Tu Taish Ya Khuda Ki Hai....!!

by ghayal_shayar on December 26, 2012, 02:04:58 PM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 2302 times)
ghayal_shayar
Guest
«Reply #15 on: December 28, 2012, 03:45:50 PM »
Reply with quote
nice,sir


shukriya janaab, n a request, that please dnt call me sir, it seems awkward.... Usual Smile thank u for ur support, hope to have the same appriciation from ur end, in the future too...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Taish- aainey se GUFTGUU ki...!! by ghayal_shayar in Ghazals « 1 2 3  All »
TAISH MEIN NAA AA MERE BAAP!!!!!!!!!!!!!!!!! by qalb in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
Taish- SHARABI huN maiN...!! by ghayal_shayar in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Taish- UFF!! tera-mera vo PYAR...!! by ghayal_shayar in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Taish- aaya huN LIKH KAR ye teri aankheN...!! by ghayal_shayar in Ghazals « 1 2  All »
ghayal_shayar
Guest
«Reply #16 on: December 28, 2012, 08:03:03 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause

shireen ji is hausla afzaayi ka bahut bahut shukiya, umeed karta huN ki aap age bhi yuNhi saath nibhaati rheNgi...!!
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #17 on: December 29, 2012, 03:33:15 PM »
Reply with quote
bahut khoob

Prashad saahab, tareef ka shukriya, bas yunhi saath dete raheN aap...
Logged
AnjAAn!!!
Guest
«Reply #18 on: December 29, 2012, 05:54:05 PM »
Reply with quote

Beh'r 221 2121 1221 212



Ae dil bata tu aaj jo, itna udaash hai,
Vo shaqs kaun hai, ke yuNhi aas-paas hai.

AankhoN me minnateN huiN, hothoN pe pyaas hai,
Pehna ye aaj tumne kyun mera libaas hai.

Karta yahaaN jo ishq hai, uski to haar hai,
Main hooN ki koi aur hai jo bad hawaas hai.

Ab intezaar ki ho chuki intehaaN, suno,
Waqt-e-visaal* ta'e jo hua dus pachaas hai.

*dekhne ka waqt, time for meeting

Khousboo gulaab ki to nasha hai sharaab sa,
Tu 'taish' ya khuda ki hai, kiski kayaas* hai.

*kalpana, Imagination.
[/b]

Taish sahab, ek bahut khoobsoorat kalaam likha hai aapne. Matlaa bahut hi shaandaar hai.

Doosre misre me'n 'kyuN' lafz ka ist'amaal theek nahi'n hai aur misre ko behr se bahar kar raha hai.

Ise chhod kar kahi'n koi behr ki pareshaani nahi'n hai.

Waqt-e-visaal wala sher bhi bahut naya sa adaa kiya hai. Bahut khoob.
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #19 on: January 01, 2013, 12:28:45 PM »
Reply with quote
shukriya mukesh sir, thanku ji...
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #20 on: January 02, 2013, 06:49:07 AM »
Reply with quote
Lucky Jee Aadab!


Khushi huyi janab yeH jaankar ke aap bher meiN likhane ki achchi
practice kar rahe haiN... Humne toH jaise hi sdc chhodi waise hi
bher aur kafiye se jaise rishta tod diyaa tha...

Zidd Sahaab ne jitna sikhaya tha use hi yaad karke aage ke kadam rakhte rahe...

Aapki last bher baNd kalaam behad khoob rahi thi..
Chaliye is kalaam par nazar dalte haiN... Usual Smile





Taish sahaab is umda kalaam par huamri hazaaroN daad O mubbarak
bad kabul kijiye...

Likhate rahiye.. aate rahiye..
Shaad O aabaad rahiye...

Khuda Hafez.... Usual Smile


yahaan nazar farmaane ka shukriya saahab, aur kyuN ki gadbad se main bhi ittefaq rakhta huN, darasal me use aise likhna sahi rahega "Pehna jo aaj tumne ye kiskaa libaas hai" aage bhi yuNhi apni nazar banaaye rahiye saahab.... Usual Smile
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #21 on: January 04, 2013, 06:54:23 PM »
Reply with quote
BAHUT KHOOB KALAAM KAHA HAI AAPNE  ....BAHUT  C  DAAD

rehaan saahab daad ka shukriya, jaan kar khushi hui ki aapko kalaam pasand aaya... umeed karta hun ki aage v aapka saath yuNhi bana rahegaa...
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #22 on: January 05, 2013, 05:21:58 AM »
Reply with quote

Beh'r 221 2121 1221 212



Ae dil bata tu aaj jo, itna udaash hai,
Vo shaqs kaun hai, ke yuNhi aas-paas hai.

AankhoN me minnateN huiN, hothoN pe pyaas hai,
Pehna ye aaj tumne kyun mera libaas hai.

Karta yahaaN jo ishq hai, uski to haar hai,
Main hooN ki koi aur hai jo bad hawaas hai.

Ab intezaar ki ho chuki intehaaN, suno,
Waqt-e-visaal* ta'e jo hua dus pachaas hai.

*dekhne ka waqt, time for meeting

Khousboo gulaab ki to nasha hai sharaab sa,
Tu 'taish' ya khuda ki hai, kiski kayaas* hai.

*kalpana, Imagination.
[/b]

bahut khoob 2nd sher zayada pasand aaya
Logged
aahnaa
Guest
«Reply #23 on: January 05, 2013, 12:26:22 PM »
Reply with quote

Beh'r 221 2121 1221 212



Ae dil bata tu aaj jo, itna udaash hai,
Vo shaqs kaun hai, ke yuNhi aas-paas hai.

AankhoN me minnateN huiN, hothoN pe pyaas hai,
Pehna ye aaj tumne kyun mera libaas hai.

Karta yahaaN jo ishq hai, uski to haar hai,
Main hooN ki koi aur hai jo bad hawaas hai.

Ab intezaar ki ho chuki intehaaN, suno,
Waqt-e-visaal* ta'e jo hua dus pachaas hai.

*dekhne ka waqt, time for meeting

Khousboo gulaab ki to nasha hai sharaab sa,
Tu 'taish' ya khuda ki hai, kiski kayaas* hai.

*kalpana, Imagination.
[/b]
osssummmmmm gazal taish ji.... aapki ye koshish kaamyaab rahi..
yunhi likhte rahen khush rahen

Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #24 on: January 06, 2013, 08:23:38 AM »
Reply with quote
boht khub taish ji

saahill saahab, tareef ka shukriya, umeed karta huN, aapka saath aage v yuNhi bana rahegaa...
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #25 on: January 19, 2013, 03:50:13 AM »
Reply with quote
bohut khoob taish jee daad qubool kareN
aarish bhai jaan, jaan kar khushi hui ki aapko kalaam pasand aaya, umeed karta hun aage v aapka saath yuNhi bana rahegaa...!!
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #26 on: January 19, 2013, 06:46:12 PM »
Reply with quote
bahut khoob

bahukhandi saahab, tareef aur saath ka bahut bahut shukriya saahab...
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #27 on: February 02, 2013, 09:22:21 AM »
Reply with quote
Ritesh ji, tareef ka bahut bahut shukriya saahab...!! yunHi aage v saath dete raheN...
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #28 on: February 02, 2013, 09:23:29 AM »
Reply with quote
Bahut Badiya sir...

satish ji saath aur tareef dono ka bahut bahut shukriya, bas yuNhi hausla afzaayi karte raheN....
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #29 on: February 02, 2013, 09:24:52 AM »
Reply with quote
waah waah, bahut hi khoobsurat, bahut hi acchi ghazal, wah
saath aur hausla badhaane ke liye aapka bahut bahut shukraguzaar hun saahab, yuNhi saath dete raheN...
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 10:03:37 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.146 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer