>>>>Tum Bin Jiya Jay Kaise <<<<

by waheed_rose2004 on October 30, 2005, 06:39:35 PM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 18247 times)
waheed_rose2004
Guest
Reply with quote
Tum Bin Jiya Jay Kaise
Kaise Jiya Jay Tum Bin
Sadyon Se Lambi Hain Raatain
Sadyon Se Lambe Howay Din
Ajao Laut Ker Tum
Yeh Dil Keh Raha Hey
Phir Sham-e-tanhai Jagi
Phir Yaad Tum Aa Rahy Ho
Phir Jan Nikalne Lagi Hey
Phir Mujh Ko Tarpa Rahe Ho
Iss Dill Main Yadoon Ke Mayle Hain
Tum Bin Bohot Hum Akyaly Hain
Aajao Laut Ker Tum
Yeh Dil Keh Raha Hey
Kya Kya Na Socha Tha Mayne
Kya Kya Na Sapny Sajae
Kya Kya Na Chaha Tha Dil Ne
Kya Kya Na Arman Jagae
Kya Kya Na Arman Jagae
Iss Dil Se Tufan Guzarte Hain
Tum Bin To Jite Na Merte Hain
Aajao Laut Ker Tum Yeh Dil Keh Raha Hai
Aa Jao Laut Ker Tum
Yeh Dil Keh Raha Hai..........nm
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
tum bin jiya jaye kaise by rakeshthp in Shayri for Dard -e- Judai
to kya jiya !!! by sarfira in Shairi - E - Zindagi
TERE BINA KAISE JIYA JAYEGA by Asif samani jaunpuri in Shayri for Khumar -e- Ishq
Kaise batlau bhed jiya ke by nandbahu in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Tum Bin Jiya Jaye Kaise? by suman59 in Miscellaneous Shayri
Friend_4uall
Guest
«Reply #1 on: October 31, 2005, 05:36:46 PM »
Reply with quote
Wah waheed Bhai....!!!
Logged
mili_genie
Guest
«Reply #2 on: November 08, 2005, 12:22:34 PM »
Reply with quote
Wah waheed bhai badhiya hai.... :lol: AAj to mood ban gaya

Tumse milke aisa laga
Tumse milke armaan hue poore dil ke - 2
Ae meri jaane wafa
Teri meri meri teri ek jaan hai
Saath tere rahenge sada, tumse na honge judaa
Tumse milke aisa laga
Tumse milke armaan hue poore dil ke
Mere sanam, teri kasam chhodenge ab na yeh haath
Yeh zindag Guzregi ab Hamdam tumhaare hi saath
Apna yeh vaada raha, tumse na honge judaa

Maine kiya Hai raat din
Bas tera hi intezaar
Tere bina aata nahin ek pal mujhe ab qaraar
Hamdam mera mil gaya, ab hum na honge judaa - 2

Tumse milke
Tumse milke aisa laga
Tumse milke

Armaan hue poore dil ke
Ae meri jaane wafa
Teri meri meri teri ek jaan hai
Saath tere rahenge sada, ab hum na honge judaa
La la la la, la la la la la la la la
La la la la la la la la
Logged
Jai
Guest
«Reply #3 on: November 11, 2005, 01:48:18 PM »
Reply with quote
Quote from: "mili_genie"
Wah waheed bhai badhiya hai.... :lol: AAj to mood ban gaya

Tumse milke aisa laga
Tumse milke armaan hue poore dil ke - 2
Ae meri jaane wafa
Teri meri meri teri ek jaan hai
Saath tere rahenge sada, tumse na honge judaa
Tumse milke aisa laga
Tumse milke armaan hue poore dil ke
Mere sanam, teri kasam chhodenge ab na yeh haath
Yeh zindag Guzregi ab Hamdam tumhaare hi saath
Apna yeh vaada raha, tumse na honge judaa

Maine kiya Hai raat din
Bas tera hi intezaar
Tere bina aata nahin ek pal mujhe ab qaraar
Hamdam mera mil gaya, ab hum na honge judaa - 2

Tumse milke
Tumse milke aisa laga
Tumse milke

Armaan hue poore dil ke
Ae meri jaane wafa
Teri meri meri teri ek jaan hai
Saath tere rahenge sada, ab hum na honge judaa
La la la la, la la la la la la la la
La la la la la la la la


Koi dost hai na raqeeb hain
tere sheher kitna ajeeb hain

Woh jo ishq tha woh junoon tha
yeh jo hijr hai yeh naseeb hain

Yahaan kiska chehera parha karoon
yahan kaun itna kareeb hain

Main kis se kahoon mere saath chal
yahaan sab ke sar pe saleeb hain
Logged
Sonu
Guest
«Reply #4 on: November 12, 2005, 03:16:50 AM »
Reply with quote
nice waheed

mili and jai also very nice
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #5 on: November 19, 2005, 03:12:02 PM »
Reply with quote
~Phir Chhiri Raat Baat Phoolon. Ki ~

Phir Chhiri Raat Baat Phoolo.n Ki
Raat hai ya baraat phoolo.n ki

Phool ke haar phool ke gajre
Shaam phoolo.n ki raat phoolo.n ki

Aap ka saath saat h phoolo.n ka
Aap ki baat baat phoolo.n ki

Phool khilte rahenge duniya me
Roz niklegi baat phoolo.n ki

Nazre.n milti hai jaam milte hai
Mil rahi hai hayat phoolo.n ki

Yeh mehakti huyi Gazal ~Makhdoom~
Jaise sehra me raat phoolo.n ki

Phir Chhiri Raat Baat Phoolo.n Ki
Raat hai ya baraat phoolo.n ki
Logged
Sonu
Guest
«Reply #6 on: November 21, 2005, 11:12:03 PM »
Reply with quote
nice saba
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #7 on: November 24, 2005, 05:13:37 PM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
nice saba


Thanxxxxxx Sonu ..... tongue3 :oops:
Logged
Sonu
Guest
«Reply #8 on: November 25, 2005, 03:12:26 AM »
Reply with quote
u r welcome saba Usual Smile
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #9 on: November 25, 2005, 06:46:05 PM »
Reply with quote
tongue3 tongue3 tongue3

Yeh kya jagah hai dosto
yeh kaunsa dayar hai
had e nigaah tak jaha
gubar hi gubar hai

yeh kis maqam par hayat
mujh ko le ke aagayi
na bas khushi pe hai jaha
na gum pe ikhtiyar hai
na gum pe ikhtiyar hai

Tamam umar ka hisaab
maangti hai zindagi
yeh mera dil kahe to kya
ke khud se sharmsaar hai
ke khud se sharmsaar hai

Bula raha hai kaun mujhko
chilmano ki us taraf
mere liye bhi kya koi
uddas beqarar hai
uddas beqarar hai

Yeh kya jagah hai dosto......
Logged
Sonu
Guest
«Reply #10 on: December 01, 2005, 12:12:09 AM »
Reply with quote
nice saba

koi to aaj humey bahar ka peta beta dey,
jhilmil huye un sitaro ka peta beta dey.

deva apney khun ka nihsan chudta jayga,
phoolu ka na sahi koi kahro ka peta beta dey.

ensano ki basti sey hum hankey huye hia admeo ka nahi,
gunhagaro ka peta beta dey.

un ki bejm sey nikala gaya hia humey,
kuch gunha karengey koi bajaro ka peta beta dey.

hum bhi un ahkhu mey shukh dulhan  ko deykhngey,
jinhuney deykha hia doli mey un kheyro ka peta beta dey.

koi ghutta rehyga en khuli vadivo mey,
ser phudeyngey apna koi devalo ka peta beta dey.

koi nahi jo kandey deyna humney kaber tak,
jaha dafen hai ashiq un mazaro ka peta beta dey.
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #11 on: December 12, 2005, 07:24:06 PM »
Reply with quote
very  nice    Sonu......Saba..........Jai......mili........sabh i logon  ne  bahot acchi ghazal  likha........
Logged
Sonu
Guest
«Reply #12 on: December 13, 2005, 02:50:39 AM »
Reply with quote
thx waheed
Logged
Qutubuddin
Guest
«Reply #13 on: December 21, 2005, 08:27:37 AM »
Reply with quote
Bhaoot Khoob Saba and others..

Keep it up..


Ques...
Logged
Sonu
Guest
«Reply #14 on: December 21, 2005, 08:52:29 AM »
Reply with quote
shukriya Qutubuddin ji...
Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 12:13:32 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.133 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer