Zindagi Ek Safar - "Khwaish"

by khwaish on February 11, 2010, 12:32:48 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 8399 times)
abdbundeli
Guest
«Reply #15 on: February 19, 2010, 12:48:13 PM »
Reply with quote

Zindagi Ka Har Lamha Kuch Yuh Guzra,
Ke woh Beete Pal Mujhe Yaad Aaye Bahut!!!!

Daud raha Hoon Main Ab Tez Raftaar Mein,
Ek umar Thi Jab Yeh Kadam Ladkadaye Bahut!!!!

Badhti Umar Ke Saath Ab Aur Dard Saha Nahi jaata,
Ek Waqt Aisa Bhi Tah Jab Hum Chot khaakar Bhi Muskraaye Bahut!!!!

Jaane kis Raah,Kis Mod Par Bichadhte Gaye Kuch Log,
Iss Veeran Safar Mein Akela Hoon par Saath Mein Hai Saaye Bahut!!!!!

Har Koi Yahan Apne Hisse Ki Dastaan Suunakar Chale Jaata Hai!!
"Eh Chalte Hue Musafir!! Kabhi meri bhi Suun!!"
Hum par Bhi Waqt Ne Zulm Dhaaye Bahut!!!

Ek Woh Shaks Jo Humesha Hasta-Muskurata Tha,
Jab Kareeb Se Usse Jaana,TO Hairaan Hoon,
Usne Bhi Zindagi mein Apni Zakhm Khaaye Bahut!!!

Kuch Dost Aise Bhi The Jinhe Main Meri Veeraniyon Mein Dhoondhta Raha!!!
Jo Kabhi Mere Jashn-e-Mehfilon Mein Nazar Aaye Bahut!!!!!


"Khwaish" Yeh Duniya Hai Aur  Yehi Duniyadaari!!!
Woh shaks Har Ek Ka Dost hai,Jisne Sohrat Ki Seedi par Apne Kadam Jamaaye Bahut!!!

Kisi Se Mujhe Koi Gila-Shikwa Nahi Kyonki Yehi Sach hai!!!!
"Khwaish" Jab Khud Ko Aaene Mein Dekhta Hai,
Apne Andar Bhi Usne Bhed Paaye Bahut!!!!!

                      ~~~~~Khwaish~~~~~



Khwaish ji!
Leek (Urdu Classical Gazal kee) sey hat kar kiyaa gayaa gazal kaa yah 'prayog' swaagat yogya hai! Aapney apney man ki baat kahney mein kaheen bhi koyee kotaahee nahin ki hai!

                        - abd bundeli

  
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #16 on: February 20, 2010, 02:34:04 PM »
Reply with quote
Sach mein khwaish ji.......dil ki gehrai mein utar gayi aapki ye rachna....khud ko aaina dikhana bahut mushkil hota hai...uss se bhi mushkil apne andar chipe bhed ko dekhna.....bakhubi sach ko pradarshit kiya aapne.....
bahut khoob... Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Thankyou Sooooooooooooooooo Much Pooja..

Aapko yeh rachna Itni Pasand Aayi,Yeh Jaankar Bahut Bahut Khushi Hui Mujhe..

Pooja,Yuhi Saath Dete rahiyega.. icon_flower
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #17 on: February 22, 2010, 10:50:27 AM »
Reply with quote
EK UMAR THI KI KADAM BAHUT LADKHARAYE ......... Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause GOOD KHAWAISH JI

Bahut Bahut Bahut Shukriya Sheba Ji jo Aapne Itna pasand Farmaya..

Teh Dil Se Shukriya Usual Smile
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #18 on: February 26, 2010, 03:23:15 PM »
Reply with quote
Bahut Hi Khubsurat Likha Hai Khwaish Ji Aapne ApplauseApplause

Thankyou Soooo Much rishi Ji.. Usual Smile
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #19 on: February 26, 2010, 04:01:11 PM »
Reply with quote
 Applause Applause excelent bro.....dil ke behad kareeb mahsoos hui ye rachna..ek baar fir se aapne beeti hui kai baaten yaad dila di....
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #20 on: February 26, 2010, 04:06:51 PM »
Reply with quote
Applause Applause excelent bro.....dil ke behad kareeb mahsoos hui ye rachna..ek baar fir se aapne beeti hui kai baaten yaad dila di....

Bahut Bahut Shukriya Sanjeev Bro..Iss rachna Ko Padhte Waqt,Woh Jazbaaton Ko Woh insaan Zaroor Mehsoos Kar sakta Hai Jo kabhi Iss Daur Se Guzara Ho..Aapne Apna waqt Diya Yeh Bahut Hai Mere Liye..

Kaash, AAPKI BHI Kalam Yahan Kuch Likhde...

Thankyou Soooooooooooooooo Much For Appreciating Bro.. notworthy
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #21 on: March 06, 2010, 10:38:39 AM »
Reply with quote
bahut khoob likha hai Khwaish ji  Applause Applause Applause Applause
bahut achi soch ke saath,nice poem  Clapping Smiley Clapping Smiley

Bahut Bahut Shukriya Kaashji Usual Smile
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #22 on: March 18, 2010, 05:22:22 PM »
Reply with quote
bahut achhi peshkash khwaishji.
 Applause Applause Applause Applause Applause

Tum to chal diye rahon mein chod ke.
Tumhaara sath pakad ke hum pachtaye bahut.
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #23 on: April 17, 2010, 07:30:03 AM »
Reply with quote
Bahut khoob Khwaish ji,sach mein dil ko chu gayi aapke gazal.lovely creation.excellent.hats off .keep it up

Thankyou Soooooooooooo Much Dear Madhu.. icon_flower
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #24 on: July 24, 2011, 09:38:22 AM »
Reply with quote

Khwaish ji!
Leek (Urdu Classical Gazal kee) sey hat kar kiyaa gayaa gazal kaa yah 'prayog' swaagat yogya hai! Aapney apney man ki baat kahney mein kaheen bhi koyee kotaahee nahin ki hai!

                        - abd bundeli

 

Abd Aapka bahut Bahut Shukriya...

Aapke Comments Hi Apne-Aap mein Ek Inaam se kam Nahi..Aapne Apna Waqt Diya Bahut Bahut Shukriya Saheb!!! icon_flower
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #25 on: March 11, 2012, 08:50:12 AM »
Reply with quote
Yeh Kalaam Ek Insaan Ke Safar Ko darshaati hai..
Yeh Kalaam Ek kahani hai ke badhti umar ke saath Insaan Ki Soch,
Uski samaj Kaise Badalti hai, Woh Kaise-kaise Halaat Se Guzarta hai,
Woh Duniya Ko Aur Duniya Ke Logon ko Ab kis Nazar Se Dekhta Hai..
Umeed Karta Hoon jin Jazbaaton mein aakar main yeh Kalaam likh raha hoon..
Woh jazbaat,Woh ehsaas Aapke bhi zehan ko chuu sake..


Zindagi Ka Har Lamha Kuch Yuh Guzra,
Ke woh Beete Pal Mujhe Yaad Aaye Bahut!!!!

Daud raha Hoon Main Ab Tez Raftaar Mein,
Ek umar Thi Jab Yeh Kadam Ladkadaye Bahut!!!!

Badhti Umar Ke Saath Ab Aur Dard Saha Nahi jaata,
Ek Waqt Aisa Bhi Tah Jab Hum Chot khaakar Bhi Muskraaye Bahut!!!!

Jaane kis Raah,Kis Mod Par Bichadhte Gaye Kuch Log,
Iss Veeran Safar Mein Akela Hoon par Saath Mein Hai Saaye Bahut!!!!!

Har Koi Yahan Apne Hisse Ki Dastaan Suunakar Chale Jaata Hai!!
"Eh Chalte Hue Musafir!! Kabhi meri bhi Suun!!"
Hum par Bhi Waqt Ne Zulm Dhaaye Bahut!!!

Ek Woh Shaks Jo Humesha Hasta-Muskurata Tha,
Jab Kareeb Se Usse Jaana,TO Hairaan Hoon,
Usne Bhi Zindagi mein Apni Zakhm Khaaye Bahut!!!

Kuch Dost Aise Bhi The Jinhe Main Meri Veeraniyon Mein Dhoondhta Raha!!!
Jo Kabhi Mere Jashn-e-Mehfilon Mein Nazar Aaye Bahut!!!!!

"Khwaish" Yeh Duniya Hai Aur  Yehi Duniyadaari!!!
Woh shaks Har Ek Ka Dost hai,Jisne Sohrat Ki Seedi par Apne Kadam Jamaaye Bahut!!!

Kisi Se Mujhe Koi Gila-Shikwa Nahi Kyonki Yehi Sach hai!!!!
"Khwaish" Jab Khud Ko Aaene Mein Dekhta Hai,
Apne Andar Bhi Usne Bhed Paaye Bahut!!!!!

                      ~~~~~Khwaish~~~~~


waaaaaaaaaaaaaaaah Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #26 on: March 11, 2012, 12:34:43 PM »
Reply with quote
Applause Applause excelent bro.....dil ke behad kareeb mahsoos hui ye rachna..ek baar fir se aapne beeti hui kai baaten yaad dila di....


Sanjeev Bro Aapne waqt diya..yehi bahut hai mere liye..

Aapka bahutttttttt bahutttttttttt Shukriya icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
rizwan habib
Guest
«Reply #27 on: August 01, 2012, 08:50:08 PM »
Reply with quote
dost bht aala....

dard hy dil me...
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 12:09:27 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.133 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer