US SITAMGAR KI AARZOO KARNA .......................... HASAN

by F.H.SIDDIQUI on May 15, 2014, 01:20:44 PM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 2117 times)
F.H.SIDDIQUI
Guest
Reply with quote

Us sitamgar ki Aarzoo karna
Hai bus armaaN lahu - lahu karna

Tum samajhte ho gar Ghulu karna
Chaand ko uske roo - baroo karna

Waqt tanhaai ka nikaal zara
Tujh se hai , thodi Guftugoo karna

Hai ajab Aadat us Sitamgar ki
Chaak kar dena , phir Rafoo karna

Meri Aadat hai , yaad kar ke tujhe
Bus akelay meiN Guftugoo karna

Jitna chaaho sitam karo lekin
Jo bhi karna ho , roo - baroo karna

Ahd karta hoon Paarsaai ka
Sheikh sikhla de abb Wazoo karna

Apna hai bus Shaguftagi hi Mizaaj
MUjh ko aaya na Tuu pe Tuu karna

Tera Kirdaar ho Shinaakht teri
Bete ! YooN mujh ko Surkhroo karna

Khud hi tooteiN ge dhaage sab ek din
Chaak kyuuN Daaman - e - Adoo karna

Meri koshish hai apni GhazloN ko
Ek Tasawwur ke Hoo - bahoo karna

Kya pata thha Gunaah hoga ' Hasan '
Usko paane ki Aarzoo karna


...................
Ghulu = Exaggeration ; ru-baru = aamne saamne ; wazoo = wash before prayers ;
shaguftagi = narm mizaji ; shinakht = pahchaan ; surkhru = proud ;
hubahu = eik sa / identical ; tasawwur = imagination / khayaal
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
sitamgar by manoj. in Shayari -e- Husn
TERA KHAYAAL TERI YAAD AARZOO TERI ...........HASAN by F.H.SIDDIQUI in Ghazals « 1 2  All »
AARZOO JAB SE AAPKI KAR LEE ........................HASAN by F.H.SIDDIQUI in Ghazals « 1 2 3 4  All »
Aarzoo Ki Aarzoo Honay Lagi by suman59 in Urdu Poets
AARZOO HAI FAREB KHAANE KI .................... HASAN by F.H.SIDDIQUI in Ghazals « 1 2  All »
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #1 on: May 15, 2014, 02:55:48 PM »
Reply with quote
Us sitamgar ki Aarzoo karna
Hai bus armaaN lahu - lahu karna

Tum samajhte ho gar Ghulu karna
Chaand ko uske roo - baroo karna

Waqt tanhaai ka nikaal zara
Tujh se hai , thodi Guftugoo karna

Hai ajab Aadat us Sitamgar ki
Chaak kar dena , phir Rafoo karna

Meri Aadat hai , yaad kar ke tujhe
Bus akelay meiN Guftugoo karna

Jitna chaaho sitam karo lekin
Jo bhi karna ho , roo - baroo karna

Ahd karta hoon Paarsaai ka
Sheikh sikhla de abb Wazoo karna

Apna hai bus Shaguftagi hi Mizaaj
MUjh ko aaya na Tuu pe Tuu karna

Tera Kirdaar ho Shinaakht teri
Bete ! YooN mujh ko Surkhroo karna

Khud hi tooteiN ge dhaage sab ek din
Chaak kyuuN Daaman - e - Adoo karna

Meri koshish hai apni GhazloN ko
Ek Tasawwur ke Hoo - bahoo karna

Kya pata thha Gunaah hoga ' Hasan '
Usko paane ki Aarzoo karna

...................
behatreen peshkash dilidaad qubool karen
Logged
mkv
Guest
«Reply #2 on: May 15, 2014, 03:06:51 PM »
Reply with quote
Aadaab Sir
bahut behatreen ghazal hui hai..

Tera Kirdaar ho Shinaakht teri
Bete ! YooN mujh ko Surkhroo karna...waaaaah

Khud hi tooteiN ge dhaage sab ek din
Chaak kyuuN Daaman - e - Adoo karna  ...bahut umdah

Meri koshish hai apni GhazloN ko
Ek Tasawwur ke Hoo - bahoo karna

Kya pata thha Gunaah hoga ' Hasan '
Usko paane ki Aarzoo karna
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 4 hours and 0 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #3 on: May 15, 2014, 03:15:57 PM »
Reply with quote
Kya pata thha Gunaah hoga ' Hasan '
Usko paane ki Aarzoo karna

WAAH WAAH KHOOB HASAN SAHAB
UMDA GHAZAL
Logged
amit_prakash_meet
Guest
«Reply #4 on: May 15, 2014, 03:40:03 PM »
Reply with quote
वाह....बेहतरीन पेशकश....

ढेरों दाद और तहे दिल से मुबारकबाद....

 icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower

Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #5 on: May 15, 2014, 06:47:06 PM »
Reply with quote
Bahut umda.!!
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #6 on: May 15, 2014, 11:02:15 PM »
Reply with quote

Us sitamgar ki Aarzoo karna
Hai bus armaaN lahu - lahu karna
Applause Applause Applause

Tum samajhte ho gar Ghulu karna
Chaand ko uske roo - baroo karna

Waqt tanhaai ka nikaal zara
Tujh se hai , thodi Guftugoo karna

Hai ajab Aadat us Sitamgar ki
Chaak kar dena , phir Rafoo karna
Applause Applause Applause

Meri Aadat hai , yaad kar ke tujhe
Bus akelay meiN Guftugoo karna

Jitna chaaho sitam karo lekin
Jo bhi karna ho , roo - baroo karna

Ahd karta hoon Paarsaai ka
Sheikh sikhla de abb Wazoo karna
Applause Applause Applause

Apna hai bus Shaguftagi hi Mizaaj
MUjh ko aaya na Tuu pe Tuu karna

Tera Kirdaar ho Shinaakht teri
Bete ! YooN mujh ko Surkhroo karna

Khud hi tooteiN ge dhaage sab ek din
Chaak kyuuN Daaman - e - Adoo karna

Meri koshish hai apni GhazloN ko
Ek Tasawwur ke Hoo - bahoo karna

Kya pata thha Gunaah hoga ' Hasan '
Usko paane ki Aarzoo karna
Applause Applause Applause

...................
Ghulu = Exaggeration ; ru-baru = aamne saamne ; wazoo = wash before prayers ;
shaguftagi = narm mizaji ; shinakht = pahchaan ; surkhru = proud ;
hubahu = eik sa / identical ; tasawwur = imagination / khayaal

waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaah rau nazr karta hoon janaab Applause Applause Applause Applause
Logged
sbechain
Guest
«Reply #7 on: May 16, 2014, 04:16:53 AM »
Reply with quote

Us sitamgar ki Aarzoo karna
Hai bus armaaN lahu - lahu karna
himmat-e-mardaa,n madad-e-khuda itni jaldi haar maan gaye baabu ji Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard!
Tum samajhte ho gar Ghulu karna
Chaand ko uske roo - baroo karna
saare mard hi aisa flirt karte hain aur ek baat kahoon ladkiyo.n ko ye acha lagta hai jab ki unhein pataa hota hai they are being cheated icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower!
Waqt tanhaai ka nikaal zara
Tujh se hai , thodi Guftugoo karna
samjh gayi samjh gayi Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard!
Hai ajab Aadat us Sitamgar ki
Chaak kar dena , phir Rafoo karna
mere paas koi kaam hi nahin is ke siwaa job ki bahut crisis hai to tum per frustration nikaal ti hoon icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower!
Meri Aadat hai , yaad kar ke tujhe
Bus akelay meiN Guftugoo karna
neem paagal si haalat ho gayi hai kya icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower!
Jitna chaaho sitam karo lekin
Jo bhi karna ho , roo - baroo karna
thik hai icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower!
Ahd karta hoon Paarsaai ka
Sheikh sikhla de abb Wazoo karna
shukr hai allah ka ki raaste per aa gaye ho icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower!
Apna hai bus Shaguftagi hi Mizaaj
MUjh ko aaya na Tuu pe Tuu karna
per main to main main main karti hoon Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard!
Tera Kirdaar ho Shinaakht teri
Bete ! YooN mujh ko Surkhroo karna
 icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch
Khud hi tooteiN ge dhaage sab ek din
Chaak kyuuN Daaman - e - Adoo karna
 icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Meri koshish hai apni GhazloN ko
Ek Tasawwur ke Hoo - bahoo karna
mera tasawwar kar lo phir dekho ghazal ghazala aur ghazaali do ho jaye gi icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower!
Kya pata thha Gunaah hoga ' Hasan ' Laughing hard
Usko paane ki Aarzoo karna

 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard =))m Laughing hard Laughing hard Laughing hard

mohabbat ko gunaah samjh baithe!


...................
Ghulu = Exaggeration ; ru-baru = aamne saamne ; wazoo = wash before prayers ;
shaguftagi = narm mizaji ; shinakht = pahchaan ; surkhru = proud ;
hubahu = eik sa / identical ; tasawwur = imagination / khayaal


fazal sahab bahut acha rau baad mein aap ke dono rau de diye hain abhi saini ji ka number hai phirr aap icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower![/b][/color]
Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009


View Profile
«Reply #8 on: May 16, 2014, 08:11:01 PM »
Reply with quote
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

waaaaaaaaaaaah waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaah waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa hasan sahab.... Usual Smile Usual Smile

behad umdaah behad khoobsurat ghazal.. Usual Smile Usual Smile

Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #9 on: May 17, 2014, 11:33:51 AM »
Reply with quote
shukrguzar hoon saini saheb
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #10 on: May 18, 2014, 11:58:31 PM »
Reply with quote
Aadaab Sir
bahut behatreen ghazal hui hai..

Tera Kirdaar ho Shinaakht teri
Bete ! YooN mujh ko Surkhroo karna...waaaaah

Khud hi tooteiN ge dhaage sab ek din
Chaak kyuuN Daaman - e - Adoo karna  ...bahut umdah

Meri koshish hai apni GhazloN ko
Ek Tasawwur ke Hoo - bahoo karna

Kya pata thha Gunaah hoga ' Hasan '
Usko paane ki Aarzoo karna

Bahut bahut shgukrguzar hoon Chiragh saheb . Khush rahye.
Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #11 on: May 19, 2014, 12:05:17 AM »
Reply with quote

Us sitamgar ki Aarzoo karna
Hai bus armaaN lahu - lahu karna

Tum samajhte ho gar Ghulu karna
Chaand ko uske roo - baroo karna

Waqt tanhaai ka nikaal zara
Tujh se hai , thodi Guftugoo karna

Hai ajab Aadat us Sitamgar ki
Chaak kar dena , phir Rafoo karna

Meri Aadat hai , yaad kar ke tujhe
Bus akelay meiN Guftugoo karna

Jitna chaaho sitam karo lekin
Jo bhi karna ho , roo - baroo karna

Ahd karta hoon Paarsaai ka
Sheikh sikhla de abb Wazoo karna

Apna hai bus Shaguftagi hi Mizaaj
MUjh ko aaya na Tuu pe Tuu karna

Tera Kirdaar ho Shinaakht teri
Bete ! YooN mujh ko Surkhroo karna

Khud hi tooteiN ge dhaage sab ek din
Chaak kyuuN Daaman - e - Adoo karna

Meri koshish hai apni GhazloN ko
Ek Tasawwur ke Hoo - bahoo karna

Kya pata thha Gunaah hoga ' Hasan '
Usko paane ki Aarzoo karna


...................
Ghulu = Exaggeration ; ru-baru = aamne saamne ; wazoo = wash before prayers ;
shaguftagi = narm mizaji ; shinakht = pahchaan ; surkhru = proud ;
hubahu = eik sa / identical ; tasawwur = imagination / khayaal

wonderful,sir
Logged
sbechain
Guest
«Reply #12 on: May 19, 2014, 02:44:01 AM »
Reply with quote

fazal sahab bahut acha rau baad mein aap ke dono rau de diye hain abhi saini ji ka number hai phirr aap icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower![/b][/color]

fazal sahab rau hhazir hai icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower!
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #13 on: May 19, 2014, 06:26:45 PM »
Reply with quote
sahal ji . aap ka behad shukrguzar hoon ./.
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #14 on: May 19, 2014, 10:00:38 PM »
Reply with quote
वाह....बेहतरीन पेशकश....

ढेरों दाद और तहे दिल से मुबारकबाद....

 icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower


thanks Amit ji . khush rahye.
Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 10:30:15 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.128 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer