-Usko Aate Hai Hunar Sabhi-

by HumTum on August 13, 2009, 03:46:41 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1168 times)
HumTum
Guest
Reply with quote
Yaraana_E_Mehfil.. Adaab, Phie Hazir Hoon Ik Tazza TareeN Gazal Ke Sath... App Ka Tavaaju Chahunga ....



Arz Kiya Hai


Usko Aate Hai Hunar Sabhi WOh Kaarigar Hai
Mera Yeh Haal Ke Meri Dua Bhii Be_asar Hai

Meiney Uske Waaste Fanna Kudh Ko Kar Diyaa
Tajuub Hai Yar Ke Woh Aaj Bhii Be_Kabar Hai

Jha Rehta Tha Kabhii Mein Wha Sab Badal Gyaa
Yeh Kaun Saa Hai Dyaar Yeh Kiskaa Ghar Hai?

Tu Hairaat Se Dekh Rhaa Hai Jisko Mere Raqeeb
Seene Se Nikal, HathooN Par Rakhaa, Jigar Hai

Mera Chara_gar Mere ZakhmoN Pe Lagata Hai Namak
Kya Pathar Ke Ghar WaloN Ka Dil Bhii Pathar Hai?

'Taa Umr Dundtaa Rhaa Manzil mein Ishq Kii
Shayaad, Mere Naseeb Mein Safar Hii Safar Hai

Jis TufaaN Ne Kabhi Ujhada Tha Majnu Ka Ghar
Mere Aashiyaane Par Aaj Kal Uskii Nazar Hai

Mein Intezaar Karunga Uska, Yeh Usko YaqeeN Hai
Magar Woh Na Aayegaa Kabhi, Mujhe Bhii Kabar Hai

Chal To Paade Ho Aap  Bade Khaluus Se "HumTum"
Zarra Sambhal Kar Chaliye Yeh Ishq Kii Dagar Hai !!


HumTum

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ghazlon ka hunar by abeera in Shayri for Khumar -e- Ishq
ghayal bhulaaye ye HUNAR kaise....?? by ghayal_shayar in Shayri-E-Dard
HUNAR by bekarar in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Wo Aisa Hunar Rakhte Hain,. by Azeem Azaad in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
HUNAR...........A.B by adil bechain in Share:Love Poetry
Pooja
Guest
«Reply #1 on: August 13, 2009, 05:05:31 PM »
Reply with quote
bahoot khoob HumTum ji.. kamaal ka likha hai... her ek line achi hai magar yah char line behad pasand aai:

Jis TufaaN Ne Kabhi Ujhada Tha Majnu Ka Ghar
Mere Aashiyaane Par Aaj Kal Uskii Nazar Hai

Mein Intezaar Karunga Uska, Yeh Usko YaqeeN Hai
Magar Woh Na Aayegaa Kabhi, Mujhe Bhii Kabar Hai
Logged
Talat
Guest
«Reply #2 on: August 13, 2009, 05:50:59 PM »
Reply with quote
Yaraana_E_Mehfil.. Adaab, Phie Hazir Hoon Ik Tazza TareeN Gazal Ke Sath... App Ka Tavaaju Chahunga ....



Arz Kiya Hai


Usko Aate Hai Hunar Sabhi WOh Kaarigar Hai
Mera Yeh Haal Ke Meri Dua Bhii Be_asar Hai

Meiney Uske Waaste Fanna Kudh Ko Kar Diyaa
Tajuub Hai Yar Ke Woh Aaj Bhii Be_Kabar Hai

Jha Rehta Tha Kabhii Mein Wha Sab Badal Gyaa
Yeh Kaun Saa Hai Dyaar Yeh Kiskaa Ghar Hai?

Tu Hairaat Se Dekh Rhaa Hai Jisko Mere Raqeeb
Seene Se Nikal, HathooN Par Rakhaa, Jigar Hai

Mera Chara_gar Mere ZakhmoN Pe Lagata Hai Namak
Kya Pathar Ke Ghar WaloN Ka Dil Bhii Pathar Hai?

'Taa Umr Dundtaa Rhaa Manzil mein Ishq Kii
Shayaad, Mere Naseeb Mein Safar Hii Safar Hai

Jis TufaaN Ne Kabhi Ujhada Tha Majnu Ka Ghar
Mere Aashiyaane Par Aaj Kal Uskii Nazar Hai

Mein Intezaar Karunga Uska, Yeh Usko YaqeeN Hai
Magar Woh Na Aayegaa Kabhi, Mujhe Bhii Kabar Hai

Chal To Paade Ho Aap  Bade Khaluus Se "HumTum"
Zarra Sambhal Kar Chaliye Yeh Ishq Kii Dagar Hai !!


HumTum


 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Bohot Hi Khoob Hum Tum Ji
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #3 on: August 13, 2009, 06:27:31 PM »
Reply with quote
Bahut Hi Umda Peshkash Humtum Bhai.. Lajawab aur Behad Khubsoorat Gazal Pesh ki hai.. Bahut Khoooooooob..!!  icon_thumleft icon_thumleft

Daad Kubool karen..  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley


Pooja Ji aapne Bhi Bahut Khoooooob Likha hai.. Applause Applause


**~** Mann **~**
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #4 on: August 13, 2009, 06:54:42 PM »
Reply with quote
wah bahut bahut hi khoob Humtum ji.... wah wah

jasbir singh
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #5 on: August 13, 2009, 09:40:11 PM »
Reply with quote
Hum Tum ji beautiful gazal,mindblowing creation. icon_thumleft Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Pooja ji aapne bhi kya khoob likha Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley.
Logged
thegrimreaper
Guest
«Reply #6 on: August 13, 2009, 10:03:48 PM »
Reply with quote
Yaraana_E_Mehfil.. Adaab, Phie Hazir Hoon Ik Tazza TareeN Gazal Ke Sath... App Ka Tavaaju Chahunga ....



Arz Kiya Hai


Usko Aate Hai Hunar Sabhi WOh Kaarigar Hai
Mera Yeh Haal Ke Meri Dua Bhii Be_asar Hai

Meiney Uske Waaste Fanna Kudh Ko Kar Diyaa
Tajuub Hai Yar Ke Woh Aaj Bhii Be_Kabar Hai

Jha Rehta Tha Kabhii Mein Wha Sab Badal Gyaa
Yeh Kaun Saa Hai Dyaar Yeh Kiskaa Ghar Hai?

Tu Hairaat Se Dekh Rhaa Hai Jisko Mere Raqeeb
Seene Se Nikal, HathooN Par Rakhaa, Jigar Hai

Mera Chara_gar Mere ZakhmoN Pe Lagata Hai Namak
Kya Pathar Ke Ghar WaloN Ka Dil Bhii Pathar Hai?

'Taa Umr Dundtaa Rhaa Manzil mein Ishq Kii
Shayaad, Mere Naseeb Mein Safar Hii Safar Hai

Jis TufaaN Ne Kabhi Ujhada Tha Majnu Ka Ghar
Mere Aashiyaane Par Aaj Kal Uskii Nazar Hai

Mein Intezaar Karunga Uska, Yeh Usko YaqeeN Hai
Magar Woh Na Aayegaa Kabhi, Mujhe Bhii Kabar Hai

Chal To Paade Ho Aap  Bade Khaluus Se "HumTum"
Zarra Sambhal Kar Chaliye Yeh Ishq Kii Dagar Hai !!


HumTum


bahut hi khubsurat nazrana hum tum ji
alfazon ki sanjidgi to koi aapse sikhe Applause

i like the lines


Jha Rehta Tha Kabhii Mein Wha Sab Badal Gyaa
Yeh Kaun Saa Hai Dyaar Yeh Kiskaa Ghar Hai?


Mera Chara_gar Mere ZakhmoN Pe Lagata Hai Namak
Kya Pathar Ke Ghar WaloN Ka Dil Bhii Pathar Hai?
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #7 on: August 14, 2009, 05:38:44 AM »
Reply with quote
Bahut Bahut khoob HumTumji Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 10:26:48 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.112 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer