YAHI SABKE PYAAR KI KAHAANI HAI....MUSAAHIB

by Bishwajeet 'Musaahib' on January 10, 2014, 01:21:37 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 850 times)
Bishwajeet 'Musaahib'
Guest
Reply with quote
बह रहे फ़कत पानी पे लिखी कहानी है...
आजकल यही सबके प्यार की कहानी है...

ये भी दुन्या एक पल में तो नहीं बदल सकती...
ये भी खुद ही हमने ऐसी लिखी कहानी है...

वो कभी भुलाये से भूल भी न पाया मैं...
बार बार जो बचपन में सुनी कहानी है...

जानता नहीं पहला प्यार चीज़ क्या है वो...
जानता हूँ की ये पत्थर पे लिखी कहानी है...

आजकल ग़ज़ल में जो ये ख्याल होते हैं...
खासकर "मुसाहिब" के प्यार की कहानी है...  

bah rahe fakat paani pe likhii kahani hai...
aajkal yahii sabke pyaar ki kahani hai...

ye bhi dunya ek pal mein to nahin badal saktii..
ye bhi khud hii hamne aisii likhii kahani hai...

Wo kabhii bhulaye se bhool bhiii n payaa main..
baar baar jo bachpan mein sunii kahani hai...

jaanta nahin pahlaa pyaar chiz kyaa hai wo...
jaanta hun kii ye pathhar pe likhii kahani hai...

aajkal ghazal mein jo khyaal hote hain..
khaaskar "Musaahib" ke pyaar kii kahani hai...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Kya Yahi Pyaar Hai,. by Azeem Azaad in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
पास सबके/Paas sabke ................SAINI by sksaini4 in Ghazals « 1 2  All »
"Musaahib" Kash Wo Umra Hum Pyaar MeiN Guzaar Lete... by Bishwajeet 'Musaahib' in Ghazals « 1 2  All »
PUCHIYE AB SAWAAL AANKHON SE.....MUSAAHIB by Bishwajeet 'Musaahib' in Ghazals « 1 2 3  All »
PYAAR KA HAI JO SILSILA ISMEN......................MUSAAHIB by Bishwajeet 'Musaahib' in Ghazals
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #1 on: January 10, 2014, 01:46:52 PM »
Reply with quote
waah waah ek rau ke saath daad  likhte raho god bless u
Logged
jeet jainam
Khaas Shayar
**

Rau: 237
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
60 days, 12 hours and 13 minutes.

my rule no type no life and ,i m happy single

Posts: 10150
Member Since: Dec 2012


View Profile WWW
«Reply #2 on: January 10, 2014, 01:47:31 PM »
Reply with quote
bah rahe fakat paani pe likhii kahani hai...
aajkal yahii sabke pyaar ki kahani hai...

ye bhi dunya ek pal mein to nahin badal saktii..
ye bhi khud hii hamne aisii likhii kahani hai...

Wo kabhii bhulaye se bhool bhiii n payaa main..
baar baar jo bachpan mein sunii kahani hai...

jaanta nahin pahlaa pyaar chiz kyaa hai wo...
jaanta hun kii ye pathhar pe likhii kahani hai...

aajkal ghazal mein jo khyaal hote hain..
khaaskar "Musaahib" ke pyaar kii kahani hai...
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause
wah wah wah bohut khub
Logged
Bishwajeet Anand Bsu
Guest
«Reply #3 on: January 10, 2014, 01:49:58 PM »
Reply with quote
waah waah ek rau ke saath daad  likhte raho god bless u
bahut bahut Shukriyaa Sir ...
Logged
Bishwajeet Anand Bsu
Guest
«Reply #4 on: January 10, 2014, 01:50:47 PM »
Reply with quote
bah rahe fakat paani pe likhii kahani hai...
aajkal yahii sabke pyaar ki kahani hai...

ye bhi dunya ek pal mein to nahin badal saktii..
ye bhi khud hii hamne aisii likhii kahani hai...

Wo kabhii bhulaye se bhool bhiii n payaa main..
baar baar jo bachpan mein sunii kahani hai...

jaanta nahin pahlaa pyaar chiz kyaa hai wo...
jaanta hun kii ye pathhar pe likhii kahani hai...

aajkal ghazal mein jo khyaal hote hain..
khaaskar "Musaahib" ke pyaar kii kahani hai...
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause
wah wah wah bohut khub
bahut shukriyaa jeet jee..
Logged
RAJAN KONDAL
Guest
«Reply #5 on: January 10, 2014, 05:15:18 PM »
Reply with quote
बह रहे फ़कत पानी पे लिखी कहानी है...
आजकल यही सबके प्यार की कहानी है...

ये भी दुन्या एक पल में तो नहीं बदल सकती...
ये भी खुद ही हमने ऐसी लिखी कहानी है...

वो कभी भुलाये से भूल भी न पाया मैं...
बार बार जो बचपन में सुनी कहानी है...

जानता नहीं पहला प्यार चीज़ क्या है वो...
जानता हूँ की ये पत्थर पे लिखी कहानी है...

आजकल ग़ज़ल में जो ये ख्याल होते हैं...
खासकर "मुसाहिब" के प्यार की कहानी है... 

bah rahe fakat paani pe likhii kahani hai...
aajkal yahii sabke pyaar ki kahani hai...

ye bhi dunya ek pal mein to nahin badal saktii..
ye bhi khud hii hamne aisii likhii kahani hai...

Wo kabhii bhulaye se bhool bhiii n payaa main..
baar baar jo bachpan mein sunii kahani hai...

jaanta nahin pahlaa pyaar chiz kyaa hai wo...
jaanta hun kii ye pathhar pe likhii kahani hai...

aajkal ghazal mein jo khyaal hote hain..
khaaskar "Musaahib" ke pyaar kii kahani hai...

Wha wha dil ko choo gay ap kay alfaj
Logged
Bishwajeet Anand Bsu
Guest
«Reply #6 on: January 10, 2014, 05:24:26 PM »
Reply with quote
Wha wha dil ko choo gay ap kay alfaj
Shukriyaa Rajan Jee...bahut khushi hui aapko pasand aayi..
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #7 on: January 10, 2014, 06:01:50 PM »
Reply with quote
bahut khoob
Logged
Bishwajeet Anand Bsu
Guest
«Reply #8 on: January 10, 2014, 06:04:18 PM »
Reply with quote
bahut khoob
Shukriyaa nandbahu jee..
Logged
khujli
Guest
«Reply #9 on: January 10, 2014, 06:11:43 PM »
Reply with quote
बह रहे फ़कत पानी पे लिखी कहानी है...
आजकल यही सबके प्यार की कहानी है...

ये भी दुन्या एक पल में तो नहीं बदल सकती...
ये भी खुद ही हमने ऐसी लिखी कहानी है...

वो कभी भुलाये से भूल भी न पाया मैं...
बार बार जो बचपन में सुनी कहानी है...

जानता नहीं पहला प्यार चीज़ क्या है वो...
जानता हूँ की ये पत्थर पे लिखी कहानी है...

आजकल ग़ज़ल में जो ये ख्याल होते हैं...
खासकर "मुसाहिब" के प्यार की कहानी है... 

bah rahe fakat paani pe likhii kahani hai...
aajkal yahii sabke pyaar ki kahani hai...

ye bhi dunya ek pal mein to nahin badal saktii..
ye bhi khud hii hamne aisii likhii kahani hai...

Wo kabhii bhulaye se bhool bhiii n payaa main..
baar baar jo bachpan mein sunii kahani hai...

jaanta nahin pahlaa pyaar chiz kyaa hai wo...
jaanta hun kii ye pathhar pe likhii kahani hai...

aajkal ghazal mein jo khyaal hote hain..
khaaskar "Musaahib" ke pyaar kii kahani hai...


 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
Logged
Bishwajeet Anand Bsu
Guest
«Reply #10 on: January 10, 2014, 06:15:47 PM »
Reply with quote
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
Shukriyaa qalb jee...
Logged
aqsh
Guest
«Reply #11 on: January 23, 2014, 02:14:44 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Waaaaaah Bishwajeet kya kamaal ka likhe ho... behad khooooooooooob... dheron dheron daaaaaaaad...
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #12 on: January 23, 2014, 11:27:46 PM »
Reply with quote
waah waah bahut khoob Musaahib jee.
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 02:54:12 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.103 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer