WOH KAREIN YA NA AITBAAR KAREIN ........................ HASAN

by F.H.SIDDIQUI on January 09, 2014, 07:05:08 PM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 2607 times)
F.H.SIDDIQUI
Guest
Reply with quote

Woh   kareiN ya na aitbaar kareiN
Pyar unheiN  hum Diwana-waar kareiN

Ishq-e-Laila  ne  kar  diya  MajnooN
Chhod deiN  chaahe Sangsaar  kareiN

Dost  aamaada  haiN  raqaabat  par
Hum  Ravish  kaisi akhtiyar kareiN ?

Thaan Lee  tum ne  jub  na  sun'ne  ki
Raaz-e-Dil  kaise  aashkar  kareiN

Sunte  haiN  yaad  meiN  hamari woh
AankheiN  roz apni Ashk-baar kareiN

Unn se doori  sahee naheeN jaati
Kooch  abb Simt-e-Koo-e-Yaar kareiN

Aye 'Hasan' , chand Dushmanaan-e-Chaman
Saare  Gulshan ko khaar- zaar kareiN


Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
: Kya Karein : by angel4u in Shayri-E-Dard
karein to kya karein by arifuddin in Shayri for Khumar -e- Ishq
Kya karein by Sunil Malhotra in Shayri-E-Dard
AAO BAAD - E - SABA KI BAAT KAREIN ...................... HASAN by F.H.SIDDIQUI in Ghazals « 1 2 3 4 »
CHAAND TAARON KO SHARMSAAR KAREIN ...................... HASAN by F.H.SIDDIQUI in Ghazals « 1 2 3  All »
sbechain
Guest
«Reply #1 on: January 09, 2014, 07:14:43 PM »
Reply with quote

Won karein ya na aitbaar karein
Pyar unhein hum Diwana-waar karein
haan ji yaqeen hai tum mujh se dushmani bhi karo use bhi pyaar hi samjho.n gi kyon ki main jo deewaani thhari Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard!
Ishq-e-Laila  ne  kar  diya  MajnooN
Chhod deiN  chaahe Sangsaar  kareiN
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard =))mohabbat karna koi aisi ghalati to nahi ki sangsaar kiya jaaye
Dost  aamaada  haiN  raqaabat  par
Hum  Ravish  kaisi akhtiyar kareiN ?
choohe ki tarah bill mein chale jaao Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Thaan Lee  tum ne  jub  na  sun'ne  ki
Raaz-e-Dil  kaise  aashkar  kareiN
radio per tv per nashr karwa do mein kahin na kahin dekh sun loon gi icon_flower icon_flower icon_flower!
Sunte  haiN  yaad  meiN  hamari won
AankheiN  roz apni Ashk-baar kareiN
ghalat fahmi hai huzoor wo zara aakh mein paani aane ki shikaayat ho gai thi doctor ne dawaa di hai  icon_flower icon_flower icon_flower!
Unn se doori  sahee naheeN jaati
Kooch  abb Simt-e-Koo-e-Yaar kareiN
haan ji saare zamaane ne jab thhukra diya to mera khayaal aaya hai. bahaane banaane ki koi zaroorat nahin hai icon_flower icon_flower!
Aye 'Hasan' , chand Dushmanaan-e-Chaman
Saare  Gulshan ko khaar- zaar kareiN
main isi liye chaman chhod kar bhaag gayi Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard!




bahut khob fazal sahab icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower!
Logged
RAJAN KONDAL
Guest
«Reply #2 on: January 09, 2014, 07:21:01 PM »
Reply with quote
wha wha bhut khub
Logged
khujli
Guest
«Reply #3 on: January 09, 2014, 07:34:53 PM »
Reply with quote

Won karein ya na aitbaar karein
Pyar unhein hum Diwana-waar karein

Ishq-e-Laila  ne  kar  diya  MajnooN
Chhod deiN  chaahe Sangsaar  kareiN

Dost  aamaada  haiN  raqaabat  par
Hum  Ravish  kaisi akhtiyar kareiN ?

Thaan Lee  tum ne  jub  na  sun'ne  ki
Raaz-e-Dil  kaise  aashkar  kareiN

Sunte  haiN  yaad  meiN  hamari won
AankheiN  roz apni Ashk-baar kareiN

Unn se doori  sahee naheeN jaati
Kooch  abb Simt-e-Koo-e-Yaar kareiN

Aye 'Hasan' , chand Dushmanaan-e-Chaman
Saare  Gulshan ko khaar- zaar kareiN




 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
Sudhir Ashq
Khususi Shayar
*****

Rau: 108
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
16 days, 19 hours and 27 minutes.

Posts: 1813
Member Since: Feb 2013


View Profile WWW
«Reply #4 on: January 09, 2014, 07:43:05 PM »
Reply with quote

Won karein ya na aitbaar karein
Pyar unhein hum Diwana-waar karein

Ishq-e-Laila  ne  kar  diya  MajnooN
Chhod deiN  chaahe Sangsaar  kareiN

Dost  aamaada  haiN  raqaabat  par
Hum  Ravish  kaisi akhtiyar kareiN ?

Thaan Lee  tum ne  jub  na  sun'ne  ki
Raaz-e-Dil  kaise  aashkar  kareiN

Sunte  haiN  yaad  meiN  hamari won
AankheiN  roz apni Ashk-baar kareiN

Unn se doori  sahee naheeN jaati
Kooch  abb Simt-e-Koo-e-Yaar kareiN

Aye 'Hasan' , chand Dushmanaan-e-Chaman
Saare  Gulshan ko khaar- zaar kareiN




Wah,Wah,Waaaaaaaaaaaaaaaaaaaah Hasan Sir,Bahut hi umdaa ghazal hai.Dili mubarakbaad qabool kijiye.
Logged
Bishwajeet Anand Bsu
Guest
«Reply #5 on: January 09, 2014, 07:47:39 PM »
Reply with quote
WAAH WAAH WAAH SIR BAHUT BAHUT KHOOB....
BAHUT HI UMDA LAJAWAAB......BEMISAAL.....
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #6 on: January 09, 2014, 07:59:44 PM »
Reply with quote

Won karein ya na aitbaar karein
Pyar unhein hum Diwana-waar karein

Ishq-e-Laila  ne  kar  diya  MajnooN
Chhod deiN  chaahe Sangsaar  kareiN

Dost  aamaada  haiN  raqaabat  par
Hum  Ravish  kaisi akhtiyar kareiN ?

Thaan Lee  tum ne  jub  na  sun'ne  ki
Raaz-e-Dil  kaise  aashkar  kareiN

Sunte  haiN  yaad  meiN  hamari won
AankheiN  roz apni Ashk-baar kareiN

Unn se doori  sahee naheeN jaati
Kooch  abb Simt-e-Koo-e-Yaar kareiN

Aye 'Hasan' , chand Dushmanaan-e-Chaman
Saare  Gulshan ko khaar- zaar kareiN





 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Bahut Bahut Khoob Saheb
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #7 on: January 09, 2014, 08:51:57 PM »
Reply with quote
behatreen ghazal bhai saheb
Logged
amit_prakash_meet
Guest
«Reply #8 on: January 09, 2014, 09:03:48 PM »
Reply with quote
waah...bhaut hi khub....dheron daad....
Logged
aqsh
Guest
«Reply #9 on: January 09, 2014, 09:37:28 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Waaaaaaaaah hasan ji behtareen peshkash.. bahut hi khoobsurat ghazal rahi... hazaron hazaron daad qubool kare...
Logged
jeet jainam
Khaas Shayar
**

Rau: 237
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
60 days, 12 hours and 13 minutes.

my rule no type no life and ,i m happy single

Posts: 10150
Member Since: Dec 2012


View Profile WWW
«Reply #10 on: January 09, 2014, 09:37:36 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #11 on: January 09, 2014, 10:24:00 PM »
Reply with quote
So nice.
Logged
ambalika sharma
Guest
«Reply #12 on: January 09, 2014, 10:27:23 PM »
Reply with quote
 Clapping Smiley alfaaz nhi mere pass tareef ke liye..behad khoobsurat likha hai..
Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #13 on: January 09, 2014, 11:23:44 PM »
Reply with quote

Won karein ya na aitbaar karein
Pyar unhein hum Diwana-waar karein

Ishq-e-Laila  ne  kar  diya  MajnooN
Chhod deiN  chaahe Sangsaar  kareiN

Dost  aamaada  haiN  raqaabat  par
Hum  Ravish  kaisi akhtiyar kareiN ?

Thaan Lee  tum ne  jub  na  sun'ne  ki
Raaz-e-Dil  kaise  aashkar  kareiN

Sunte  haiN  yaad  meiN  hamari won
AankheiN  roz apni Ashk-baar kareiN

Unn se doori  sahee naheeN jaati
Kooch  abb Simt-e-Koo-e-Yaar kareiN

Aye 'Hasan' , chand Dushmanaan-e-Chaman
Saare  Gulshan ko khaar- zaar kareiN





wonderful,sir
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #14 on: January 10, 2014, 12:30:32 AM »
Reply with quote
Waah waah Hasan sir, achhi ghazal hai, maqte ka sher sab se zyada pasand aaya, dheroN daad aur mubarakbaad.
Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 01:49:37 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.12 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer