Ulafat-E-Suroor ( Gazal )

by samarkasif on August 16, 2009, 06:26:51 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 888 times)
samarkasif
Guest
Reply with quote
Bahut aawaz humne di unko
Lekin fir kisi ne pukara nahi

Larajti hai aankhe milne ko unse
Par khidki se karta koi ishara nahi

Chale jaate hai ik baar duniya se jo
Fir laut kar wo aate dubara nahi

Fasi hai kashti bhanwar me is kadar
Ke dikhta kahin door tak kinara nahi

Milegi manzil hume bhi kabhi to "KASHIF"
ke gardish me hota hamesha sitara nahi.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
suroor by neerajB in Shayri for Khumar -e- Ishq
pyar ka suroor by pervez1982 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Suroor by yaad in Shayri for Dard -e- Judai
Suroor by dil_hi_jeetega in Shayri for Khumar -e- Ishq
Suroor by Dante in Shayri for Khumar -e- Ishq
saaz_haldwanvi
Guest
«Reply #1 on: August 16, 2009, 07:32:28 PM »
Reply with quote
Bahut aawaz humne di unko
Lekin fir kisi ne pukara nahi

Larajti hai aankhe milne ko unse
Par khidki se karta koi ishara nahi

Chale jaate hai ik baar duniya se jo
Fir laut kar wo aate dubara nahi

Fasi hai kashti bhanwar me is kadar
Ke dikhta kahin door tak kinara nahi

Milegi manzil hume bhi kabhi to "KASHIF"
ke gardish me hota hamesha sitara nahi.
bahut achche kasif ji,purane andaj naye tewar ke sath likhe hain bahut umda,thora harfo ki adaygi mein kaam baaqui hai,jaise larjte hont hai aakhein lajati hain ya fir tarasti hain,
baharhaal ghazal ek metre ko follow kar rahi hai ,badi achchi baat hai,
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #2 on: August 16, 2009, 07:38:44 PM »
Reply with quote
Bahut aawaz humne di unko
Lekin fir kisi ne pukara nahi

Larajti hai aankhe milne ko unse
Par khidki se karta koi ishara nahi

Chale jaate hai ik baar duniya se jo
Fir laut kar wo aate dubara nahi

Fasi hai kashti bhanwar me is kadar
Ke dikhta kahin door tak kinara nahi

Milegi manzil hume bhi kabhi to "KASHIF"
ke gardish me hota hamesha sitara nahi.


 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Applause Applause Applause Applause

wah wah wah


jasbir singh
Logged
Pooja
Guest
«Reply #3 on: August 16, 2009, 11:47:25 PM »
Reply with quote
wah wah kaya baat hai samarkasif ji...

magar apki yah gazal, Gazal section mai jayada chi rahegi... Yaha khumar-e-ishaq ki bajaye..

Moving this Gazal in Gazal section.

Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 03:54:30 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.112 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer