Ye Unka Iqraar Thehra !!!

by deepika_divya on February 01, 2010, 03:58:25 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2439 times)
deepika_divya
Guest
Reply with quote
Ak bahoot ache Dost ne Hamare jo khud bahoot ache Shayar hai Unhone mujhse Yea likhne ko kaha... Darasal Iss Ghazal Pehle 3 sher Dost ne Likhe hai aur kaha mujhse ki main aage bada kar pura karun....

Pehle 3 sher Uss Dost ne Likhe hai aur baaki ke 3 Maine.... Ab aap bataiye ki maine Unke sher ke saath Insaaf kiya hai ki Nainsaafi !



Hum Chup Hain Unka Ye Ishaar Thehra
Nazron Kaho Ye Unka Iqraar Thehra

You.n To Kuch Bhi Nahi Kehte Hain
Unse Piyaar Magar Beshumar Thehra

Uske Hi Dam se Hai  Saji Mehfil
Uske Hi Dil Pe Ikhteyaar Thehra

Socha Karde Izhaar e Mohabbat Unse
Par Dil Mera Tera Raazdaar Thehra

Mile Dost Khoo e Yaar Mea Bahoot
Par Ankhon Me Tera Intzaar Thehra

Ehsaas e Mohabbat Na hoga khatam
“Divya” Ko Tera Hi Khumaar Thehra


Divya
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
IQRAAR by salil2002 in Shayri for Khumar -e- Ishq
---aaj unka iqraar mila--- by killbill in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
vb! too bhe pagal thehra (by vb) by vb in Ghazals « 1 2  All »
mukkdar thehra,,,,,,,,,,,,,jeet by jeet jainam in Miscellaneous Shayri
Thehra paani by ~Chiragh~ in Miscellaneous Shayri
riyaz106
Guest
«Reply #1 on: February 01, 2010, 04:35:04 PM »
Reply with quote
Sophi ji aapne ye ghazal bahut saleeqe se mukammal ki hai. Pahle ke jo teen sher hain usi ke mizaaj ke mutabiq baaqi ke teen sher hain. Kul milaakar ghazal bahot achhi ban padi hai. Nice creation.
Logged
cara
Guest
«Reply #2 on: February 02, 2010, 06:20:53 AM »
Reply with quote
Ak bahoot ache Dost ne Hamare jo khud bahoot ache Shayar hai Unhone mujhse Yea likhne ko kaha... Darasal Iss Ghazal Pehle 3 sher Dost ne Likhe hai aur kaha mujhse ki main aage bada kar pura karun....

Pehle 3 sher Uss Dost ne Likhe hai aur baaki ke 3 Maine.... Ab aap bataiye ki maine Unke sher ke saath Insaaf kiya hai na Nainsaafi !



Hum Chup Hain Unka Ye Ishaar Thehra
Nazron Kaho Ye Unka Iqraar Thehra

You.n To Kuch Bhi Nahi Kehte Hain
Unse Piyaar Magar Beshumar Thehra

Uske Hi Dam se Hai  Saji Mehfil
Uske Hi Dil Pe Ikhteyaar Thehra

Socha Karde Izhaar e Mohabbat Unse
Par Dil Mera Tera Raazdaar Thehra

Mile Dost Khoo e Yaar Mea Bahoot
Par Ankhon Me Tera Intzaar Thehra

Ehsaas e Mohabbat Na hoga khatam
“Divya” Ko Tera Hi Khumaar Thehra


Divya

wah kya baat hai    sophi ji----friend ji...

ISHARON HI ISHARON ME IQRAAR KAR DIYA
HAMNE BHI BIN SOCHE HAAN KAR DIYA
UNKA HI EHSAAN THA JO APNA HAMKO SAATH DIYA
HAMNE BHI APNA UNKO DIL DE DIYA

YUN TOH AUR BHI THEY MUJHKO CHAHANEWALE
PAR UNKA HI CHEHRA MERE AANKHON ME GHAR KAR DIYA
AB KYA BATAI UNKO KI HAM UNSE PYAAR KARTE HAI
BIN KAHE HI UNHONE MERA PYAAR SWEEKAR KAR DIYA
MARTE DAM TAK HAM UNKA SAATH NAHI CHODHENGE
HAMNE NE APNA SAB KUCH USKE  NAAM KAR DIYA...


PLEASE  DEKHIYE AB KAISA HAI....
Logged
S.hashmi
Guest
«Reply #3 on: February 02, 2010, 08:58:12 AM »
Reply with quote


nice creation Sophi ji as well as Cara ji
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #4 on: February 03, 2010, 12:14:18 PM »
Reply with quote
Sophi ji aapne ye ghazal bahut saleeqe se mukammal ki hai. Pahle ke jo teen sher hain usi ke mizaaj ke mutabiq baaqi ke teen sher hain. Kul milaakar ghazal bahot achhi ban padi hai. Nice creation.

Thank you so so Much !
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #5 on: February 03, 2010, 12:47:33 PM »
Reply with quote
wah kya baat hai    sophi ji----friend ji...

ISHARON HI ISHARON ME IQRAAR KAR DIYA
HAMNE BHI BIN SOCHE HAAN KAR DIYA
UNKA HI EHSAAN THA JO APNA HAMKO SAATH DIYA
HAMNE BHI APNA UNKO DIL DE DIYA

YUN TOH AUR BHI THEY MUJHKO CHAHANEWALE
PAR UNKA HI CHEHRA MERE AANKHON ME GHAR KAR DIYA
AB KYA BATAI UNKO KI HAM UNSE PYAAR KARTE HAI
BIN KAHE HI UNHONE MERA PYAAR SWEEKAR KAR DIYA
MARTE DAM TAK HAM UNKA SAATH NAHI CHODHENGE
HAMNE NE APNA SAB KUCH USKE  NAAM KAR DIYA...


PLEASE  DEKHIYE AB KAISA HAI....


Bahoot Khoob Cara ji
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #6 on: February 03, 2010, 12:50:44 PM »
Reply with quote

nice creation Sophi ji as well as Cara ji

Thank you so much Hasmi ji
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #7 on: February 03, 2010, 12:51:04 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause
behad khoob likha hai Divya ji,awesome
and Cara ji aapne bhi acha likha  Applause Applause Applause

Thank you soooooooo Much Kaash ji
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #8 on: February 03, 2010, 11:10:41 PM »
Reply with quote
Kamaal ke likhti hai aap Sophi ji,bahut khoobsurati se aapne apne dil ke baat likhi.really touched,great work.Cara ji aapne bhi bahut khoob likha. Hats off to you! Thumbs UP Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #9 on: February 09, 2010, 03:03:47 PM »
Reply with quote
Kamaal ke likhti hai aap Sophi ji,bahut khoobsurati se aapne apne dil ke baat likhi.really touched,great work.Cara ji aapne bhi bahut khoob likha. Hats off to you! Thumbs UP Applause Applause Applause Applause Applause Applause

Thank you so so so so Much Madhu ji !
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #10 on: February 09, 2010, 03:30:40 PM »
Reply with quote
Bahut Bahut Khooob!!!!

Aapke saath-saath apke uss dost ko bhi daat dena chahunga..bahut khoob likha hai aap dono ne.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #11 on: February 09, 2010, 03:34:31 PM »
Reply with quote
Bahut Bahut Khooob!!!!

Aapke saath-saath apke uss dost ko bhi daat dena chahunga..bahut khoob likha hai aap dono ne.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley



Thank you so so so so Much Khwaish ji... and thank you uss Dost ki taraf se bhi.. Usual Smile
Logged
Talat
Guest
«Reply #12 on: February 11, 2010, 01:23:09 PM »
Reply with quote
Ak bahoot ache Dost ne Hamare jo khud bahoot ache Shayar hai Unhone mujhse Yea likhne ko kaha... Darasal Iss Ghazal Pehle 3 sher Dost ne Likhe hai aur kaha mujhse ki main aage bada kar pura karun....

Pehle 3 sher Uss Dost ne Likhe hai aur baaki ke 3 Maine.... Ab aap bataiye ki maine Unke sher ke saath Insaaf kiya hai na Nainsaafi !



Hum Chup Hain Unka Ye Ishaar Thehra
Nazron Kaho Ye Unka Iqraar Thehra

You.n To Kuch Bhi Nahi Kehte Hain
Unse Piyaar Magar Beshumar Thehra

Uske Hi Dam se Hai  Saji Mehfil
Uske Hi Dil Pe Ikhteyaar Thehra

Socha Karde Izhaar e Mohabbat Unse
Par Dil Mera Tera Raazdaar Thehra

Mile Dost Khoo e Yaar Mea Bahoot
Par Ankhon Me Tera Intzaar Thehra

Ehsaas e Mohabbat Na hoga khatam
“Divya” Ko Tera Hi Khumaar Thehra


Divya

Bohot khoob Divs, you have written very well..Very nice work indeed.
Logged
malli
Guest
«Reply #13 on: February 11, 2010, 01:54:10 PM »
Reply with quote
Bahut hi accha likha gaya hai dear...

and cara ji .... bahut khoob  Usual Smile
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #14 on: February 11, 2010, 02:28:06 PM »
Reply with quote
Bohot khoob Divs, you have written very well..Very nice work indeed.

Thank you so Much Talat di.. Thanks from the Friend too.. And love to see you back !
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 04:34:38 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.114 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer