yaad

by Samaydeen Rana on July 28, 2013, 02:24:36 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 926 times)
Samaydeen Rana
Guest
Reply with quote
KAIF MEIN DOOBA HUA HOON AALAM-E-TANHAYI HAI
PHIR TERI YAAD DABE PANW CHALI AAYI HAI

SHAB-E-TAAREEQ PE CHHAYI HUI RANAYI HAI
YE TERI ZULF KE SAAYE HAIN KE PARCHHAYI HAI

TERE DEEWANE KO ITNA BHI AB HOSH NAHI
YE TERA AAGHOSH HAI YA GHAUSHA-E-TANHAYI HAI

YUN TO DEEWANE KO EHSAAS HAWAON KA NAHI
UBHARI HUI CHOT BATATI HAI KE PURWAYI HAI

DEKHNE WAALE MUJHE DEKH KE HANS DETE HAIN
YE MERE PYAAR KI SHAUHRAT HAI KE RUSWAYI HAI

JAB KABHI GHAIR KE PEHLU MEIN TUJHE DEKHA HAI
MUJHKO GUZRE HUE HAALAT KI YAAD AAYI HAI

DARD-E-DIL AB TO MUJHE CHAIN SE SONE DE
RAAT BHAR GHAM MEIN TADAP KAR MUJHE NEEND AAYI HAI
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Karoge Yaad To Har Baat Yaad Aayegi............. by waheed_rose2004 in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2  All »
Yaad Yaad yaad bas yaad reh jati hai by Cma in Songs & Lyrics « 1 2  All »
Aae na tere yaad kabhi yaad ki tarah by khalidrawat in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Yaad kartaa naheen! Yaad aatey ho!! by abdbundeli in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Koi Yaad Bhi Usko Yaad Nahi by yazfia in Shayri for Dard -e- Judai
khujli
Guest
«Reply #1 on: July 28, 2013, 03:28:32 PM »
Reply with quote
KAIF MEIN DOOBA HUA HOON AALAM-E-TANHAYI HAI
PHIR TERI YAAD DABE PANW CHALI AAYI HAI

SHAB-E-TAAREEQ PE CHHAYI HUI RANAYI HAI
YE TERI ZULF KE SAAYE HAIN KE PARCHHAYI HAI

TERE DEEWANE KO ITNA BHI AB HOSH NAHI
YE TERA AAGHOSH HAI YA GHAUSHA-E-TANHAYI HAI

YUN TO DEEWANE KO EHSAAS HAWAON KA NAHI
UBHARI HUI CHOT BATATI HAI KE PURWAYI HAI

DEKHNE WAALE MUJHE DEKH KE HANS DETE HAIN
YE MERE PYAAR KI SHAUHRAT HAI KE RUSWAYI HAI

JAB KABHI GHAIR KE PEHLU MEIN TUJHE DEKHA HAI
MUJHKO GUZRE HUE HAALAT KI YAAD YAAD HAI

DARD-E-DIL AB TO MUJHE CHAIN SE SONE DE
RAAT BHAR GHAM MEIN TADAP KAR MUJHE NEEND AAYI HAI

boss!!!!!!!!!! nihaayat sanjida aur shaguftagee lee huee iss ghazal ko ek rau[/b][/color]

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 4 hours and 0 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #2 on: July 28, 2013, 04:00:03 PM »
Reply with quote

SAB SE PEHLE APKO Welcome Banner KARTE HAI YOINDIA MEIN

DEKHNE WAALE MUJHE DEKH KE HANS DETE HAIN
YE MERE PYAAR KI SHAUHRAT HAI KE RUSWAYI HAI

DARD-E-DIL AB TO MUJHE CHAIN SE SONE DE
RAAT BHAR GHAM MEIN TADAP KAR MUJHE NEEND AAYI HAI

BOHUT BOHUT KHOOB LIKHA RANA SAHAB,, LAJAWAAB,
AISE HI LIKHTE RAHIYE.


Applause
Applause
Applause
Applause
Applause
Applause
Applause
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #3 on: July 28, 2013, 04:33:25 PM »
Reply with quote
Nice One Welcome To YoIndia.
KAIF MEIN DOOBA HUA HOON AALAM-E-TANHAYI HAI
PHIR TERI YAAD DABE PANW CHALI AAYI HAI

SHAB-E-TAAREEQ PE CHHAYI HUI RANAYI HAI
YE TERI ZULF KE SAAYE HAIN KE PARCHHAYI HAI

TERE DEEWANE KO ITNA BHI AB HOSH NAHI
YE TERA AAGHOSH HAI YA GHAUSHA-E-TANHAYI HAI

YUN TO DEEWANE KO EHSAAS HAWAON KA NAHI
UBHARI HUI CHOT BATATI HAI KE PURWAYI HAI

DEKHNE WAALE MUJHE DEKH KE HANS DETE HAIN
YE MERE PYAAR KI SHAUHRAT HAI KE RUSWAYI HAI

JAB KABHI GHAIR KE PEHLU MEIN TUJHE DEKHA HAI
MUJHKO GUZRE HUE HAALAT KI YAAD YAAD HAI

DARD-E-DIL AB TO MUJHE CHAIN SE SONE DE
RAAT BHAR GHAM MEIN TADAP KAR MUJHE NEEND AAYI HAI
Logged
aqsh
Guest
«Reply #4 on: July 28, 2013, 07:20:50 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP

DEKHNE WAALE MUJHE DEKH KE HANS DETE HAIN
YE MERE PYAAR KI SHAUHRAT HAI KE RUSWAYI HAI

JAB KABHI GHAIR KE PEHLU MEIN TUJHE DEKHA HAI
MUJHKO GUZRE HUE HAALAT KI YAAD YAAD HAI

DARD-E-DIL AB TO MUJHE CHAIN SE SONE DE
RAAT BHAR GHAM MEIN TADAP KAR MUJHE NEEND AAYI HAI

Behad khoob kalaam kahi hai aapne. aur yeh ashaar toh ek dam dil ko chhooo gaye. aapko is khoobsurat peshkash par hazaron dili daaaaaaaaaad...
Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 20 hours and 6 minutes.
Posts: 18629
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #5 on: July 28, 2013, 07:29:15 PM »
Reply with quote
boht barhiya kya bat hai
Logged
SaniyaS
Guest
«Reply #6 on: July 28, 2013, 07:42:39 PM »
Reply with quote
gud one
Logged
mkv
Guest
«Reply #7 on: July 29, 2013, 12:01:45 AM »
Reply with quote
Aapka tah-e-dil se swagat hai

KAIF MEIN DOOBA HUA HOON AALAM-E-TANHAYI HAI
PHIR TERI YAAD DABE PANW CHALI AAYI HAI

SHAB-E-TAAREEQ PE CHHAYI HUI RANAYI HAI
YE TERI ZULF KE SAAYE HAIN KE PARCHHAYI HAI

pahli ghazal ..wah wah kya kahne..likhte rahiye

Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #8 on: July 29, 2013, 09:08:44 AM »
Reply with quote
waah waah
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #9 on: July 29, 2013, 12:23:33 PM »
Reply with quote
 bahut khoob  Welcome Banner
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #10 on: July 29, 2013, 05:50:09 PM »
Reply with quote
KAIF MEIN DOOBA HUA HOON AALAM-E-TANHAYI HAI
PHIR TERI YAAD DABE PANW CHALI AAYI HAI

SHAB-E-TAAREEQ PE CHHAYI HUI RANAYI HAI
YE TERI ZULF KE SAAYE HAIN KE PARCHHAYI HAI

TERE DEEWANE KO ITNA BHI AB HOSH NAHI
YE TERA AAGHOSH HAI YA GHAUSHA-E-TANHAYI HAI

YUN TO DEEWANE KO EHSAAS HAWAON KA NAHI
UBHARI HUI CHOT BATATI HAI KE PURWAYI HAI

DEKHNE WAALE MUJHE DEKH KE HANS DETE HAIN
YE MERE PYAAR KI SHAUHRAT HAI KE RUSWAYI HAI

JAB KABHI GHAIR KE PEHLU MEIN TUJHE DEKHA HAI
MUJHKO GUZRE HUE HAALAT KI YAAD YAAD HAI

DARD-E-DIL AB TO MUJHE CHAIN SE SONE DE
RAAT BHAR GHAM MEIN TADAP KAR MUJHE NEEND AAYI HAI

khushaamdeed

veriiiiiiiiii naaaaaaaaaaaaaaaaaice
Logged
iAdmin
Administrator
Yoindian Shayar
*****

Rau: 14
Offline Offline

Waqt Bitaya:
49 days, 23 hours and 12 minutes.

Posts: 3125
Member Since: Dec 2003


View Profile
«Reply #11 on: August 27, 2013, 01:24:28 PM »
Reply with quote
Congratulations,

Your work has been featured in "Aug 2013 Yoindia Shayariadab Newsletter". We hope you will continue to grace this Bazm with your beautiful words always. Comments and feedback is appreciated.
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 05:06:36 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.123 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer