woh apni mehak chhod jata hai...........irshad ahmed siddiqui

by irshad ahmed siddiqui on May 28, 2011, 12:07:43 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2166 times)
irshad ahmed siddiqui
Guest
Reply with quote
wo aaj bhi meri suuni duniya me Khanak chhod jata hai
kabhi tanhaai me aakar apni ek jhalak chhod jata hai

ek khusboo se chhuta nahi mera piichha ab tak
meri qbar par aakar wo apni mehak chhod jata hai

pholoon ki pankhadiyo.n ko ek ek saja ke  wo mujh par
mitti ko aashuo.n se namm kar ke sisak chhod jata hai

wo meri hayaate-zindagi me jo ek pal duur na ho saka
aaj mujh ko yaha.n tanhaa be-jhijhak chhod jata hai

mai.n kab tak sambhalu.n uske saaj-o-samaan ko "irshad"
meri mitti se lipat kar kabhi aakhe to kabhi ainak chhod jata hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Tum se dil lagane ko jii chahata hai........irshad ahmed siddiqui by irshad ahmed siddiqui in Ghazals
barso puraana woh ek manzar nahi jaata........irshad ahmed siddiqui by irshad ahmed siddiqui in Ghazals
Ek tasveer purani.............by irshad ahmed siddiqui by irshad ahmed siddiqui in Ghazals
Tamaam umr teri aarzu me hum rahe....Irshad ahmed siddiqui by irshad ahmed siddiqui in Ghazals
Nigaho.N se lekar nazaaro.n ki duniya..... by : irshad ahmed siddiqui by irshad ahmed siddiqui in Ghazals
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #1 on: May 28, 2011, 12:29:47 PM »
Reply with quote
wo aaj bhi meri suuni duniya me Khanak chhod jata hai
kabhi tanhaai me aakar apni ek jhalak chhod jata hai

ek khusboo se chhuta nahi mera piichha ab tak
meri qbar par aakar wo apni mehak chhod jata hai

pholoon ki pankhadiyo.n ko ek ek saja ke  wo mujh par
mitti ko aashuo.n se namm kar ke sisak chhod jata hai

wo meri hayaate-zindagi me jo ek pal duur na ho saka
aaj mujh ko yaha.n tanhaa be-jhijhak chhod jata hai

mai.n kab tak sambhalu.n uske saaj-o-samaan ko "irshad"
meri mitti se lipat kar kabhi aakhe to kabhi ainak chhod jata hai



waah janaab irshad sahaab khoob farmayaa Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Imdad
Guest
«Reply #2 on: May 28, 2011, 12:30:07 PM »
Reply with quote
wah wah
Bahut khoob irshad ji. Bahut khoob
Logged
annu_genis
Guest
«Reply #3 on: May 28, 2011, 12:41:48 PM »
Reply with quote
luvvly lines  ..Irshad
Logged
nirala
Guest
«Reply #4 on: May 28, 2011, 02:49:49 PM »
Reply with quote
umda ghazal……
bahot khub janaab bahot khub…
daad daad dil se daad
Logged
irshad ahmed siddiqui
Guest
«Reply #5 on: May 28, 2011, 03:01:12 PM »
Reply with quote
shukriya adil saheb, shukriya annu ji, shukriya imdad ji,shukriya (nirala)ji.. aap logo ka bahut bahut shukriya...aap ke nawajish ke liye shukriya... khush rahiye.....shad-o-abad rahiye.
Logged
irshad ahmed siddiqui
Guest
«Reply #6 on: June 30, 2011, 04:58:13 PM »
Reply with quote
Janaab Shihab Saheb Aadaab!
Aap ki pyar bhari nawajisho ke liye bahut bahut sukriya....yuN hi milte rahiye....Allah Hafiz
Logged
Niha Khan
Guest
«Reply #7 on: June 30, 2011, 05:00:44 PM »
Reply with quote
Very Nice
Behad Khoobsurat Peshkash Irshad Ji Applause Applause Applause
Logged
irshad ahmed siddiqui
Guest
«Reply #8 on: June 30, 2011, 05:15:45 PM »
Reply with quote
Niha ji Aap ka bahut bahut shukriya....
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #9 on: August 22, 2011, 06:38:20 PM »
Reply with quote
Irshad Sahaab Aadaab!

Waah janab waah kia gazab ke khayaalat ko
lafzoN meiN dhala hai aapne... Usual Smile

Sabhi ashaar behad khoob kahe hai Usual Smile
Puri kalaam hi umdaa rahi...

Aur in ashaaroN ke kia kahne janab bahut khoob
hazaaroN daad hazir hai in ashaaroN par Usual Smile         



wo aaj bhi meri suuni duniya me Khanak chhod jata hai
kabhi tanhaai me aakar apni ek jhalak chhod jata hai

ek khusboo se chhuta nahi mera piichha ab tak
meri qbar par aakar wo apni mehak chhod jata hai

mai.n kab tak sambhalu.n uske saaj-o-samaan ko "irshad"
meri mitti se lipat kar kabhi aakhe to kabhi ainak chhod jata hai


Bahut umdaa janab... behad khoob
kalaam kahi hai fir se aik dafaa hazaaroN daad
kabul kijiye... Usual Smile


Likhate rahiye... Aate rahiye...
Khush O aabaad rahiye.. Usual Smile
Khuda Hafez Usual Smile         

Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #10 on: August 22, 2011, 06:42:55 PM »
Reply with quote
wo aaj bhi meri suuni duniya me Khanak chhod jata hai
kabhi tanhaai me aakar apni ek jhalak chhod jata hai

ek khusboo se chhuta nahi mera piichha ab tak
meri qbar par aakar wo apni mehak chhod jata hai

pholoon ki pankhadiyo.n ko ek ek saja ke  wo mujh par
mitti ko aashuo.n se namm kar ke sisak chhod jata hai

wo meri hayaate-zindagi me jo ek pal duur na ho saka
aaj mujh ko yaha.n tanhaa be-jhijhak chhod jata hai

mai.n kab tak sambhalu.n uske saaj-o-samaan ko "irshad"
meri mitti se lipat kar kabhi aakhe to kabhi ainak chhod jata hai



Bahut Bahut Khoooob Irshad Ji..

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
masoodhassaas
Guest
«Reply #11 on: August 22, 2011, 10:19:53 PM »
Reply with quote
wo aaj bhi meri suuni duniya me Khanak chhod jata hai
kabhi tanhaai me aakar apni ek jhalak chhod jata hai

ek khusboo se chhuta nahi mera piichha ab tak
meri qbar par aakar wo apni mehak chhod jata hai

pholoon ki pankhadiyo.n ko ek ek saja ke  wo mujh par
mitti ko aashuo.n se namm kar ke sisak chhod jata hai

wo meri hayaate-zindagi me jo ek pal duur na ho saka
aaj mujh ko yaha.n tanhaa be-jhijhak chhod jata hai

mai.n kab tak sambhalu.n uske saaj-o-samaan ko "irshad"
meri mitti se lipat kar kabhi aakhe to kabhi ainak chhod jata hai



meree qabr pe aake ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,, waah kiya akhiyaal hai bhai bahot khoob laa jawaab khush rahen likhtey rahen aor aisey hi ham sab ko muskuraahat baaNtTey rahen
Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #12 on: August 23, 2011, 08:35:39 AM »
Reply with quote
wo aaj bhi meri suuni duniya me Khanak chhod jata hai
kabhi tanhaai me aakar apni ek jhalak chhod jata hai

ek khusboo se chhuta nahi mera piichha ab tak
meri qbar par aakar wo apni mehak chhod jata hai

pholoon ki pankhadiyo.n ko ek ek saja ke  wo mujh par
mitti ko aashuo.n se namm kar ke sisak chhod jata hai

wo meri hayaate-zindagi me jo ek pal duur na ho saka
aaj mujh ko yaha.n tanhaa be-jhijhak chhod jata hai

mai.n kab tak sambhalu.n uske saaj-o-samaan ko "irshad"
meri mitti se lipat kar kabhi aakhe to kabhi ainak chhod jata hai


NICE GHAZAL
Logged
irshad ahmed siddiqui
Guest
«Reply #13 on: August 27, 2011, 05:01:36 PM »
Reply with quote
Janaab Parwaaz saheb ADAAB....Aapki mohabbat bhari nawajishon ke liye tahe dil se sukriya...allah aap ko kush 0 khairiyat se rakhe..ameen...

Janaab Khwaish , Janaab Masood, janaab Marhoom...aap ki dil-i-nawajisho ke liye bahut bahut shukriya...shad-0-abaad rahiye.. allah hafiz
Logged
sbechain
Guest
«Reply #14 on: August 27, 2011, 06:27:17 PM »
Reply with quote
wo aaj bhi meri suuni duniya me Khanak chhod jata hai
kabhi tanhaai me aakar apni ek jhalak chhod jata hai

ek khusboo se chhuta nahi mera piichha ab tak
meri qbar par aakar wo apni mehak chhod jata hai

pholoon ki pankhadiyo.n ko ek ek saja ke  wo mujh par
mitti ko aashuo.n se namm kar ke sisak chhod jata hai

wo meri hayaate-zindagi me jo ek pal duur na ho saka
aaj mujh ko yaha.n tanhaa be-jhijhak chhod jata hai

mai.n kab tak sambhalu.n uske saaj-o-samaan ko "irshad"
meri mitti se lipat kar kabhi aakhe to kabhi ainak chhod jata hai



bahut khoob
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 04:48:56 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.107 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer