zakhm the mere chahre par

by zidd on December 17, 2010, 02:15:28 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1809 times)
zidd
Guest
Reply with quote
patthar  khaaye aur kisine zakhm the mere chere par
anjaane me maara patthar humne apne aaiine par

ke laakh bachaane ki koshish ki phir bhi na bach paaye hum
meri hi tasveer dikhaaii deti thi har tukDe par

ye to apna hi tha kalejaa aur kisika kya hota
thokar khaake haste rahe aur dhokha khaaya dhoke par

pahra bhi tha khamoshi ka ik honto par tufaan bhi the
kya mere jeene ki gawaahi saanso ne di marne par ?

khamoshi ka meri kabhi zidd raaz na pooocha zaalim ne
jisko hardum naaz hua karta tha apna kahne par

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Eh Zakhm mere ghaman de ni sukkne.. :( by chahal_sanjeev in Love Poetry in Punjabi
Mere Zakhm dekh kar aaj... Intezar ! by Intezar in Shayri-E-Dard
APNE CHAHRE PE by danish calcuttawi in Shayri for Khumar -e- Ishq
Zakhm Bharte Hain Mere by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
BIKHRAO ZULF MERE CHAHRE PAR BADLON KI TARAHA....bansi by BANSI DHAMEJA in Miscellaneous Shayri
nirala
Guest
«Reply #1 on: December 17, 2010, 02:44:29 PM »
Reply with quote
aaja ke ab marham laga du chehre par
        tukde dil ke shishe bikhre
unko saza lun palkon par
   -------- aapki kavita achhi hai saheb-----
Logged
nirala
Guest
«Reply #2 on: December 17, 2010, 02:45:08 PM »
Reply with quote
aaja ke ab marham laga du chehre par
        tukde dil ke shishe bikhre
unko saza lun palkon par
   -------- aapki kavita achhi hai saheb-----
Logged
Matrix Guy
Guest
«Reply #3 on: December 17, 2010, 02:47:43 PM »
Reply with quote
zidd ji aaj kya baat he is forum epr ek se badkar ek peshkah ho rahi he maja aa gaya pahle brknluv ji ki shayri ne rulaya ab us per apki ye dil ko cheer dene wali shayri kya kahna ....bht bht khub...ultimate superb....nirala ji bht kam shabdo me bht kuch kah gaye aap superb lines

thts for ur post
Uska Meri Zindagi Me Ana Bhi Kya Khub Tha
Zindagi Me Aa Zindagi Ban Jana Bhi Kya Khub Tha

Har Pal Gujra Uske Makhmali Anchal Ke Saye Me
apne Hatho Se Uske Gesuuoo Ko Hatana Bhi Kya Khub Tha

Meri Khushkismati Ka Sabot Aur Kya Hoga Yaroo
Katil Nikla Wo Hi Jo Mera Humdum Mera Mahbub Tha
Logged
nirala
Guest
«Reply #4 on: December 17, 2010, 03:19:37 PM »
Reply with quote
apna humdum jo katil ho ' nirala'
        qatl hone me fir qalt hone sa dard kahan hota.
reshmi zulfon ke saaye me jo sula de maut ki neend
         aisa humdard aisa humdum sbke naseeb nhi hota
  ----matrix u r superb-----
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #5 on: December 17, 2010, 04:01:44 PM »
Reply with quote
JanaaB Zidd Sahab Aadaab!

Bade dino bad yahaaN aur aapki tazaaH peshkash dekh khushi mehsus huyi.... Usual Smile

Behad khoob kalaam se nawaaza hai aapne
Aise hi khoob kalaaMo ke sath bazm meiN aate rahiye..

Khush O aabad rahiye.....
Khuda Hafez.... Usual Smile
         




patthar  khaaye aur kisine zakhm the mere chere par
anjaane me maara patthar humne apne aaiine par

         


ke laakh bachaane ki koshish ki phir bhi na bach paaye hum
meri hi tasveer dikhaaii deti thi har tukDe par

ye to apna hi tha kalejaa aur kisika kya hota
thokar khaake haste rahe aur dhokha khaaya dhoke par

pahra bhi tha khamoshi ka ik honto par tufaan bhi the
kya mere jeene ki gawaahi saanso ne di marne par ?

khamoshi ka meri kabhi zidd raaz na pooocha zaalim ne
jisko hardum naaz hua karta tha apna kahne par

Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #6 on: December 17, 2010, 06:08:20 PM »
Reply with quote
patthar  khaaye aur kisine zakhm the mere chere par
anjaane me maara patthar humne apne aaiine par

ke laakh bachaane ki koshish ki phir bhi na bach paaye hum
meri hi tasveer dikhaaii deti thi har tukDe par

ye to apna hi tha kalejaa aur kisika kya hota
thokar khaake haste rahe aur dhokha khaaya dhoke par

pahra bhi tha khamoshi ka ik honto par tufaan bhi the
kya mere jeene ki gawaahi saanso ne di marne par ?

khamoshi ka meri kabhi zidd raaz na pooocha zaalim ne
jisko hardum naaz hua karta tha apna kahne par

Achchhi peshkash hai aap ki
Logged
yasmeen khan
Guest
«Reply #7 on: December 18, 2010, 07:23:39 AM »
Reply with quote
supurb ziddji keep writting
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #8 on: December 19, 2010, 12:37:09 PM »
Reply with quote
patthar  khaaye aur kisine zakhm the mere chere par
anjaane me maara patthar humne apne aaiine par

ke laakh bachaane ki koshish ki phir bhi na bach paaye hum
meri hi tasveer dikhaaii deti thi har tukDe par

ye to apna hi tha kalejaa aur kisika kya hota
thokar khaake haste rahe aur dhokha khaaya dhoke par

pahra bhi tha khamoshi ka ik honto par tufaan bhi the
kya mere jeene ki gawaahi saanso ne di marne par ?

khamoshi ka meri kabhi zidd raaz na pooocha zaalim ne
jisko hardum naaz hua karta tha apna kahne par


Bahut hi zabardast peshkash rahi aapki ..... Zidd Sahab !

Sabhi ashaar ek se baDkar ek kahe jayenge .... !

bahut khulkar aur nikhar kar aai bayaani aur adaayegi ... ! har sher me ek josh nazar aataa hai .... apni baat kehne ka ... !

SuperB Creation ..... tahe dil se daad hazir hai ... qubuul kijiye ...  Clapping Smiley  Applause Applause Applause Clapping Smiley

aise hi zordaar peshkash ke saath aate rahen aur likhte rahen aage bhi ... khush rahen ...

duaaon ke saath ... !
Logged
Radhika_2
Guest
«Reply #9 on: December 21, 2010, 03:00:43 AM »
Reply with quote
ye to apna hi tha kalejaa aur kisika kya hota
thokar khaake haste rahe aur dhokha khaaya dhoke par

pahra bhi tha khamoshi ka ik honto par tufaan bhi the
kya mere jeene ki gawaahi saanso ne di marne par ?


Ji ... Bhaut BaDhiyaa ..... dil se daad ..... Applause Applause Applause
Logged
vipul kumar
Guest
«Reply #10 on: December 26, 2010, 08:00:50 PM »
Reply with quote
bahut khuub....
Logged
sbechain
Guest
«Reply #11 on: May 05, 2011, 05:53:13 AM »
Reply with quote
patthar  khaaye aur kisine zakhm the mere chere par
anjaane me maara patthar humne apne aaiine par

ke laakh bachaane ki koshish ki phir bhi na bach paaye hum
meri hi tasveer dikhaaii deti thi har tukDe par

ye to apna hi tha kalejaa aur kisika kya hota
thokar khaake haste rahe aur dhokha khaaya dhoke par

pahra bhi tha khamoshi ka ik honto par tufaan bhi the
kya mere jeene ki gawaahi saanso ne di marne par ?

khamoshi ka meri kabhi zidd raaz na pooocha zaalim ne
jisko hardum naaz hua karta tha apna kahne par


bhaut khub zidd sahab
Logged
waquif ansari
Guest
«Reply #12 on: May 05, 2011, 07:08:21 AM »
Reply with quote
zidd ji Aadab! Bahut dinon baad aik mashoorkun kaawish ko paRhne ka mauqa dastiyaab hua. Is kaameyaab kaawish k liye hazaroN daad qubul kijiye.

(waquif ansari)
patthar  khaaye aur kisine zakhm the mere chere par
anjaane me maara patthar humne apne aaiine par

ke laakh bachaane ki koshish ki phir bhi na bach paaye hum
meri hi tasveer dikhaaii deti thi har tukDe par

ye to apna hi tha kalejaa aur kisika kya hota
thokar khaake haste rahe aur dhokha khaaya dhoke par

pahra bhi tha khamoshi ka ik honto par tufaan bhi the
kya mere jeene ki gawaahi saanso ne di marne par ?

khamoshi ka meri kabhi zidd raaz na pooocha zaalim ne
jisko hardum naaz hua karta tha apna kahne par

Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #13 on: June 29, 2011, 08:12:09 AM »
Reply with quote
patthar  khaaye aur kisine zakhm the mere chere par
anjaane me maara patthar humne apne aaiine par

ke laakh bachaane ki koshish ki phir bhi na bach paaye hum
meri hi tasveer dikhaaii deti thi har tukDe par

ye to apna hi tha kalejaa aur kisika kya hota
thokar khaake haste rahe aur dhokha khaaya dhoke par

pahra bhi tha khamoshi ka ik honto par tufaan bhi the
kya mere jeene ki gawaahi saanso ne di marne par ?

khamoshi ka meri kabhi zidd raaz na pooocha zaalim ne
jisko hardum naaz hua karta tha apna kahne par


waaaaaaaaaaaaaaaaaaaah Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 01:17:13 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.129 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer