Wo Jo Andhaa Hai Kharaa Rahne Do......Masoom Shahzada

by Masoom Shahzada on January 27, 2013, 12:13:55 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1600 times)
Masoom Shahzada
Guest
Reply with quote

Mujhe kadmo me paraa rahne do.
Ye khushii hai, to khushii rahne do.
.
Har larkii ko sahaaraa de do.
Wo jo andhaa hai, kharaa rahne do.
.
Shahar bhar ke ameer khaye.nge.
Ek bhikaarii hai, bhokaa rahne do.
.
Ghar sansad nahii hai bhaai mere.
YahaaN sachcho ko baraa rahne do.
.
Esko Bhaarat hii kaun maanega.
Ek khadda sadak me rahne do.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
SadiyoN Se Laila Majnu Ki Kabre.....masoom shahzada by Masoom Shahzada in Ghazals « 1 2  All »
Jaadui Saanp.... By Masoom Shahzada by Masoom Shahzada in General Stories
Do Chehre..... By Masoom Shahzada by Masoom Shahzada in General Stories « 1 2  All »
MaiN To Bachcho Ke Khilone...... Masoom Shahzada by Masoom Shahzada in Miscellaneous Shayri
Missing You My Love...... masoom shahzada by Masoom Shahzada in Miscellaneous Shayri
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #1 on: January 27, 2013, 12:21:27 PM »
Reply with quote
Bahut khoob dear Maasoom, 2nd aur 3rd she'r bahut hi achhe lage, God bless You. Aur ek Rau bhi meri taraf se.
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #2 on: January 27, 2013, 01:16:34 PM »
Reply with quote

Mujhe kadmo me paraa rahne do.
Ye khushii hai, to khushii rahne do.
.
Har larkii ko sahaaraa de do.
Wo jo andhaa hai, kharaa rahne do.
.
Shahar bhar ke ameer khaye.nge.
Ek bhikaarii hai, bhokaa rahne do.
.
Ghar sansad nahii hai bhaai mere.
YahaaN sachcho ko baraa rahne do.
.
Esko bhaarat hii kaun maanega.
Ek khadda sadak me rahne do.


bahut khoob Applause Applause Applause
Logged
sunildehgawani
Guest
«Reply #3 on: January 27, 2013, 01:18:43 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause very nice
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #4 on: January 27, 2013, 01:45:45 PM »
Reply with quote
waah waah bahut khoob
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #5 on: January 27, 2013, 02:00:36 PM »
Reply with quote

Mujhe kadmo me paraa rahne do.
Ye khushii hai, to khushii rahne do.
.
Har larkii ko sahaaraa de do.
Wo jo andhaa hai, kharaa rahne do.
.
Shahar bhar ke ameer khaye.nge.
Ek bhikaarii hai, bhokaa rahne do.
.
Ghar sansad nahii hai bhaai mere.
YahaaN sachcho ko baraa rahne do.
.
Esko Bhaarat hii kaun maanega.
Ek khadda sadak me rahne do.


Ghar sansad nahii hai bhaai mere.
YahaaN sachcho ko baraa rahne do.

Waah Waah Waah....Bahut Bahut Khooooob!!!!!

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
amit_prakash_meet
Guest
«Reply #6 on: January 27, 2013, 02:10:46 PM »
Reply with quote
bahut hi khoob  Masoom Ji kya baat hai
Logged
mkv
Guest
«Reply #7 on: January 27, 2013, 02:57:38 PM »
Reply with quote
issues bahut pyare hai..
par aapse aur ummeed hai..
Logged
theyash
Guest
«Reply #8 on: January 27, 2013, 03:16:05 PM »
Reply with quote
bahut khoob janaab...
Logged
Syed Mohd Mahzar
Guest
«Reply #9 on: January 27, 2013, 03:34:03 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause

Wah Masoom Shahzada saheb,
           kiya achaa kalaamkaha hai...........
Logged
Aarish
Guest
«Reply #10 on: January 28, 2013, 04:20:51 AM »
Reply with quote
achche khayalat haiN par pehle aur akhri shair par dobara nazar daleN shukriya
Logged
aqsh
Guest
«Reply #11 on: January 28, 2013, 05:48:33 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
waaaaaaaaaah! masoom bahut achche khayalath se tumhari yeh ghazal saji hai.Bahut bahut mubarak ho
Logged
masoom shahjada
Guest
«Reply #12 on: January 28, 2013, 05:50:51 AM »
Reply with quote
achche khayalat haiN par pehle aur akhri shair par dobara nazar daleN shukriya
Bhaai pahle sher mein to maine kahaa thaa ki agar mere kadmo me gire rahne se. Matlab ki chhota ya gareeb rahne se kisi ko khushii miltii hai to uskii khushii ko rahne diyaa jaaye.
Sabe aakhiir ka sher gaanv ki road ki haalat par tha. Hamaare village me road ki haalat etni buri hoti hai ki kyaa btaaoN. Un road ko dekhkar aksar gaanv ke loog kahte hai ki yahii to india hai. Bas wo hii likhaa thaa maine.

Par shaayad lafjo me kuch kamii rah gayii. Khair dost bataane ke liye bahut sukriyaa. Aage se maiN aur achchaa likh paaonga
Logged
masoom shahjada
Guest
«Reply #13 on: January 28, 2013, 05:53:44 AM »
Reply with quote
Bahut khoob dear Maasoom, 2nd aur 3rd she'r bahut hi achhe lage, God bless You. Aur ek Rau bhi meri taraf se.
Sukriyaa bare bhaai.
Bahut din baad shaayrii likhne ki koshish ki thii. Aapko koshish pasand aayii to mujhe bahut khushii huyii
Logged
masoom shahjada
Guest
«Reply #14 on: January 28, 2013, 05:54:28 AM »
Reply with quote
bahut khoob Applause Applause Applause
Sukriyaa Adil Bhaai
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 04:33:26 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.117 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer