, 2013, 03:19:34 PM »
Reply with quote
Very good...
Logged
Miru;;;;
Guest
«Reply #6 on: June 27, 2013, 05:10:18 PM »
Reply with quote
WAAH WAAH... Applause Applause Applause Applause
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #7 on: June 27, 2013, 05:24:30 PM »
Reply with quote
Nice1
Logged
soudagar
Guest
«Reply #8 on: June 27, 2013, 05:59:37 PM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

LAJAWAB MUKESH BHAI.. DHERO DAAD O MUBARAKBAAD
Logged
nashwani
Guest
«Reply #9 on: June 27, 2013, 10:06:42 PM »
Reply with quote
behatreen ghazal rahi mkv jee..dhero daad..happy9
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009

View Profile
«Reply #10 on: June 27, 2013, 10:39:24 PM »
Reply with quote
TARHEE MUSHAIRA ( MAHUTRAM F.H.SIDDIQUEE SAHAB KI SADARAT ME UNHE KE MISRON PER

Misra yun tha: "Abhi Chiragh gul na kar abhi Sahar nahin hui

Leejiye aap sabki khidmat pe ye Ghazal pesh hai.

Umeed rakh n chhor ghar, bhale guzar naheeN huee
abhi chiraagh gul na kar abhi sahar naheeN huee

sunee n daastaaN huaa abas bayaan-e-dard-e-ishq
fakat ghuroor-e-husn,  aakhirash asar naheeN huee

nigaah uski charoN simt ghoomti rahee sada
hazaar koshishoN  ke baad bhee  idhar naheeN huee

jis aaine meN qaid hai tera Jamaal jaan-e-man
us aaine pe hi kabhi teri nazar naheeN huee

haseen ittifaaq tha ki duu-ba-duu nigaaheN thee
muhabbatoN ki daastaaN ayaaN magar nahee huee

bala ka husn saamne, ki jaise aaftaab ho
vo khwaab tha magar nazar, idhar udhar naheeN huee

kahe n kuch bhale nigaah teri aadatan ‘Chiragh’
par asliyat khushi se zindgee basar naheeN huee

TARHEE MUSHAIRA ( MAHUTRAM F.H.SIDDIQUEE SAHAB KI SADARAT ME UNHE KE MISRON PER

Misra yun tha: "Abhi Chiragh gul na kar abhi Sahar nahin hui

Leejiye aap sabki khidmat pe ye Ghazal pesh hai.

Umeed rakh n chhor ghar, bhale guzar naheeN huee
abhi chiraagh gul na kar abhi sahar naheeN huee

sunee n daastaaN huaa abas bayaan-e-dard-e-ishq
fakat ghuroor-e-husn,  aakhirash asar naheeN huee

nigaah uski charoN simt ghoomti rahee sada
hazaar koshishoN  ke baad bhee  idhar naheeN huee

jis aaine meN qaid hai tera Jamaal jaan-e-man
us aaine pe hi kabhi teri nazar naheeN huee

haseen ittifaaq tha ki duu-ba-duu nigaaheN thee
muhabbatoN ki daastaaN ayaaN magar nahee huee

bala ka husn saamne, ki jaise aaftaab ho
vo khwaab tha magar nazar, idhar udhar naheeN huee

kahe n kuch bhale nigaah teri aadatan ‘Chiragh’
par asliyat khushi se zindgee basar naheeN huee

waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaah aap ke iss kalaam ko rau nawaazta hoon mkv ji
Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
sbechain
Guest
«Reply #11 on: June 28, 2013, 02:53:36 AM »
Reply with quote
TARHEE MUSHAIRA ( MAHUTRAM F.H.SIDDIQUEE SAHAB KI SADARAT ME UNHE KE MISRON PER

Misra yun tha: "Abhi Chiragh gul na kar abhi Sahar nahin hui

Leejiye aap sabki khidmat pe ye Ghazal pesh hai.

Umeed rakh n chhor ghar, bhale guzar naheeN huee
abhi chiraagh gul na kar abhi sahar naheeN huee
main raat mein light off kar ke soti hoon. jab zaroorat ho jalaa lo. icon_flower icon_flower icon_flower
sunee n daastaaN huaa abas bayaan-e-dard-e-ishq
fakat ghuroor-e-husn,  aakhirash asar naheeN huee
aisi baat nahin hai husn waliyo.n ke bhi dil hote hain unhein jeetne ka modern tariqa to akhtiyaar karo janaab mere Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
nigaah uski charoN simt ghoomti rahee sada
hazaar koshishoN  ke baad bhee  idhar naheeN huee
tum ne nahin dekha ji main ne kai baar chupke se tumhein dekh liya aur tumhaari haalat pe hansti rahi Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
jis aaine meN qaid hai tera Jamaal jaan-e-man
us aaine pe hi kabhi teri nazar naheeN huee
main aaina ke saamne isi wajah se khadi nahin rahti .mujhe saam ne dekh kar wo kambakht bhi muskurata hai aur jaane kaise meri tasweer qaid kar leta hai. pale bhi aisi complain aa chuki hai Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
haseen ittifaaq tha ki duu-ba-duu nigaaheN thee
muhabbatoN ki daastaaN ayaaN magar nahee huee
meri nigaah hamesh mere control mein rahti hai. icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
bala ka husn saamne, ki jaise aaftaab ho
vo khwaab tha magar nazar, idhar udhar naheeN huee
neend mein aadmi karwat badal sakta hai nighaa idhar udhar nahin Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
kahe n kuch bhale nigaah teri aadatan ‘Chiragh’
par asliyat khushi se zindgee basar naheeN huee
kabhi tashaffi nahin hoti aur aur aur ka ye chakkar allah kahir kare icon_silent icon_silent icon_silent icon_silent icon_silent

wah wah wah aur wah.........!
Logged
Ram Saraswat
Khususi Shayar
*****

Rau: 26
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
10 days, 7 hours and 12 minutes.

Posts: 999
Member Since: Apr 2008

View Profile
«Reply #12 on: June 28, 2013, 10:14:00 PM »
Reply with quote

Umeed rakh n chhor ghar, bhale guzar naheeN huee
abhi chiraagh gul na kar abhi sahar naheeN huee

[/color][/size][/b]
Waah Suruaat hi poori Ghazal Hai. bahut Achha kahayal Hai

Zindagi Zeene  ka  ek  andaaz Hona  chaahiye,
        kaun   jeeta   hai   yehaan   per  zindagi ko aajkal.
Mushkilon ko dekh kar mat ho pareshaan 'Ram' tu,
        Mushkilein kitani bhi hon mushkil, nikal aata hai hal.
 
Logged
BANSI DHAMEJA
Guest
«Reply #13 on: June 28, 2013, 11:34:36 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause
mukesh ji maza aa gaya . bahut khoob
Logged
shaukeen
Guest
«Reply #14 on: June 29, 2013, 02:15:01 PM »
Reply with quote
 Applause Applause  Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
 Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
+ button
Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:52:58 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.099 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer