Wo Budhi Maa'n hai jo Faako'n me Muskurati hai ( Qadeertoopchi )

by qadeer_junaid on June 11, 2013, 03:40:46 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 1953 times)
mkv
Guest
«Reply #15 on: June 11, 2013, 06:39:01 PM »
Reply with quote
Qadeer sahab
bahut acchi ghazal rahi..
ham to aapki ghazal hi nahi ,, aapki likhi hui jubaan bhi dhyaan se padhte hai..
ye ashaar behad umda rahe

zara ye nannhi si chirya ka hausla dekho
jo jhoolti huee taheni pe ghar banati hai

hasan Sateesh-o-Waqif ke hi nahi pyaare
ye duniya sher hamare bhi gungunati hai

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
budhi or budha by Azedmeer in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 3  All »
Ajj kal muskurati bahut hoo... by anjaandaruwala in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Zindgi doore muskurati hai by sushilbansal in Shairi - E - Zindagi
HO tum muskurati hasin pari by jyuthika in Shayari -e- Husn
khushiyabhi muskurati...jyuthika... by jyuthika in Shayari -e- Husn
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #16 on: June 11, 2013, 06:44:03 PM »
Reply with quote
Qadeer sahab
bahut acchi ghazal rahi..
ham to aapki ghazal hi nahi ,, aapki likhi hui jubaan bhi dhyaan se padhte hai..
ye ashaar behad umda rahe

zara ye nannhi si chirya ka hausla dekho
jo jhoolti huee taheni pe ghar banati hai

hasan Sateesh-o-Waqif ke hi nahi pyaare
ye duniya sher hamare bhi gungunati hai



Mahutram MKV Saheb ,,Aadab ...Bade din baad nazar aaye ...Khair tu hai ? Allah ki zaat se umid hai ke ba khair honge aap ... Khair Aap ne tinke me taaj zarre me aftaab qatre me samandar ka gumaan paida kar diya ....Meri zemmedari barha di Aapne ..bhai dili kaifiyat ko kagaz pe utaarta hun aap log mahubbaton se nawaz dete hain dil khush ho jaata hai ...fun Allah ki bahetreen niyamaton me se eak hai ....dua karen ke ye mujhe bhi muyassar aaye .....Apne faqeer ko nawaz diya bus dua hi de sakta hun ...khush rahen shad o abad rahen ...Shukriyah Bhai Shukriyah
Logged
Sudhir Ashq
Khususi Shayar
*****

Rau: 108
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
16 days, 19 hours and 27 minutes.

Posts: 1813
Member Since: Feb 2013


View Profile WWW
«Reply #17 on: June 11, 2013, 06:44:40 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

Wah,Wah,Wah Qadeer sahab.
Bahut umdaa ghazal hai hai aapne.Har aik ashaar khoobsurat hai.Meri dili mubarakbaad qabool kijiye.
Logged
Bhupinder Kaur
Guest
«Reply #18 on: June 11, 2013, 07:17:44 PM »
Reply with quote
Waah Bahut hi Khoob likha aapne, hume yeh 3rd para bahut pasand aaya
"zara ye nannhi si chirya ka hausla dekho
jo jhoolti huee taheni pe ghar banati hai"

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
sarfira
Guest
«Reply #19 on: June 11, 2013, 07:41:59 PM »
Reply with quote
Qadeer saahab..
aapko bht din baad padha humne..
ek aur umdah aur haqeeki ghazal
zindgi ke ki rangon ko khud m sametti aapki ghazal

hum to bas shukriya kahenge aapko
aapne apni ghazal post kari

khush rahie
aate rahie
muskurate rahie
Usual Smile
Logged
rashmisangeeta
Guest
«Reply #20 on: June 11, 2013, 07:43:46 PM »
Reply with quote
Eak filbadeeh Ghazal

Ghareeb-e-Shahr ke ghar se sada ye aati hai
shikam ki aag ana ka shajar jalati hai

Jawaan beto'n ko ahesas muflisi ka na ho
wo budhi maa'n hai jo faako'n me muskurati hai

zara ye nannhi si chirya ka hausla dekho
jo jhoolti huee taheni pe ghar banati hai

hasan Sateesh-o-Waqif ke hi nahi pyaare
ye duniya sher hamare bhi gungunati hai

qadeer gham se taaluq hua hai ab aisa
khushi bhi ghar se mere aake laut jaati hai

Qadeertoopchi


Meannings ---
Gareeb-e-shahr ( Poor person of the city ( Shahr Ka gareeb Insaan )
Sada  ( Voice - Awaz )
Shikam ( Stomach , Pet )
Ana    ( Ego, )
Shajar ( Tree - Paidh )
Faako'n ( Hungriness - Bhukhe Rahena )
Ta'aluq ( Relation , Rishta , Naata )
bahut hi behtreen qalam ............. Applause Applause Applause Applause
Logged
aqsh
Guest
«Reply #21 on: June 11, 2013, 08:15:26 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Thumbs UP Thumbs UP
bahut bahut bahut hi achchi ghazal kahi hai aapne qadeerji. sabhi ashaar khoob rahe. dil ko choo gayi aapki yeh ghazal. hazaron dili daad qubool kijiyega.
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #22 on: June 12, 2013, 03:17:26 AM »
Reply with quote
Waah waah waah, behad khoob Qadeer saheb, bahut pasand aai mujhe ye ghazal.
Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009


View Profile
«Reply #23 on: June 12, 2013, 02:33:31 PM »
Reply with quote
Umdaa qadeer sahab.. behad umdaa aur khubsurat... Usual Smile
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #24 on: June 13, 2013, 02:19:38 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

Wah,Wah,Wah Qadeer sahab.
Bahut umdaa ghazal hai hai aapne.Har aik ashaar khoobsurat hai.Meri dili mubarakbaad qabool kijiye.

Sudhir Sahib ,,,Badi inayat aapki ...Shukriyah
Logged
Pooja
Guest
«Reply #25 on: June 13, 2013, 02:23:07 PM »
Reply with quote
Eak filbadeeh Ghazal

Ghareeb-e-Shahr ke ghar se sada ye aati hai
shikam ki aag ana ka shajar jalati hai

Jawaan beto'n ko ahesas muflisi ka na ho
wo budhi maa'n hai jo faako'n me muskurati hai

zara ye nannhi si chirya ka hausla dekho
jo jhoolti huee taheni pe ghar banati hai

hasan Sateesh-o-Waqif ke hi nahi pyaare
ye duniya sher hamare bhi gungunati hai

qadeer gham se taaluq hua hai ab aisa
khushi bhi ghar se mere aake laut jaati hai

Qadeertoopchi


Meannings ---
Gareeb-e-shahr ( Poor person of the city ( Shahr Ka gareeb Insaan )
Sada  ( Voice - Awaz )
Shikam ( Stomach , Pet )
Ana    ( Ego, )
Shajar ( Tree - Paidh )
Faako'n ( Hungriness - Bhukhe Rahena )
Ta'aluq ( Relation , Rishta , Naata )


Wah kaya baat hai, bahoot khoob!!!
Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #26 on: June 17, 2013, 05:21:43 PM »
Reply with quote

mindblowing ,sir

as per my promise one rau ,sir
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #27 on: April 19, 2014, 09:40:25 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

Wah,Wah,Wah Qadeer sahab.
Bahut umdaa ghazal hai hai aapne.Har aik ashaar khoobsurat hai.Meri dili mubarakbaad qabool kijiye.


Sudhir Sahib ..Shukriyah
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 08:54:15 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.104 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer