Zindagi har Kadam ek shuruaat hai Chalne ke liye

by khumaar on June 12, 2011, 01:29:06 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1189 times)
khumaar
Guest
Reply with quote
zindagi har kadam ek shuruaat hai chalne ke liye
gham o khushi se aage bhi bahut kuch milne ke lie

bahut dildaar hote hain jo bahut kum hote hain wo
log sunte hain afsaane faqat dil ko bahlane ke liye

apni aadmiyat pe kabiz rahe wo hi sachhi kaamyaabi hai
ye daur aisa hai jahan aazmaate hain aazmane ke liye

apne gham me rone walon dekho kabhi badlon ko bhi
jo baras jaate hain jane kitno ko nahlane ke liye


jazbaat ki aandhi hi jazbaat ke charaag ko badhati
wo shamma bujh jati hai jo jalti hai jalane ke liye

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Kadam Kadam Par Baharon Ne Sath Chod Diya, by pankaj_pups in Shayri-E-Dard
Kadam Kadam pe hawao se taluk rakna by smartboy121 in SMS , mobile & JOKES
Zindagi hai chalne ka naam by Pooja in Shairi - E - Zindagi « 1 2  All »
Zindagi ke har Kadam ka Yehi hai kahna by khumaar in Ghazals
sabhal k chalne k liye ek bar,fisalna jaruri hai,,,sunil by sunildehgawani in Shairi - E - Zindagi
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #1 on: June 12, 2011, 01:30:37 PM »
Reply with quote
Bahut bahut Khooob Kaashji.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Satish Shukla
Khususi Shayar
*****

Rau: 51
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
25 days, 6 hours and 16 minutes.

Posts: 1862
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #2 on: June 12, 2011, 03:57:10 PM »
Reply with quote

Janaab Khumaar Sahab,

Very nice thoughts you have expressed
in your post.

Keep on writing...all the best.

Satish Shukla 'Raqeeb'
 
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #3 on: June 12, 2011, 04:32:34 PM »
Reply with quote
zindagi har kadam ek shuruaat hai chalne ke liye
gham o khushi se aage bhi bahut kuch milne ke lie

bahut dildaar hote hain jo bahut kum hote hain wo
log sunte hain afsaane faqat dil ko bahlane ke liye

apni aadmiyat pe kabiz rahe wo hi sachhi kaamyaabi hai
ye daur aisa hai jahan aazmaate hain aazmane ke liye

apne gham me rone walon dekho kabhi badlon ko bhi
jo baras jaate hain jane kitno ko nahlane ke liye


jazbaat ki aandhi hi jazbaat ke charaag ko badhati
wo shamma bujh jati hai jo jalti hai jalane ke liye



Bahut Khoob Ehsaas Likhe HaiN Aapne ... Khumaar Ji !

Very Nice Creation ... dil se daad ... !!!
Logged
anaszaidi
Guest
«Reply #4 on: June 12, 2011, 04:47:37 PM »
Reply with quote
zindagi har kadam ek shuruaat hai chalne ke liye
gham o khushi se aage bhi bahut kuch milne ke lie

bahut dildaar hote hain jo bahut kum hote hain wo
log sunte hain afsaane faqat dil ko bahlane ke liye

apni aadmiyat pe kabiz rahe wo hi sachhi kaamyaabi hai
ye daur aisa hai jahan aazmaate hain aazmane ke liye

apne gham me rone walon dekho kabhi badlon ko bhi
jo baras jaate hain jane kitno ko nahlane ke liye


jazbaat ki aandhi hi jazbaat ke charaag ko badhati
wo shamma bujh jati hai jo jalti hai jalane ke liye


Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #5 on: June 20, 2011, 08:09:48 AM »
Reply with quote
zindagi har kadam ek shuruaat hai chalne ke liye
gham o khushi se aage bhi bahut kuch milne ke lie

bahut dildaar hote hain jo bahut kum hote hain wo
log sunte hain afsaane faqat dil ko bahlane ke liye

apni aadmiyat pe kabiz rahe wo hi sachhi kaamyaabi hai
ye daur aisa hai jahan aazmaate hain aazmane ke liye

apne gham me rone walon dekho kabhi badlon ko bhi
jo baras jaate hain jane kitno ko nahlane ke liye


jazbaat ki aandhi hi jazbaat ke charaag ko badhati
wo shamma bujh jati hai jo jalti hai jalane ke liye





bahut khoob Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 11:09:23 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.097 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer