deepika_divya
Guest
|
«Reply #15 on: June 29, 2009, 04:18:04 PM » |
|
Waah sarvesh ji.. bahoot bahoot Khoob.. Issi tarah Yoindia ki Mehfil ko Apna samaj sajaate rahiyega.... Hum tho Chahate hai.. aap sirf or sirf hamare Yoindia se jude rahe,.....
Bahoot Bahoot Khoob Likha hai aapne...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
SARVESH RASTOGI
Guest
|
|
«Reply #16 on: June 29, 2009, 04:40:13 PM » |
|
Waah sarvesh ji.. bahoot bahoot Khoob.. Issi tarah Yoindia ki Mehfil ko Apna samaj sajaate rahiyega.... Hum tho Chahate hai.. aap sirf or sirf hamare Yoindia se jude rahe,.....
Bahoot Bahoot Khoob Likha hai aapne...
I was really just waiting for the comments of Sophi Ji who is very quick in replying to my poetry. Thanks a lot Sophi Ji. SARVESH RASTOGI
|
|
|
Logged
|
|
|
|
deepika_divya
Guest
|
|
«Reply #17 on: June 29, 2009, 04:47:53 PM » |
|
My Pleasure Sarvesh ji.. You became precious part of Yoindia.. tho bina comment kare kaise reh sakti hun..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
SARVESH RASTOGI
Guest
|
|
«Reply #18 on: July 02, 2009, 03:58:16 AM » |
|
My Pleasure Sarvesh ji.. You became precious part of Yoindia.. tho bina comment kare kaise reh sakti hun.. So nice of you Sophi ji SARVESH RASTOGI
|
|
|
Logged
|
|
|
|
SARVESH RASTOGI
Guest
|
|
«Reply #19 on: July 08, 2009, 04:30:03 PM » |
|
Bahut shukriya Bekarar Ji SARVESH RASTOGI
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mistufer
Guest
|
|
«Reply #20 on: July 08, 2009, 04:52:27 PM » |
|
नजाकत नाज़ खोती है तेरी मुस्कान के आगे क़यामत मात होती है तेरी मुस्कान के आगे
झनकती झाँझरों के स्वर हमें कैसे रिझाएंगे की हर झंकार रोती है तेरी मुस्कान के आगे
खनकती चूड़ियों का चीखना वाकई मुनासिब है जो नज़रंदाज़ होती हैं तेरी मुस्कान के आगे
उदय से अस्त तक मुस्कान तेरी कौंध जाती है हर इक रफ़्तार छोटी है तेरी मुस्कान के आगे
अरे अब मौत का भी डर हमें कैसे डराएगा कहाँ कोई चुनौती है तेरी मुस्कान के आगे
करे परहेज़ क्यों कोई शिकस्तों से कि आखिर में फतह भी मात होती है तेरी मुस्कान के आगे
अभी भी पूछते हो हम खुदा से मांगते क्या हैं भला कोई मनौती है तेरी मुस्कान के आगे
अरे सर्वेश अब खोटे खरे का भेद कैसे हो बुझा हर एक मोती है तेरी मुस्कान के आगे
सर्वेश रस्तोगी sarveshrastogi1960@yahoo.co.uk Phone 9810391523 sarvesh ji itniiiiiiiii pyaar bhari ghazal subhanAllah har sher mukamaal hai mazaa aagaye aaj aapko padhkar. daad qabool kijiye. nira
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
abdbundeli
Guest
|
|
«Reply #22 on: July 09, 2009, 06:27:46 AM » |
|
नजाकत नाज़ खोती है तेरी मुस्कान के आगे क़यामत मात होती है तेरी मुस्कान के आगे
झनकती झाँझरों के स्वर हमें कैसे रिझाएंगे की हर झंकार रोती है तेरी मुस्कान के आगे
खनकती चूड़ियों का चीखना वाकई मुनासिब है जो नज़रंदाज़ होती हैं तेरी मुस्कान के आगे
उदय से अस्त तक मुस्कान तेरी कौंध जाती है हर इक रफ़्तार छोटी है तेरी मुस्कान के आगे
अरे अब मौत का भी डर हमें कैसे डराएगा कहाँ कोई चुनौती है तेरी मुस्कान के आगे
करे परहेज़ क्यों कोई शिकस्तों से कि आखिर में फतह भी मात होती है तेरी मुस्कान के आगे
अभी भी पूछते हो हम खुदा से मांगते क्या हैं भला कोई मनौती है तेरी मुस्कान के आगे
अरे सर्वेश अब खोटे खरे का भेद कैसे हो बुझा हर एक मोती है तेरी मुस्कान के आगे
सर्वेश रस्तोगी sarveshrastogi1960@yahoo.co.uk Phone 9810391523 Bahut-bahut khoob sarveshrastogi ji! Bahut hee pyaaree gazal kahee hai aapney!
Mujhey bhee eik zarra aaj us muskaan kaa dey do! Raho khush, sirf zarra eik us muskaan kaa dey do!!
- abd bundeli
|
|
|
Logged
|
|
|
|
SARVESH RASTOGI
Guest
|
|
«Reply #23 on: July 09, 2009, 02:48:51 PM » |
|
GOOD CREATION सर्वेश रस्तोगी JI
So kind of you Pooja Ji Thank you very much SARVESH RASTOGI
|
|
|
Logged
|
|
|
|
SARVESH RASTOGI
Guest
|
|
«Reply #24 on: July 09, 2009, 03:12:08 PM » |
|
Shukriya Madhuwesh Ji Bahut khushi hui aapse daad pakar Thanks a lot again SARVESH RASTOGI
|
|
|
Logged
|
|
|
|
SARVESH RASTOGI
Guest
|
|
«Reply #25 on: July 09, 2009, 03:57:42 PM » |
|
Bahut Bahut khoob Sarvesh Ji, Taarif ke siwa ham kahe bhi to kya..
Behtreen likhte hai aap..
Shally. Bahoooot bahut Shukriyaaaa Shally Ji Aapne khule dil se prashansa ki, I am grateful All the Best SARVESH RASTOGI
|
|
|
Logged
|
|
|
|
SARVESH RASTOGI
Guest
|
|
«Reply #26 on: July 09, 2009, 04:35:31 PM » |
|
Bohot hi pyaari si ghazal hai Sarvesh Ji, bohot khoob ! Bahut bahut shukriya Talat Ji Sorry for delay in acknowledgement Aajkal kuchh time ki kami ho gai hai isliye nayee rachnaen bhi post nahin kar pa raha hun aur jawab dene me bhi deri ho rahi hai Thanks a lot again SARVESH RASTOGI
|
|
|
Logged
|
|
|
|
SARVESH RASTOGI
Guest
|
|
«Reply #27 on: July 10, 2009, 04:19:51 PM » |
|
sarvesh ji
itniiiiiiiii pyaar bhari ghazal subhanAllah har sher mukamaal hai mazaa aagaye aaj aapko padhkar. daad qabool kijiye. nira
Hello Nira Ji Aapke shabdon se aapki khushi ka andaaza lag raha hai, bas isi me meri mehnat safal ho gai. Aapki itni khubsurat daad se shayar ko uski khurak mil gai. Lots of thanks. "Aa jaao ki ab in aankhon me barsaat utarti jaati hai" title se ek aur ghazal is time limelite me hai, jo dard-e-judai me post ki hui hai. Mauka lage to dekhiye. All the Best SARVESH RASTOGI
|
|
|
Logged
|
|
|
|
SARVESH RASTOGI
Guest
|
|
«Reply #28 on: July 11, 2009, 10:45:24 AM » |
|
Bahut bahut khoob likha hai aapne Sarvesh Rastogi ji.. "बुझा हर एक मोती है तेरी मुस्कान के आगे".... Bahut khoob Thanks a lot Roja Ji I am really sorry for delay in acknowledgement Jab ki aapne is ghazal ka reference dekar apna ek naya thread "Mere Aage" bhi start kar diya, I am grateful. Badi khubsurat ghazal likhi hai aapne, Great. All the Best SARVESH RASTOGI
|
|
|
Logged
|
|
|
|
SARVESH RASTOGI
Guest
|
|
«Reply #29 on: July 11, 2009, 04:08:05 PM » |
|
Bahut-bahut khoob sarveshrastogi ji! Bahut hee pyaaree gazal kahee hai aapney!
Mujhey bhee eik zarra aaj us muskaan kaa dey do! Raho khush, sirf zarra eik us muskaan kaa dey do!!
- abd bundeli
Bahut bahut shukriya Bundeli Saheb Poetic Petrol se aisi daad paakar itni khushi hui ki lagta hai meri shayari ki gaadi me naya petrol bhar gaya ho. Bahut shukriya. Aur aapka sher bhi bada fit baitha hai, wah wah. SARVESH RASTOGI
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|