Tu Kisi Aur Ki Jaagir Hai Aai Jaan-e-gazal

by hameed.rose on February 21, 2009, 12:43:29 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 9308 times)
priyanka024
Guest
«Reply #15 on: April 10, 2011, 11:06:41 AM »
Reply with quote
i want to download this song can u
tell me from where i can get it
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
kisi ki jaan chali jaati hai. by chahat in Shayri for Khumar -e- Ishq
NASAMAJH HO KISI KI JAAN NA LO by SARVESH RASTOGI in Ghazals « 1 2 3 4 »
Ye jo dil hai, jaagir hai kisi ki...... by vipul kumar in Ghazals
MAUT KA PYAAM DE,KISI KO MUFLISHI NA DE ,,,GAZAL,,,,,,SUNIL... by sunildehgawani in Shayri-E-Dard
Kisi Ko Jaan Mili To Kisi Ki Jaan Gayi by Advo.RavinderaRavi in Shayri for Khumar -e- Ishq
i g khan
Guest
«Reply #16 on: April 12, 2011, 07:21:50 AM »
Reply with quote
bahot he pyari nazam hai bahot dinow se dhund rhahu ye nazm dil kehta hai sirf sunte he rahu
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #17 on: April 12, 2011, 08:21:03 AM »
Reply with quote
Tu Kisi Aur Ki Jaagir Hai Aai Jaan-e-gazal
Log Tufaan Uthaa Denge Mere Sath Na Chal,

Pehle Haq Tha Teri Chahat Ke Chaman Par Mera
Pehle Haq Tha Teri Khushbu-e-badan Par Mera
Ab Mera Pyar Tere Pyar Ka Haq-daar Nahi
Main Tere Gesu-o-rukhsaar Ka Haq-daar Nahi
Ab Kisi Aur Ke Shaano Pe Hai Tera Aanchal,

Main Tere Pyar Se Ghar Apna Basaaun Kaise
Main Teri Maang Sitaron Se Sajaaun Kaise
Meri Qismat Me Nahi Pyar Ki Khushbu Shayad
Mere Haathon Ki Lakiron Me Nahi Tu Shayad
Apni Taqdir Bana Mera Muqaddar Na Badal,

Mujhse Kehti Hain Ye Khamosh Nighahen Teri
Meri Parvaaz Se Unchi Hai Panaahen Teri
Aur Gairat-e-ehsaas Pe Sharminda Hun
Ab Kisi Aur Ki Baahon Me Hain Baahen Teri…….

Not Mine

bahut khoob nazam share kiya hameed ji
Logged
R.M. Dixit
Guest
«Reply #18 on: April 12, 2011, 01:53:59 PM »
Reply with quote
Tu Kisi Aur Ki Jaagir Hai Aai Jaan-e-gazal
Log Tufaan Uthaa Denge Mere Sath Na Chal,

Pehle Haq Tha Teri Chahat Ke Chaman Par Mera
Pehle Haq Tha Teri Khushbu-e-badan Par Mera
Ab Mera Pyar Tere Pyar Ka Haq-daar Nahi
Main Tere Gesu-o-rukhsaar Ka Haq-daar Nahi
Ab Kisi Aur Ke Shaano Pe Hai Tera Aanchal,

Main Tere Pyar Se Ghar Apna Basaaun Kaise
Main Teri Maang Sitaron Se Sajaaun Kaise
Meri Qismat Me Nahi Pyar Ki Khushbu Shayad
Mere Haathon Ki Lakiron Me Nahi Tu Shayad
Apni Taqdir Bana Mera Muqaddar Na Badal,

Mujhse Kehti Hain Ye Khamosh Nighahen Teri
Meri Parvaaz Se Unchi Hai Panaahen Teri
Aur Gairat-e-ehsaas Pe Sharminda Hun
Ab Kisi Aur Ki Baahon Me Hain Baahen Teri…….

Not Mine
   

             Wah Janab bahut khoobsuret kalamse
             se nawajahai aapne.
                 Meri hathon ki lakiron main nahin
                 Apni taqdeer ban mera muqadder na badal.

             Kabile tareef hai ye ghazal. Dad qabool kejeeye
             Miyan. Ye sher perke mujhe kuch yad aagaya
             aap gaur phermayega. Shukriya.

               "Maine kismat ki laqiron se churaya hai tujhe
               Pyar ka ban ke nigahbaan tujhe chahunga 
               Main to merker bhi meri jaan tujhe chahunga."
Logged
waquif ansari
Guest
«Reply #19 on: April 19, 2011, 08:05:28 AM »
Reply with quote
Aik achchhi ghazal share kiya hai aapne, ghaaliban ye Sahir Saheb ki ghazal hai.

(Waquif Ansari)

Tu Kisi Aur Ki Jaagir Hai Aai Jaan-e-gazal
Log Tufaan Uthaa Denge Mere Sath Na Chal,

Pehle Haq Tha Teri Chahat Ke Chaman Par Mera
Pehle Haq Tha Teri Khushbu-e-badan Par Mera
Ab Mera Pyar Tere Pyar Ka Haq-daar Nahi
Main Tere Gesu-o-rukhsaar Ka Haq-daar Nahi
Ab Kisi Aur Ke Shaano Pe Hai Tera Aanchal,

Main Tere Pyar Se Ghar Apna Basaaun Kaise
Main Teri Maang Sitaron Se Sajaaun Kaise
Meri Qismat Me Nahi Pyar Ki Khushbu Shayad
Mere Haathon Ki Lakiron Me Nahi Tu Shayad
Apni Taqdir Bana Mera Muqaddar Na Badal,

Mujhse Kehti Hain Ye Khamosh Nighahen Teri
Meri Parvaaz Se Unchi Hai Panaahen Teri
Aur Gairat-e-ehsaas Pe Sharminda Hun
Ab Kisi Aur Ki Baahon Me Hain Baahen Teri…….

Not Mine
Logged
Prince Nomi Arain
Guest
«Reply #20 on: July 31, 2012, 09:07:27 AM »
Reply with quote
hiiiiiiiiiii
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 25, 2025, 01:23:59 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.111 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer