~~"TOOT KE CHAHNE KI SAJA KYA HAI"~~ by Shally.

by k.shael on April 08, 2009, 08:35:33 AM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 5349 times)
Talat
Guest
«Reply #15 on: April 08, 2009, 11:10:03 AM »
Reply with quote
Ye Comments Azeem ki Request Se Main De Rahi Hoon, Shally Ke Liye KYUNKI AZEEM YAHAN POST NAHIN KAR PAA RAHA HAI KISI PROBLEM KI WAJAH SE:


Bohat Achche Shally, Yunhi Likhte Rehna Aur mehfil Banaaye Rehna,.
May Allah Bless You.

Azeem
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
~~"JEHAR PILAATI HAI ZINDAGI"~~Shally. by k.shael in Ghazals « 1 2  All »
~~"CHEHRE SE PARDA UTHAO ZARA"~~ by Shally. by k.shael in Ghazals « 1 2 3  All »
~~"ANJAAM BAHUT DOOR HAI"~~by Shally. by k.shael in Ghazals « 1 2  All »
~~"BASS BHOOL JAO MUJHE"~~by Shally. by k.shael in Ghazals « 1 2 3  All »
~~"Hame Bhi Jaam Pilaya Gaya"~~By Shally. by k.shael in Ghazals « 1 2  All »
salma786
Guest
«Reply #16 on: April 08, 2009, 11:16:24 AM »
Reply with quote
Aaj se 2 din pehle raat ko u hi baithi khud ke baare me soch rahi thi,to dil kiya ki kuch likho, likhne ke baad use dekha nahi subah dekha to socha ise jaroor yoindia pe post karoongi, so aap sab ke samne haazir hai,umeed hai pasand kareneg aap sab...
Shayad ye meri aab tak ki pehli Ghazal hai...

Arz hai...

Mohabbat tujhse ki hai bepanaah aab tu hi bata saja kya hai,
Kya de du tujhe bewafai ke badle me mere pass bacha kya hai,

Shayar hoo.n inn badnaam galiyoon ka aur bigadne ko raha kya hai,
Lafz mere aur gamm dil ke dekh to kalam ne likha kya hai,

Maan liya teri jafao ko bhi kismet apni aab gilaa kya hai,
Tu aab talak nahi gaya door meri yadoo se teri raza kya hai,

Aankhon me nami aur dil me beshumaar khushi wajah kya hai,
Door rehke tadpna bhi hai aur pass aake tadpana bhi ye maja kya hai,

Ye raahein to louti hai mere dar pe wapis jaane wo gaya kahaan hai,
Kon jaane uss jaane wale ne leke sab kuch mujhe diya kya hai,

Hai maloom Tujh hi ko chaha har lamha har saans pe Shally ne,
Aab zara bata bhi de aye beraham toot ke chahne ki saja kya hai…

Shally.


Bahoot bahoot khoob Shally sis Thumbs UP
Logged
angel4u
Guest
«Reply #17 on: April 08, 2009, 03:28:50 PM »
Reply with quote
Very very touching shally...

keep writing...  drunken_smilie
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #18 on: April 09, 2009, 08:36:32 AM »
Reply with quote
Wah Wah.. Kya baat hai SHALLY.. Waqai ek ek Lafz Maano dil se Nikla Lagta hai.. pata nahi Kyun aisa Laga Ki Shayad Yeh Gazal aapki kisi Zindgi ki Succhi se Judi Hai..!! Bahut bahut Khoooooooob..!!

Aur Subse Badi Baat.. Lafzon ko bahut Khubsoorati se Piroya hai aapne.... Great Work.. Applause Applause


**~** Mann **~**
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #19 on: April 09, 2009, 09:41:12 AM »
Reply with quote
Very Nice Shallyji
Logged
salil2002
Guest
«Reply #20 on: April 09, 2009, 09:52:35 AM »
Reply with quote
bahut achche shally...sorry comment der se de pa raha hoon........ par jo isme aapne likha hai Pehli ghazal waisa toh ghazal ko pad kar kaahin bhi nahin laga .... aapki zindgi k jis bhi pehlu se guzar kar yeh saamne aayi hai yakeenan woh bahut dard bhara hoga....dua hai meri kii allah aap par karam banaye rakhe


chhoot jaaun main tere ishq kii giraft se yeh mujhe manjoor kahaan
kiii mujhe maut bhi tere pehlu main ZINDGI si nazar aayi
Logged
Tanha(Saurabh)
Guest
«Reply #21 on: April 09, 2009, 10:45:10 AM »
Reply with quote
bohat bohat bohat khoobsoorat....bohat behtareen.
kya kahein behad achchhi hai aapki rachna.........
iski taareef ke liye koi lafz hi mere paas nahi hain shael ji..
 Applause Applause Applause Applause
Logged
Azeem 4 Ghazals
Guest
«Reply #22 on: April 09, 2009, 02:39:17 PM »
Reply with quote
Bohat Bohat Achche shally behan,,
Yunhi Likhte Rehna,.
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #23 on: April 10, 2009, 07:04:35 AM »
Reply with quote
bahoot khoob likha hai shally ........alag andaz-e-bayan.....shuruaati kuch lines to behad ......be-intha khoobsurat ban gai hain.....daad kabool karen
Logged
k.shael
Guest
«Reply #24 on: April 10, 2009, 07:07:15 AM »
Reply with quote
Waah Bohot Khoob Shally, bohot achcha likha hai aapne..Yunhi likhte rehna !!




Shukriya Celmira Dear,

Shally.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #25 on: April 10, 2009, 07:08:24 AM »
Reply with quote
Ye Comments Azeem ki Request Se Main De Rahi Hoon, Shally Ke Liye KYUNKI AZEEM YAHAN POST NAHIN KAR PAA RAHA HAI KISI PROBLEM KI WAJAH SE:


Bohat Achche Shally, Yunhi Likhte Rehna Aur mehfil Banaaye Rehna,.
May Allah Bless You.

Azeem



Shukriya Celmira Dear Ki Aapne Azeem Brother ki taraf se
Comments diye...& Thanx Azeem Brother..

Shally
Logged
k.shael
Guest
«Reply #26 on: April 10, 2009, 07:09:44 AM »
Reply with quote
Bahoot bahoot khoob Shally sis Thumbs UP

Shukriya Salma Dear,

Shally.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #27 on: April 10, 2009, 07:11:51 AM »
Reply with quote
Very very touching shally...

keep writing...  drunken_smilie

Shukriya Angel Didi,

Shally.
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #28 on: April 10, 2009, 08:57:34 AM »
Reply with quote
Aaj se 2 din pehle raat ko u hi baithi khud ke baare me soch rahi thi,to dil kiya ki kuch likho, likhne ke baad use dekha nahi subah dekha to socha ise jaroor yoindia pe post karoongi, so aap sab ke samne haazir hai,umeed hai pasand kareneg aap sab...
Shayad ye meri aab tak ki pehli Ghazal hai...

Arz hai...

Mohabbat tujhse ki hai bepanaah aab tu hi bata saja kya hai,
Kya de du tujhe bewafai ke badle me mere pass bacha kya hai,

Shayar hoo.n inn badnaam galiyoon ka aur bigadne ko raha kya hai,
Lafz mere aur gamm dil ke dekh to kalam ne likha kya hai,

Maan liya teri jafao ko bhi kismet apni aab gilaa kya hai,
Tu aab talak nahi gaya door meri yadoo se teri raza kya hai,

Aankhon me nami aur dil me beshumaar khushi wajah kya hai,
Door rehke tadpna bhi hai aur pass aake tadpana bhi ye maja kya hai,

Ye raahein to louti hai mere dar pe wapis jaane wo gaya kahaan hai,
Kon jaane uss jaane wale ne leke sab kuch mujhe diya kya hai,

Hai maloom Tujh hi ko chaha har lamha har saans pe Shally ne,
Aab zara bata bhi de aye beraham toot ke chahne ki saja kya hai…

Shally.




Oye..Din b'Din Kamaal Kar rahi ho...!!
Aur Aaj To Tune Waqaee Kamaal Kar diya hi - 100% shayri Likhi hai Tune..
Hulwaa..!!!
Main Is Soch Mein Dooba Hun ki Tune kabhi kisi Shayar Hazaraton ki Kitaabein Na Padhi Hai..Fir bhi Inta zabardust...Har ash'aar aur Harr Lafz..Usk Harr Harr Jagah sahih Ma'no Mein Sahih Jagah Kis Tarha Likh Leti Ho..!!

Wallah..Aaj Tune Saabit Kar diyaa k Kitaabi Ilm Kafi Nahi - Kuch Inaayatein  Rabb ki Aaur Se bhi Honi Chahiye...

Masha allah Bahot hi La-Jawaab Gazal Likhi Hai Shally !!!!
Logged
k.shael
Guest
«Reply #29 on: April 10, 2009, 09:08:36 AM »
Reply with quote
Wah Wah.. Kya baat hai SHALLY.. Waqai ek ek Lafz Maano dil se Nikla Lagta hai.. pata nahi Kyun aisa Laga Ki Shayad Yeh Gazal aapki kisi Zindgi ki Succhi se Judi Hai..!! Bahut bahut Khoooooooob..!!

Aur Subse Badi Baat.. Lafzon ko bahut Khubsoorati se Piroya hai aapne.... Great Work.. Applause Applause


**~** Mann **~**

Shukriya Mann Ji,

Ki aapne mere thread ko pada ur itna saraha,
Iss nacheez ke pass shukriya ke siwa kuch nahi hai
kehne ko...

Shukriya...

Shally.
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 11:36:03 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.137 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer