Wafa mehaz ek tijarath ek karobar raha........................Aqsh..

by aqsh on April 16, 2014, 12:41:48 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1184 times)
aqsh
Guest
Reply with quote
Na unpar aitbaar raha, na ashkoN par ikhtiyaar raha
Dil bankar misaal e abr, har ek lamha ashkbaar raha

Unki khwahish, unke khwaboN ko, apna jaan kar chale
Lutakar saara qarar dil har lamha bas beqaraar raha

Wafa ko nibhaate hue mita daala, hamne apna wajood tak
Par unke liye toh wafa mehaz, ek tijarath ek karobaar raha

Benoor si is zindagi meiN, na toh dhoop hai na hi koi saaya
hijr ke mausam mein dil shab e tanhai mein giraftaar raha

Zaalim ke har sitam se, is qadar muhabbat hui hai “Aqsh” ko
Ke yeh dil ab toh har ghadi, unke fareb ka hi talabgaar raha..


Logged
Sudhir Ashq
Khususi Shayar
*****

Rau: 108
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
16 days, 19 hours and 27 minutes.

Posts: 1813
Member Since: Feb 2013


View Profile WWW
«Reply #1 on: April 16, 2014, 01:44:38 PM »
Reply with quote
Na unpar aitbaar raha, na ashkoN par ikhtiyaar raha
Dil bankar misaal e abr, har ek lamha akshbaar raha

Unki khwahish, unke khwaboN ko, apna jaan kar chale
Phir bhi darmiyaaN hamesha hi, faasloN ka deewar raha

Wafa ko nibhaate hue mita daala, hamne apna wajood tak
Par unke liye toh wafa mehaz, ek tijarath ek karobaar raha

Benoor si is zindagi meiN, na toh dhoop hai na hi koi saaya
Yeh kaisa mausam aaya ki, na khizaaN raha na bahaar raha

Zaalim ke har sitam se, is qadar muhabbat hui hai “Aqsh” ko
Ke yeh dil ab toh har ghadi, unke fareb ka hi talabgaar raha..

 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

Wah,Wah,Waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaah Aqsh ji,Bahut hi khoobsurat alfaazon se sanwaara hai aapne is ghazal ko.Aapkee ye ghazal dil ko chhoo gayee.Waqai behad achhi ghazal kahi hai aapne.Really nice and heart touching. Aik RAU ke saath meri dili daad qabool kijiye.
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #2 on: April 16, 2014, 02:17:52 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #3 on: April 16, 2014, 02:33:31 PM »
Reply with quote
Aqsh saheba . Bahut achhe ashaar hain . Khas taur se matla mein abr aur ashk  ki misaalein bahut achhi hai. Dheron daad.
Logged
laaiba
Guest
«Reply #4 on: April 16, 2014, 03:09:43 PM »
Reply with quote
Na unpar aitbaar raha, na ashkoN par ikhtiyaar raha
Dil bankar misaal e abr, har ek lamha akshbaar raha

Unki khwahish, unke khwaboN ko, apna jaan kar chale
Phir bhi darmiyaaN hamesha hi, faasloN ka deewar raha

Wafa ko nibhaate hue mita daala, hamne apna wajood tak
Par unke liye toh wafa mehaz, ek tijarath ek karobaar raha

Benoor si is zindagi meiN, na toh dhoop hai na hi koi saaya
Yeh kaisa mausam aaya ki, na khizaaN raha na bahaar raha

Zaalim ke har sitam se, is qadar muhabbat hui hai “Aqsh” ko
Ke yeh dil ab toh har ghadi, unke fareb ka hi talabgaar raha..



laajawaab ghazal rahi aqsh g , aapke andaaz se thoda hutt ke rhi ye ghazal , mgr bohat khoob rahi , bharpoor daad her sher ke liye,...........
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 3 hours and 51 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #5 on: April 16, 2014, 04:01:31 PM »
Reply with quote
Na unpar aitbaar raha, na ashkoN par ikhtiyaar raha
Dil bankar misaal e abr, har ek lamha akshbaar raha

WAAH BOHUT HI ACHHI GHAZAL RAHI AQSH JEE.

 Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
masoom shahjada
Guest
«Reply #6 on: April 16, 2014, 04:45:14 PM »
Reply with quote
waaah waaah waah waah bahuuuuut khboob baajee bahut achcha likhaa hai
Logged
khujli
Guest
«Reply #7 on: April 16, 2014, 05:44:54 PM »
Reply with quote
Na unpar aitbaar raha, na ashkoN par ikhtiyaar raha
Dil bankar misaal e abr, har ek lamha akshbaar raha

Unki khwahish, unke khwaboN ko, apna jaan kar chale
Phir bhi darmiyaaN hamesha hi, faasloN ka deewar raha

Wafa ko nibhaate hue mita daala, hamne apna wajood tak
Par unke liye toh wafa mehaz, ek tijarath ek karobaar raha

Benoor si is zindagi meiN, na toh dhoop hai na hi koi saaya
Yeh kaisa mausam aaya ki, na khizaaN raha na bahaar raha---RAHEE Usual Smile Usual Smile Usual Smile

Zaalim ke har sitam se, is qadar muhabbat hui hai “Aqsh” ko
Ke yeh dil ab toh har ghadi, unke fareb ka hi talabgaar raha..




 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
amit_prakash_meet
Guest
«Reply #8 on: April 16, 2014, 06:16:39 PM »
Reply with quote
वाह....वाह....बहुत ही खूब....

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #9 on: April 16, 2014, 07:53:04 PM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
bahut khoooooooooooob aqsh ji
daaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaaaaaaaaaad
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #10 on: April 16, 2014, 08:17:04 PM »
Reply with quote
Na unpar aitbaar raha, na ashkoN par ikhtiyaar raha
Dil bankar misaal e abr, har ek lamha akshbaar raha

Unki khwahish, unke khwaboN ko, apna jaan kar chale
Phir bhi darmiyaaN hamesha hi, faasloN ka deewar raha

Wafa ko nibhaate hue mita daala, hamne apna wajood tak
Par unke liye toh wafa mehaz, ek tijarath ek karobaar raha

Benoor si is zindagi meiN, na toh dhoop hai na hi koi saaya
Yeh kaisa mausam aaya ki, na khizaaN raha na bahaar raha

Zaalim ke har sitam se, is qadar muhabbat hui hai “Aqsh” ko
Ke yeh dil ab toh har ghadi, unke fareb ka hi talabgaar raha..





Bahut Bahut Khooooooooooooooooooooob Aqsh ji..

Dil Ko Chuute Hue Jazbaat...Umda Bayaani...Bahutttttttt Acche

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley     Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
jeet jainam
Khaas Shayar
**

Rau: 237
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
60 days, 12 hours and 13 minutes.

my rule no type no life and ,i m happy single

Posts: 10150
Member Since: Dec 2012


View Profile WWW
«Reply #11 on: April 16, 2014, 10:53:32 PM »
Reply with quote
Na unpar aitbaar raha, na ashkoN par ikhtiyaar raha
Dil bankar misaal e abr, har ek lamha akshbaar raha
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Unki khwahish, unke khwaboN ko, apna jaan kar chale
Phir bhi darmiyaaN hamesha hi, faasloN ka deewar raha
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Wafa ko nibhaate hue mita daala, hamne apna wajood tak
Par unke liye toh wafa mehaz, ek tijarath ek karobaar raha
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Benoor si is zindagi meiN, na toh dhoop hai na hi koi saaya
Yeh kaisa mausam aaya ki, na khizaaN raha na bahaar raha
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Zaalim ke har sitam se, is qadar muhabbat hui hai “Aqsh” ko
Ke yeh dil ab toh har ghadi, unke fareb ka hi talabgaar raha..\
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
wah wah wah bohut bohut umda wahhhhhhhhhhhh
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #12 on: April 17, 2014, 12:55:23 AM »
Reply with quote
Na unpar aitbaar raha, na ashkoN par ikhtiyaar raha
Dil bankar misaal e abr, har ek lamha akshbaar raha

Unki khwahish, unke khwaboN ko, apna jaan kar chale
Phir bhi darmiyaaN hamesha hi, faasloN ka deewar raha

Wafa ko nibhaate hue mita daala, hamne apna wajood tak
Par unke liye toh wafa mehaz, ek tijarath ek karobaar raha

Benoor si is zindagi meiN, na toh dhoop hai na hi koi saaya
Yeh kaisa mausam aaya ki, na khizaaN raha na bahaar raha

Zaalim ke har sitam se, is qadar muhabbat hui hai “Aqsh” ko
Ke yeh dil ab toh har ghadi, unke fareb ka hi talabgaar raha..



Wow.!! So nice,accept one RAU
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #13 on: April 17, 2014, 05:36:53 AM »
Reply with quote
waah bahut khoob Aqsh jee.
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #14 on: April 17, 2014, 04:47:05 PM »
Reply with quote
bahut khoob
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 02:14:16 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.139 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer