sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
|
Teree soorat khilee-khilee dekhee. Aaj fir maine zindagee dekhee.
Log jitne mile samundar meN. Sabke hothoN pe tishnagee dekhee.
Subh se hee udaas baithaa hooN. Boodhee maaN sust see padee dekhee.
Saaf thaa vo jahez kaa qissaa. Laash betee kee adhjale e dekhee.
mujhko usne hee jam ke lootaa hai. Shakl jiskee badee bhalee dekhee.
Mujhko aabehayaat kyaa degaa. Maine taa umr maikashee dekhee.
MaiN jalaanaa charaagh kyaa jaanoo. Maine jeevan meN teergee dekhee.
Kab n jaane ye amn aayegaa. Jab bhee dekhee khadag tanee dekhee.
MaiN sahaaraa kisee ko kyaa doongaa. Jab hameshaa hee bebasee dekhee.
Uske aage maiN ro padaa jab bhee. Uskee aankhoN meN dillagee dekhee.
Tum ko maayoos kab milaa ‘saini’ Kyaa kabhee aankh meN namee dekhee.
Dr.Surendra Saini
तेरी सूरत खिली -खिली देखी |
आज फिर मैंने ज़िंदगी देखी ||
लोग जितने मिले समुन्दर में |
सबके होठों पे तिश्नगी देखी ||
सुब्ह से ही उदास बैठा हूँ |
बूढ़ी माँ सुस्त सी पडी देखी ||
साफ़ था वो जहेज़ का क़िस्सा |
लाश बेटी की अधजली देखी ||
मुझको उसने ही जम के लूटा है |
शक्ल जिसकी बड़ी भली देखी ||
मुझको आबेहयात क्या देगा |
मैंने ता उम्र मैकशी देखी ||
मैं जलाना चराग़ क्या जानू |
मैंने जीवन में तीरगी देखी ||
कब न जाने ये अम्न आयेगा |
जब भी देखी खडग तनी देखी ||
मैं सहारा किसी को क्या दूंगा |
जब हमेशा ही बेबसी देखी ||
उसके आगे मैं रो पडा जब भी |
उसकी आँखों में दिल्लगी देखी ||
तुम को मायूस कब मिला‘सैनी ’|
क्या कभी आँख में नमी देखी ||
डा० सुरेन्द्र सैनी
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
sushilbansal
Guest
|
|
«Reply #1 on: October 25, 2012, 10:37:46 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
|
«Reply #2 on: October 25, 2012, 10:39:10 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nishi gahlaut
Guest
|
|
«Reply #3 on: October 25, 2012, 10:42:13 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Aarish
Guest
|
|
«Reply #4 on: October 25, 2012, 11:03:54 AM » |
|
Saaf thaa vo jahez kaa qissaa.
Laash betee kee adhjale e dekhee
Kya baat hai sir bohut umda ghazal kahi hai, har ek shair lajwab hai, aisa lag raha hai jaise lafzon ke nagine jad diye hON aur is shair ka to jawab nahi... dherroN daaad qubool kijiye.......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
masoom shahjada
Guest
|
|
«Reply #6 on: October 25, 2012, 11:54:17 AM » |
|
SuperB
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
khujli
Guest
|
|
«Reply #8 on: October 25, 2012, 01:04:10 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khujli
Guest
|
|
«Reply #9 on: October 25, 2012, 01:04:49 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nandbahu
Mashhur Shayar
Rau: 122
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553 Member Since: Sep 2011
|
|
«Reply #10 on: October 25, 2012, 01:36:28 PM » |
|
bahut khoob
|
|
|
Logged
|
|
|
|
gaytri gupta
Guest
|
|
«Reply #11 on: October 25, 2012, 02:37:58 PM » |
|
Saini ji aap ki ek aur khubsurat rachna se rubaru ho k bahut acha laga....lajbab... ..........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mkv
Guest
|
|
«Reply #12 on: October 25, 2012, 05:26:19 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Ram Saraswat
Khususi Shayar
Rau: 26
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:10 days, 7 hours and 12 minutes.
Posts: 999 Member Since: Apr 2008
|
|
«Reply #13 on: October 25, 2012, 05:35:27 PM » |
|
Uske aage maiN ro padaa jab bhee. Uskee aankhoN meN dillagee dekhee.
उसके आगे मैं रो पडा जब भी |
उसकी आँखों में दिल्लगी देखी ||
Waah bahut khoob Dr. Saini
[/color] [/quote]
|
|
|
Logged
|
|
|
|
lovely_charan
Guest
|
|
«Reply #14 on: October 25, 2012, 05:37:05 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|