Tujhse Bahut UmeedeiN HaiN "Khwahish"

by khwaish on April 20, 2013, 10:21:35 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1635 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
Reply with quote
Teri Yaadein Bhi Mere Bachpan Ke Khilono Ki Tarah Hain
Jab Bhi Tanha Hota Hoon Bas Inhe Lekar Baith Jaata Hoon

Har Kadam Har Aahat par Tera Intezaar Hai
Kaise naa Kahun Ke Mujhe Tujhse Pyaar Hai

Teri Saadgi Ne Mujhe Teri Orre Kheencha
Tere kabze meN Ab Dil Mera Giraftaar Hai

Teri Yaadein Humesha Mere Saath Rehti Hain
Khud Par Bhi Kahaa Rehta Mujhe Ikhtiyaar Hai

Suuna Hai Mohabbat MeN Dard Bahut Hota Hai
Khata Ki Hai To Koi Gila Nahi..Hum Khatawaar Hai

Naa Jaane Kitne Jalve Hai Tere Har JalvoN Mein
Tera Husn,Teri Ada..Sab karte Mujhe Bekaraar Hai

Tum Ho Aaj Saath To Ek Sukoon Sa Hai Ehh Humdum
Varna Kahaa Thamtee Kabhi Zindagi Ki Raftaar Hai

Teri Mohabbat Ke Siva Kuch Bhi Nahi Chaahiye Mujhe
Tujhse Bahut UmeedeN HaiN,"Khwahish" Umeedvaar Hai

          ~~~~~Khwahish~~~~~
Logged
laaiba
Guest
«Reply #1 on: April 20, 2013, 10:50:49 PM »

waah lajawab kalaam ,....dil choo lene wale asshar rahe khwaish ji,.......yeh sher bohat pasand aaye
so bohat bohat bohat c daad,..............
Teri Yaadein Humesha Mere Saath Rehti Hain Khud Par Bhi Kahaa Rehta Mujhe Ikhtiyaar Hai Suuna Hai Mohabbat MeN Dard Bahut Hota Hai Khata Ki Hai To Koi Gila Nahi..Hum Khatawaar Hai

Logged
aqsh
Guest
«Reply #2 on: April 20, 2013, 11:15:53 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
Kya kahoon is khoobsurat kalam par kittuji. har ek sher khoob hai. kiski tareef karoon aur kise chhod doon. dil ko choo gayi aapki yeh ghazal.aapka intro sher toh bas maar hi daala hai. dil se mubarakbad qubool kijiye.
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #3 on: April 21, 2013, 12:06:29 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Bahut Khoob
 Applause Applause Applause Winking Applause Applause Applause Applause
Logged
dksaxenabsnl
YOS Friend of the Month
Yoindian Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 20 hours and 34 minutes.

खुश रहो खुश रहने दो l

Posts: 4127
Member Since: Feb 2013

View Profile
«Reply #4 on: April 21, 2013, 12:30:15 AM »
Reply with quote
Good.
Logged
mkv
Guest
«Reply #5 on: April 21, 2013, 12:54:14 AM »
Reply with quote
Khoobsurat peshkash khwaish jee
Applause Applause Applause Applause
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #6 on: April 21, 2013, 01:08:59 AM »
Reply with quote
nice ghazal, khwahish ji. bahut Mubarak.
Logged
Shireen Hakani
Guest
«Reply #7 on: April 21, 2013, 04:01:50 AM »
Reply with quote
Beautiful Ghazal Khwaish Jee!!! Har Ek Ashaar Mohabbat mein duba huaa tha, Pad kar bohat hi mazaa aaya.

Yeh Ashaar Lajawaab rahe:

Har Kadam Har Aahat par Tera Intezaar Hai
Kaise naa Kahun Ke Mujhe Tujhse Pyaar Hai

eri Yaadein Humesha Mere Saath Rehti Hain
Khud Par Bhi Kahaa Rehta Mujhe Ikhtiyaar Hai

 love9 love9 love9 love9 love9 love9 love9 love9 love9 love9 love9 love9 love9 love9 love9

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011

View Profile
«Reply #8 on: April 21, 2013, 02:13:03 PM »
Reply with quote
beautifully composed congts
Logged
sbechain
Guest
«Reply #9 on: April 21, 2013, 06:13:49 PM »
Reply with quote
Teri Yaadein Bhi Mere Bachpan Ke Khilono Ki Tarah Hain
Jab Bhi Tanha Hota Hoon Bas Inhe Lekar Baith Jaata Hoon

Har Kadam Har Aahat par Tera Intezaar Hai
Kaise naa Kahun Ke Mujhe Tujhse Pyaar Hai
mujhe pata hai. aisa kai log kah chuke hain mujhe farq nahin padta Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Teri Saadgi Ne Mujhe Teri Orre Kheencha
Tere kabze meN Ab Dil Mera Giraftaar Hai
mujhe kabhi fashion parade mein jaate hue nahin dekha.warna saari ghalatfahmi door ho jaati Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Teri Yaadein Humesha Mere Saath Rehti Hain
Khud Par Bhi Kahaa Rehta Mujhe Ikhtiyaar Hai
haan pataa hai diwaano.n si haalat bana rakhi hai. Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Suuna Hai Mohabbat MeN Dard Bahut Hota Hai
Khata Ki Hai To Koi Gila Nahi..Hum Khatawaar Hai
bahut kam hote hain jo apna jurm qabool karte hain . iss saafgoi ko dekte hue ye adaalat tumhein bari karti hai aur ye hidaayat deti hai ki aainda bhi aisi khataa kate raho Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Naa Jaane Kitne Jalve Hai Tere Har JalvoN Mein
Tera Husn,Teri Ada..Sab karte Mujhe Bekaraar Hai
abhi to heroine ki acting deki hai jab vapm ki acting dekho ge to hosh faakhta ho jaaein ge Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Tum Ho Aaj Saath To Ek Sukoon Sa Hai Ehh Humdum
Varna Kahaa Thamtee Kabhi Zindagi Ki Raftaar Hai
acha main itni effective speed breaker hoon. dekho kahin traffic wale mera istemaal na kar lein Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Teri Mohabbat Ke Siva Kuch Bhi Nahi Chaahiye Mujhe
Tujhse Bahut UmeedeN HaiN,"Khwahish" Umeedvaar Hai
sure, confirm, lock kar doo.n ----ye inaam tumhara hua
icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
          ~~~~~Khwahish~~~~~

masaale daar, mazedaar..............!
Logged
GrimoireHearT
Guest
«Reply #10 on: April 22, 2013, 06:52:27 AM »
Reply with quote
janab hum toh aapke kalam k deewane ho gaye Thumbs UP  Thumbs UP
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #11 on: April 22, 2013, 04:33:55 PM »
Reply with quote
waah lajawab kalaam ,....dil choo lene wale asshar rahe khwaish ji,.......yeh sher bohat pasand aaye
so bohat bohat bohat c daad,..............
Teri Yaadein Humesha Mere Saath Rehti Hain Khud Par Bhi Kahaa Rehta Mujhe Ikhtiyaar Hai Suuna Hai Mohabbat MeN Dard Bahut Hota Hai Khata Ki Hai To Koi Gila Nahi..Hum Khatawaar Hai

Thankyou Sooooooooooooooo Much Laaiba Ji....

Thanks a Lottttt For The Appreciation icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #12 on: April 22, 2013, 07:17:12 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
Kya kahoon is khoobsurat kalam par kittuji. har ek sher khoob hai. kiski tareef karoon aur kise chhod doon. dil ko choo gayi aapki yeh ghazal.aapka intro sher toh bas maar hi daala hai. dil se mubarakbad qubool kijiye.

Thanks a Milllion Aqsh ji...

Thankyou Soooooooooooooooooooooooo Much......

 icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
GrimoireHearT
Guest
«Reply #13 on: April 23, 2013, 05:16:23 AM »
Reply with quote
Alfazon ko kya rukh diya hai
Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #14 on: April 23, 2013, 03:51:34 PM »
Reply with quote
Teri Yaadein Bhi Mere Bachpan Ke Khilono Ki Tarah Hain
Jab Bhi Tanha Hota Hoon Bas Inhe Lekar Baith Jaata Hoon

Har Kadam Har Aahat par Tera Intezaar Hai
Kaise naa Kahun Ke Mujhe Tujhse Pyaar Hai

Teri Saadgi Ne Mujhe Teri Orre Kheencha
Tere kabze meN Ab Dil Mera Giraftaar Hai

Teri Yaadein Humesha Mere Saath Rehti Hain
Khud Par Bhi Kahaa Rehta Mujhe Ikhtiyaar Hai

Suuna Hai Mohabbat MeN Dard Bahut Hota Hai
Khata Ki Hai To Koi Gila Nahi..Hum Khatawaar Hain

Naa Jaane Kitne Jalve Hai Tere Har JalvoN Mein
Tera Husn,Teri Ada..Sab karte Mujhe Bekaraar Hain

Tum Ho Aaj Saath To Ek Sukoon Sa Hai Ehh Humdum
Varna Kahaa Thamtee Kabhi Zindagi Ki Raftaar Hai

Teri Mohabbat Ke Siva Kuch Bhi Nahi Chaahiye Mujhe
Tujhse Bahut UmeedeN HaiN,"Khwahish" Umeedvaar Hai

          ~~~~~Khwahish~~~~~

further reference to the YOINDIA FB PUBLICATION ,sir--- concepts are good
but if you could mind these errors as highlighted .you are such a big poet and this type of errrrrrrrrros.
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 02:40:11 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 1.138 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer