ZABAAN PE NASHTAR NAHIN MARHAM HONA CHAHIYE........POET:BY TAASIR SIDDIQUI

by Taasir siddiqui on April 14, 2012, 11:21:34 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1310 times)
Taasir siddiqui
Guest
Reply with quote
Baaton mein mohabbat ka mausam hona chahiye;
zabaan pe nashtar nahin marham hona chahiye;

sunao dil khol ke daastaan-e-gham  magar
kisi ka bhi daaman na nam hona chahiye;

Agar ho insaan to kuch insaaniyat ka saboot do,
seene mein ek paraya gham hona chahiye;

utho zamaane mein magar kuch is tarah ke,
kisi ka bhi sar na kham hona chahiye;

Mushkilein tut kar bhikar jayengi 'taasir',
bus hauslon mein tumhare dum hona chahiye;



Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
kabhi meri khamoshi ki zabaan samjo (poet:taasir siddiqui) by Taasir siddiqui in Ghazals
SAB KA ACHHA MUQADDAR NAHIN HOTA(poet taasir siddiqui) by Taasir siddiqui in Ghazals
nazm:Dil ko tumhare siva koi aarzu nahin hoti( poet: taasir siddiqui) by Taasir siddiqui in Shayri for Dard -e- Judai
Political upwaas!!! poet: taasir siddiqui by Taasir siddiqui in Ghazals
Ab tum mere saath nahin; poet Taasir siddiqui by Taasir siddiqui in Ghazals
masoom shahjada
Guest
«Reply #1 on: April 14, 2012, 11:27:53 AM »
Reply with quote
Very very very nice.
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #2 on: April 14, 2012, 11:42:37 AM »
Reply with quote
bahut khoob taasir saheb
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #3 on: April 14, 2012, 12:34:56 PM »
Reply with quote
 Applause Applause
Logged
dolly
Guest
«Reply #4 on: April 14, 2012, 02:59:27 PM »
Reply with quote
bahut khoob...
Logged
khujli
Guest
«Reply #5 on: April 16, 2012, 08:25:14 AM »
Reply with quote
Baaton mein mohabbat ka mausam hona chahiye;
zabaan pe nashtar nahin marham hona chahiye;

sunao dil khol ke daastaan-e-gham  magar
kisi ka bhi daaman na nam hona chahiye;

Agar ho insaan to kuch insaaniyat ka saboot do,
seene mein ek paraya gham hona chahiye;

utho zamaane mein magar kuch is tarah ke,
kisi ka bhi sar na kham hona chahiye;

Mushkilein tut kar bhikar jayengi 'taasir',
bus hauslon mein tumhare dum hona chahiye;






 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #6 on: April 16, 2012, 05:30:48 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause bahut khoob likha hai aapne Taasir ji...!!!
Logged
sbechain
Guest
«Reply #7 on: April 16, 2012, 05:36:18 PM »
Reply with quote
Baaton mein mohabbat ka mausam hona chahiye;
zabaan pe nashtar nahin marham hona chahiye;
durust farmayaa............! Applause Applause
sunao dil khol ke daastaan-e-gham  magar
kisi ka bhi daaman na nam hona chahiye;
bahut khoob...........! Applause Applause Applause
Agar ho insaan to kuch insaaniyat ka saboot do,
seene mein ek paraya gham hona chahiye;
wah wah wah Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
utho zamaane mein magar kuch is tarah ke,
kisi ka bhi sar na kham hona chahiye;
very nice...............!
Mushkilein tut kar bhikar jayengi 'taasir',
bus hauslon mein tumhare dum hona chahiye;
wah wah sahi hai...........!





bahut khoob...........!
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #8 on: April 21, 2012, 10:27:48 AM »
Reply with quote
Taseer Sahaab Aadaab!


Masha Allaah janab kia kahne aapke ahsaas O khayaal ke
badi muddat bad aapki haazri dekhi so yeH kalaam padhne
mili... Usual Smile


Behad khoob janab kafi achche ahsaas O khayaal aur khoob
gehraai liye hai ashaar... Usual Smile
Aik khoobsurat aur umdaa kalaam par humari dili daad O mubbarak
bad kabul kijiye....


Likhate rahiye... aate rahiye...
Shaad O aabaad rahiye..
Khuda Hafez... Usual Smile



Baaton mein mohabbat ka mausam hona chahiye;
zabaan pe nashtar nahin marham hona chahiye;

sunao dil khol ke daastaan-e-gham  magar
kisi ka bhi daaman na nam hona chahiye;

Agar ho insaan to kuch insaaniyat ka saboot do,
seene mein ek paraya gham hona chahiye;

utho zamaane mein magar kuch is tarah ke,
kisi ka bhi sar na kham hona chahiye;

Mushkilein tut kar bhikar jayengi 'taasir',
bus hauslon mein tumhare dum hona chahiye;




Logged
Quateel Ahmad
Guest
«Reply #9 on: April 21, 2012, 11:46:44 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Bahut Khoob!!!

Agar ho insaan to kuch insaaniyat ka saboot do,
seene mein ek paraya gham hona chahiye;
 Applause Applause Applause Applause Mubarakbad Taasir Sahab!
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 01:21:00 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.162 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer