Ye Raaz Hai Meri Zindagi Ka

by angel4u on April 14, 2009, 01:21:19 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2443 times)
angel4u
Guest
Reply with quote


Ye Raaz Hai Meri Zindagi Ka,
Pehne Hue Hoon Kafan Khudi Ka,

Phir Nashtar-E-Gam Se Chhedte Hai,
Ek Tarz Hai Ye Bhi Dil Dahi Ka,

O Lafz-O-Bayaan Main Chhupane Wale,
Ab Qasd Hai Aur Khamoshi Ka,

Marna To Hai Ibteda Ki Ek Baat,
Jeena Hai Kamaal Muntahi Ka,

Haan Seena Gulon Ki Tarah Har Chaak,
De Marke Saboot Zindagi Ka...


NM
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
**RAAZ ZINDAGI KA** by SairaKhan in Shayri-E-Dard
RAAZ HAI ZINDAGI KA by abdulhabib in Share:Miscellaneous Shayari
Raaz-e-Zindagi by account in Shayri-E-Dard
Raaz-e-Zindagi by account in Shayri for Khumar -e- Ishq
Raaz-e-Zindagi by account in Shayri for Khumar -e- Ishq
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: April 14, 2009, 01:26:03 PM »
Reply with quote
Nice Post Again Sis,.
Logged
aaina
Guest
«Reply #2 on: April 14, 2009, 01:55:20 PM »
Reply with quote


Ye Raaz Hai Meri Zindagi Ka,
Pehne Hue Hoon Kafan Khudi Ka,

Phir Nashtar-E-Gam Se Chhedte Hai,
Ek Tarz Hai Ye Bhi Dil Dahi Ka,

O Lafz-O-Bayaan Main Chhupane Wale,
Ab Qasd Hai Aur Khamoshi Ka,

Marna To Hai Ibteda Ki Ek Baat,
Jeena Hai Kamaal Muntahi Ka,

Haan Seena Gulon Ki Tarah Har Chaak,
De Marke Saboot Zindagi Ka...


NM

kya baat hai angel ji bhut khoob..................


Logged
angel4u
Guest
«Reply #3 on: April 14, 2009, 01:58:13 PM »
Reply with quote
Thanks Azeem and Aslam ...
Logged
aaina
Guest
«Reply #4 on: April 14, 2009, 01:59:15 PM »
Reply with quote
wo raaz e zindagi bata rhe hain
nigah se parda utha rhe hain
batao unko kahin jal na jayain
jo parwaane shamma jala rahe hain


Logged
angel4u
Guest
«Reply #5 on: April 14, 2009, 02:25:06 PM »
Reply with quote
Very nice lines Aslam..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: April 14, 2009, 03:39:44 PM »
Reply with quote
Har Baat Puraani Bhool Gaye,.
Gham Bhari Jawaani Bhool Gaye,.

Dekhi Jo Dariya Khushiyon Ki,.
Aankhon Ka Paani Bhool Gaye,.

Humraaz Jinhe Banaaye Rakha Maine,.
Kehkar Sabko, Ab Wo Kahaani Bhool Gaye,.

Har Baar Mili Kyun Tujhe Doston Se Maat,.
Kyun "Azeem, Tere Dost Teri Meharbaani Bhool Gaye,.

Jiski Dhool Bhi Tune, Sambhaale Rakha,.
Wo Teri Har Nishaani Bhool Gaye,.

___________________-Jaanasheen-
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #7 on: April 14, 2009, 03:52:09 PM »
Reply with quote
Nice sharing Anjel sweetz. Winking

Gud lines aaina

wah wah Azeem kya baat hai .. Gud lines Dear.

Yea raaz hai meri Zindagi ka
aaj sirf rote hai , hum tho hasna bhool gaye

Zehar piya maine teri chahat mea hai itna
mila sirf hame dokha hai, wafa kya hai hum bhool gaye

Noor ki tarah saja kar rakha tha maathe pe apne
Har tarah sirf Andhera hai, Roshni kya hai hum bhool gaye
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: April 14, 2009, 04:03:03 PM »
Reply with quote
Nice sharing Anjel sweetz. Winking

Gud lines aaina

wah wah Azeem kya baat hai .. Gud lines Dear.

Yea raaz hai meri Zindagi ka
aaj sirf rote hai , hum tho hasna bhool gaye

Zehar piya maine teri chahat mea hai itna
mila sirf hame dokha hai, wafa kya hai hum bhool gaye

Noor ki tarah saja kar rakha tha maathe pe apne
Har tarah sirf Andhera hai, Roshni kya hai hum bhool gaye


Shukriya Sophi,.
Aur Bohat Achcha Likha Hai Yaar,.

Bichardkar Tumse Hum To, Ghar Ka Pataa Bhool Gaye,.
Tumhaare Gham Jo Paaye, Khushi Ka Mazaa Bhool Gaye,.

Karte Rahe Gilaa Umar Bhar Tumhi Se, Jaane Kyun,.
Jab Faisle Ki Ghadi Aayi, Tumhaari Khataa Bhool Gaye,.

Kal Tak Jo Naam Tazbi Ki Taraah, Sabki Zubaan Par Tha,.
Aaj Jaane Kyun Sab, "Azeem, Ka Khisaa Hi Bhool Gaye,.

___________________________________-Jaanasheen-
Logged
pandit
Guest
«Reply #9 on: April 14, 2009, 04:03:14 PM »
Reply with quote
Har Baat Puraani Bhool Gaye,.
Gham Bhari Jawaani Bhool Gaye,.

Dekhi Jo Dariya Khushiyon Ki,.
Aankhon Ka Paani Bhool Gaye,.

Humraaz Jinhe Banaaye Rakha Maine,.
Kehkar Sabko, Ab Wo Kahaani Bhool Gaye,.

Har Baar Mili Kyun Tujhe Doston Se Maat,.
Kyun "Azeem, Tere Dost Teri Meharbaani Bhool Gaye,.

Jiski Dhool Bhi Tune, Sambhaale Rakha,.
Wo Teri Har Nishaani Bhool Gaye,.

___________________-Jaanasheen-

waah jaansheen jee......... Applause
Logged
pandit
Guest
«Reply #10 on: April 14, 2009, 04:03:35 PM »
Reply with quote
wo raaz e zindagi bata rhe hain
nigah se parda utha rhe hain
batao unko kahin jal na jayain
jo parwaane shamma jala rahe hain




Gud work Aaina jee.............
Logged
pandit
Guest
«Reply #11 on: April 14, 2009, 04:03:53 PM »
Reply with quote


Ye Raaz Hai Meri Zindagi Ka,
Pehne Hue Hoon Kafan Khudi Ka,

Phir Nashtar-E-Gam Se Chhedte Hai,
Ek Tarz Hai Ye Bhi Dil Dahi Ka,

O Lafz-O-Bayaan Main Chhupane Wale,
Ab Qasd Hai Aur Khamoshi Ka,

Marna To Hai Ibteda Ki Ek Baat,
Jeena Hai Kamaal Muntahi Ka,

Haan Seena Gulon Ki Tarah Har Chaak,
De Marke Saboot Zindagi Ka...


NM

Kyaa baat hai jee........
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: April 14, 2009, 04:08:36 PM »
Reply with quote
waah jaansheen jee......... Applause

Shukriya Pandit JI,.
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #13 on: April 14, 2009, 04:14:43 PM »
Reply with quote
Wow! Azeem bahoot acha likha hau yaar. Gud!

na bhoole hai hum tume , na tera pata bhoole hai
Aaj bhi hai tu mere Dil mea, bas Duniyaan ki rasme bhool gaye

Mine tho tumse hi wada kiya tha, tere liye khud ko mita gaye
karenge hal pal tujhe yaad, bas khud se khud ko milana bhool gaye
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: April 14, 2009, 04:31:42 PM »
Reply with quote
Wow! Azeem bahoot acha likha hau yaar. Gud!

na bhoole hai hum tume , na tera pata bhoole hai
Aaj bhi hai tu mere Dil mea, bas Duniyaan ki rasme bhool gaye

Mine tho tumse hi wada kiya tha, tere liye khud ko mita gaye
karenge hal pal tujhe yaad, bas khud se khud ko milana bhool gaye

Shukriya Sophi, And Nice One,.


Kehti Hai Ke Mujhe Tu Bhooli Nahi "Jaanam,.
Phir Mere Saare Nishaan Kyun Mitaa Diye,.

Kaha Tha Ke Jalne Degi Charaag Mohabbaton Ke,.
Zara Si Roshni Suraj Ki Kya Dikhi, Tune Hi Diye Bujhaa Diye,.

Meri Jaan Khudko Tu Kehti Thi, Dil Mein Mere Tu Rehti Thi,.
Wo Mahabbat Kahaan Gayi, Silile Saare Kyun Mitaa Diye,.

Ab Kyun Nazrein Nahi Milaati Mujhe, Kyun Mujhse Anjaan Hai,.
Kya Hua Meri Kismat Tujhe, Kyun Taqdeer Ke Sitaare Chupaa Diye,.

_________________________________-Jaanasheen-




Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 10:26:07 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.113 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer