TERE INTIZAAR MEIN * .................................. HASAN

by F.H.SIDDIQUI on May 20, 2014, 05:17:53 PM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 2082 times)
sanchit
Guest
«Reply #15 on: May 22, 2014, 04:59:35 PM »
Reply with quote
Janab aapka rau de diya hai. ..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Aapke Intizaar Mein by tamanna1 in Share:Love Poetry
HAMAARE DES MEIN ............................ HASAN by F.H.SIDDIQUI in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan « 1 2 3  All »
ZINDAGI MEIN AGAR .................... HASAN by F.H.SIDDIQUI in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
SHABNAM MEIN NAHAYA KOI .................... HASAN by F.H.SIDDIQUI in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
PARI - JAMAALON MEIN .................. HASAN by F.H.SIDDIQUI in Ghazals « 1 2  All »
sbechain
Guest
«Reply #16 on: May 23, 2014, 02:39:52 AM »
Reply with quote

Hosh - o - Khirad ganwaaye sab tere pyaar meiN
' Kuch bhi nahi raha hai mere ikhtiyaar meiN ' *
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard =))aisa kya!
Ashyaa - e - Zan hoN yaa koi MardoN ki cheez ho
Aurat ka jism dekhye har Ishtehaar meiN
uryaaniyat ka kya kahein ab!
Kya kya karooN main shikwe - gilay apne yaar se
Jiske sitam hi ab nahi mere shumaar meiN
 :clapping: Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley :clapping:haar maan gaye itni jaldi abhi to aag ka diriya paaer bhi karna hai icon_flower icon_flower icon_flower!
DekheiN idhar udhar , haiN kisi ki talaash meiN
Bhoole se aa gaye haiN jo ujde dayaar meiN
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Dunya ki bheed meiN kisi din kho na jaaooN maiN
Aa, lay lay aake tuu , mujhe apne hisaar meiN
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smileymain khud hi duniya ki bheed mein kho gayi hoon ji!
SaanseiN atak rahi haiN ,nikalta naheeN hai dam
AankheiN lagee haiN dar pe tere intezaar meiN
ajeeb zid hai ye .chaar din ki jo zindagi mili thi saari ki saari intezaar mein ooooooooofffffffffffffffff ALLAH raham kare aise deewaano.n pe!
Kirdaar par "Hasan" ke yaqeeN keejye janaab
Insaan eik milta hai aisa hazaar meiN
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard =))bhai aap laakhon mein ek hain!
-  HASAN  SHAMSI  -


........................
* Eik tarahi Ghazal


fazal sahab bahut khoob bahut behtreen  icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower!
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #17 on: May 23, 2014, 10:05:32 AM »
Reply with quote
icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
 icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
bahut khoooooooooob hasan ji
Sureh Sangwan ji , Bahut bahut shukriya aur duuaein aapki hosla afzai k liye.
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #18 on: May 23, 2014, 05:36:34 PM »
Reply with quote
behatareen peshkash!!
kya baat he!

Thanks a lottttttt , Nakul ji .
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #19 on: May 23, 2014, 10:44:36 PM »
Reply with quote
icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut
behad umda sir......bahut achha likha h
Thanksssssss a lot Kavyanshi ji . May you come up with many more beautiful poetries . Blessings .
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #20 on: May 26, 2014, 03:57:08 PM »
Reply with quote
Bahut khoob dheron daad qabool kareiN.
Thanks a lot Ravinder ji .
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #21 on: May 28, 2014, 05:17:16 PM »
Reply with quote
Waah....waah....waah....

har ek aashaar ek se badhkar ek....

bahut hi khubsurat kalaam....

dheron dheron daad....

Ashyaa - e - Zan hoN yaa koi MardoN ki cheez ho
Aurat ka jism dekhye har Ishtehaar meiN

 icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut
AMIT JI HOUSLA AFZAI K LIYE BAHUT BAHUT SHUKRIA
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #22 on: May 28, 2014, 05:23:02 PM »
Reply with quote
Kya kya karooN main shikwe - gilay apne yaar se
Jiske sitam hi ab nahi mere shumaar meiN

DekheiN idhar udhar , haiN kisi ki talaash meiN
Bhoole se aa gaye haiN jo ujde dayaar meiN

Dunya ki bheed meiN kisi din kho na jaaooN maiN
Aa, lay lay aake tuu , mujhe apne hisaar meiN

SaanseiN atak rahi haiN ,nikalta naheeN hai dam
AankheiN lagee haiN dar pe tere intezaar meiN

Kirdaar par "Hasan" ke yaqeeN keejye janaab
Insaan eik milta hai aisa hazaar meiN
 icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
 icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
hamesha ki tarha behad khoobsurat peshkash Hasan ji mubarakbaad............daaaaaaaaaaaaaad kubool karein.
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #23 on: May 28, 2014, 10:43:34 PM »
Reply with quote
very nicely written n perfectly grafted
Thanks Ssagar ji for your kind words of appreciation .
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #24 on: May 29, 2014, 03:19:08 PM »
Reply with quote
beshak ek naayaab tofaa diyaa hai bazm ko
Inayat , Nawazish janab
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #25 on: June 10, 2014, 10:53:30 AM »
Reply with quote
SHUKRIA mARHOOM BAYAHAT JI.
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #26 on: June 21, 2014, 12:24:14 PM »
Reply with quote
Hazaar naheen laakhon daad aap ko Hasan sahab !!
THANX , ZARRAA  SAHEB
Logged
mkv
Guest
«Reply #27 on: August 20, 2014, 05:45:30 AM »
Reply with quote
Dunya ki bheed meiN kisi din kho na jaaooN maiN
Aa, lay lay aake tuu , mujhe apne hisaar meiN

SaanseiN atak rahi haiN ,nikalta naheeN hai dam
AankheiN lagee haiN dar pe tere intezaar meiN

Kirdaar par "Hasan" ke yaqeeN keejye janaab
Insaan eik milta hai aisa hazaar meiN

masha allah..bahut khoobsurat ghazal hui hai. vaise pahle bhi padhi thi..
bahut mubarakbaad Sir
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #28 on: September 16, 2014, 04:59:40 AM »
Reply with quote
Behad umdaa har sher taariif k kaabil... rau is due siddiqui sahab...
Shukria Sanchit ji . Muafi chahta hoon ki waqt se aap doston ka shukria ada nahin kar saka thha . Dar asl yeh ghazal aur eik doosri ghazal  delete ho gayeen theen jo admin ji ko inform karne ke baa ab restore hui hain , aur ab main jawab dene ki position mein aaya hoon . Housla badhanr ke liye aapka bahut mashkoor hoon .
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #29 on: September 16, 2014, 10:14:05 AM »
Reply with quote

Siddiqui Sahaab Aadaab ...!


Kia baat hai janab sab khairiyat toH hai naa ... ?
Janab Allaah ka shukra hai ke hume usne aap se sahib e kirdaar tajurbekar aur motebar shaksiyat se milwaya...

Badi hi umda aur behad laa jawaab kalaam kahi hai janab ... har sher qabil e daad hai ...
Is laa jawaab sukhanwari par humari hazaaroN dili daad O mubbarakbad kabul kijiye...

Likhte rahiye .... Bazm ko roshan karte rahiye ...
Shaad O aabaad rahiye ...

Khuda Hafez ...





Parwaaz  saheb Adaab .  bahut  bahut  shukria ki aap ne  khaksaar
ki ghazal padhi aur hamesha ki tarah is  baar bhi apni mohabbaton
se  nawaza . aap  hi jaise  doston  ki  housla  afzai hai ki kuchh
tukbandi karta rahta hoon aur aap ko zahmat deta rahta hoon .
Bahut bvahut duaaein .
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 24, 2024, 02:50:47 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.152 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer