sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
|
Hai naheeN fursat zaraa bhee har kisee ko kyaa huaa. Aaj ke insaan kee vaabastgee ko kyaa huaa.
Dekh kar baazoo meN apne eent ke jangal ghane. Har shajar ab sochtaa hai aadmee ko kyaa huaa.
De n payee aaj tak bhee ye payaam-e-zindagee. NaujawaanoN ye tumhaaree shaayree ko kyaa huaa.
De rahee ehsaas tapne kaa sahar se aaj to. Yaa khudaa baad-e-sabaa kee taazgee ko kyaa huaa.
Fyooj balboN ko lagaa kar so rahaa ho jab nizaam. Poochhte ho shahr kee ab raushnee ko kyaa huaa.
Qatl-o-ghaarat meN hue kuchh log ese mubtilaa. Koi poochhe aaj inkee bandage ko kyaa huaa.
Gham diye itne musalsal yaar ‘saini’ ne mujhe. Kyaa bataaooan maiN bhalaa meree khushee ko kyaa huaa.
Dr Surendra Saini
हैं नहीं फ़ुर्सत ज़रा भी हर किसी को क्या हुआ | आज के इंसान की वाबस्तगी को क्या हुआ ||
देख कर बाज़ू में अपने ईंट के जंगल घने | हर शजर अब सोचता है आदमी को क्या हुआ ||
दे न पायी आज तक भी ये पयाम-ए-ज़िंदगी | नौजवानों ये तुम्हारी शायरी को क्या हुआ ||
दे रही एहसास तपने का सहर से आज तो | या ख़ुदा बाद-ए-सबा की ताजगी को क्या हुआ ||
फ़्यूज बल्बों को लगा कर सो रहा हो जब निज़ाम | पूछते हो शह्र की अब रौशनी को क्या हुआ ||
क़त्ल-ओ-ग़ारत में हुए कुछ लोग इसे मुब्तिला | कोई पूछे आज इनकी बंदगी को क्या हुआ ||
ग़म दिए इतने मुसलसल यार ‘सैनी’ ने मुझे | क्या बताऊँ मैं भला मेरी ख़ुशी को क्या हुआ ||
डा० सुरेन्द्र सैनी
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
|
SURESH SANGWAN
Guest
|
|
«Reply #2 on: June 25, 2015, 08:24:52 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nandbahu
Mashhur Shayar
Rau: 122
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553 Member Since: Sep 2011
|
|
«Reply #3 on: June 25, 2015, 09:09:01 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
amit_prakash_meet
Guest
|
|
«Reply #4 on: June 25, 2015, 12:47:45 PM » |
|
वाह....क्या बात है.....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
jeet jainam
Khaas Shayar
Rau: 237
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:60 days, 12 hours and 13 minutes.
my rule no type no life and ,i m happy single
Posts: 10150 Member Since: Dec 2012
|
|
«Reply #5 on: June 25, 2015, 04:04:37 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sbechain
Guest
|
|
«Reply #6 on: June 25, 2015, 08:45:59 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
vinery
Khususi Shayar
Rau: 17
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:3 days, 17 hours and 17 minutes.
Posts: 1157 Member Since: May 2015
|
|
«Reply #7 on: June 26, 2015, 02:56:38 AM » |
|
Hai naheeN fursat zaraa bhee har kisee ko kyaa huaa. Aaj ke insaan kee vaabastgee ko kyaa huaa.
Dekh kar baazoo meN apne eent ke jangal ghane. Har shajar ab sochtaa hai aadmee ko kyaa huaa.
De n payee aaj tak bhee ye payaam-e-zindagee. NaujawaanoN ye tumhaaree shaayree ko kyaa huaa.
De rahee ehsaas tapne kaa sahar se aaj to. Yaa khudaa baad-e-sabaa kee taazgee ko kyaa huaa.
Fyooj balboN ko lagaa kar so rahaa ho jab nizaam. Poochhte ho shahr kee ab raushnee ko kyaa huaa.
Qatl-o-ghaarat meN hue kuchh log ese mubtilaa. Koi poochhe aaj inkee bandage ko kyaa huaa.
Gham diye itne musalsal yaar ‘saini’ ne mujhe. Kyaa bataaooan maiN bhalaa meree khushee ko kyaa huaa.
Dr Surendra Saini
हैं नहीं फ़ुर्सत ज़रा भी हर किसी को क्या हुआ | आज के इंसान की वाबस्तगी को क्या हुआ ||
देख कर बाज़ू में अपने ईंट के जंगल घने | हर शजर अब सोचता है आदमी को क्या हुआ ||
दे न पायी आज तक भी ये पयाम-ए-ज़िंदगी | नौजवानों ये तुम्हारी शायरी को क्या हुआ ||
दे रही एहसास तपने का सहर से आज तो | या ख़ुदा बाद-ए-सबा की ताजगी को क्या हुआ ||
फ़्यूज बल्बों को लगा कर सो रहा हो जब निज़ाम | पूछते हो शह्र की अब रौशनी को क्या हुआ ||
क़त्ल-ओ-ग़ारत में हुए कुछ लोग इसे मुब्तिला | कोई पूछे आज इनकी बंदगी को क्या हुआ ||
ग़म दिए इतने मुसलसल यार ‘सैनी’ ने मुझे | क्या बताऊँ मैं भला मेरी ख़ुशी को क्या हुआ ||
डा० सुरेन्द्र सैनी
Awesome and Rau due! I know my giving you Rau is like showing Diya to the Sun!Phir bhi accept karein.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #8 on: June 26, 2015, 08:02:47 AM » |
|
shukriya qalb bhai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #10 on: June 26, 2015, 02:54:30 PM » |
|
suresh ji shukriya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Mohammad Touhid
Umda Shayar
Rau: 35
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:38 days, 12 hours and 35 minutes.
'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!
Posts: 7160 Member Since: Aug 2009
|
|
«Reply #11 on: June 26, 2015, 05:06:05 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #12 on: June 27, 2015, 01:27:59 AM » |
|
dhanywad nandbahu ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #13 on: June 27, 2015, 01:05:23 PM » |
|
shukriya amit ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khamosh_aawaaz
Guest
|
|
«Reply #14 on: June 27, 2015, 02:42:48 PM » |
|
Hai naheeN fursat zaraa bhee har kisee ko kyaa huaa. Aaj ke insaan kee vaabastgee ko kyaa huaa.
Dekh kar baazoo meN apne eent ke jangal ghane. Har shajar ab sochtaa hai aadmee ko kyaa huaa.
De n payee aaj tak bhee ye payaam-e-zindagee. NaujawaanoN ye tumhaaree shaayree ko kyaa huaa.
De rahee ehsaas tapne kaa sahar se aaj to. Yaa khudaa baad-e-sabaa kee taazgee ko kyaa huaa.
Fyooj balboN ko lagaa kar so rahaa ho jab nizaam. Poochhte ho shahr kee ab raushnee ko kyaa huaa.
Qatl-o-ghaarat meN hue kuchh log ese mubtilaa. Koi poochhe aaj inkee bandage ko kyaa huaa.
Gham diye itne musalsal yaar ‘saini’ ne mujhe. Kyaa bataaooan maiN bhalaa meree khushee ko kyaa huaa.
Dr Surendra Saini
हैं नहीं फ़ुर्सत ज़रा भी हर किसी को क्या हुआ | आज के इंसान की वाबस्तगी को क्या हुआ ||
देख कर बाज़ू में अपने ईंट के जंगल घने | हर शजर अब सोचता है आदमी को क्या हुआ ||
दे न पायी आज तक भी ये पयाम-ए-ज़िंदगी | नौजवानों ये तुम्हारी शायरी को क्या हुआ ||
दे रही एहसास तपने का सहर से आज तो | या ख़ुदा बाद-ए-सबा की ताजगी को क्या हुआ ||
फ़्यूज बल्बों को लगा कर सो रहा हो जब निज़ाम | पूछते हो शह्र की अब रौशनी को क्या हुआ ||
क़त्ल-ओ-ग़ारत में हुए कुछ लोग इसे मुब्तिला | कोई पूछे आज इनकी बंदगी को क्या हुआ ||
ग़म दिए इतने मुसलसल यार ‘सैनी’ ने मुझे | क्या बताऊँ मैं भला मेरी ख़ुशी को क्या हुआ ||
डा० सुरेन्द्र सैनी
veriiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii naaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaice-SKS 1 rau
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|