Zindagi Mein Sabse Mushkil Hai Kisi Ka Kisi Par Aitbaar Karna..

by khwaish on July 16, 2009, 03:49:51 PM
Pages: 1 [2] 3 4  All
ReplyPrint
Author  (Read 11132 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #15 on: July 21, 2009, 06:11:32 AM »
Reply with quote
Har lafj khub,bahut pyare jajbaat....bahut bahut behtrin likha hai aapne khwaish ji....... Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

       Fakr use bhi hoga,jiske saath har raah par chalta hai tu
       Khushnasib hai wo,jo uski itni kadar karta hai tu

       Khuda kare yu hi chalte rahe kadam aitbaar ki raahon par
       Khushiyan rahe sada uske daaman me,Jiske liye har pal dua karta hai tu


Thankyou Sooooooooooooo Much Dear Friend!!!!

Aapki Inn Duayon Ke Liye Dil-O-Jaan Se Shukriya Dost!!!

Aur Bhaut Hi Khoob Andaaz Mein Aapne Yeh Duayon Di..

Bahut Bhaut Khooob Pooja.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #16 on: July 21, 2009, 04:30:31 PM »
Reply with quote
Wow Khwaish ji,kitni bhi tareef karu kam hogi, icon_scratch
mindblwing,excellent,very beautiful creation. icon_thumleft Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
very beautiful lines by Kaash ji,Popp ji,Dbd ji. icon_thumleft Applause Applause Applause

Thanks A Million Madhuji...

Thanky You Soooo Much Dear For Always Reading and Appreciating!!! Usual Smile
Logged
Dastbardaar
Shayarana Mizaaj
**

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
1 days, 9 hours and 59 minutes.
Posts: 69
Member Since: Jul 2009


View Profile
«Reply #17 on: July 21, 2009, 04:43:22 PM »
Reply with quote
Bahut Khoob!! Clapping Smiley Clapping Smiley

Shukriyaa...

Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #18 on: July 22, 2009, 04:18:01 AM »
Reply with quote
wah wah Khwaish Ji

Bahut Bahut Shukriya Sarveshji..

A Comment By You Always Inspires Me To Write Better..Thankyou Sir!!
Logged
Roja
Guest
«Reply #19 on: July 22, 2009, 04:19:33 AM »
Reply with quote
Zindagi Apni Has Kar Basar Karte Hai!!
Nafraton Ke Raaston par Naa Safar Karte Hai...

Woh Log Aur Honge Jinhe Apne Humsaaya Par Bhi Yakeen Nahi!!!
Tu Saath Hai mere!! Hum To Bas issi baat Pe Khud Par Fakr Karte Hai....

Toot Jaate Hai Woh Ghar Jinki Deewarein Mazboot Naa Ho!!
Zindagi Ke Har Kadam Par Khud Se Zyaada Yakeen Hum Tujh Par karte Hai...

Mohabbat Gehri Tab Hoti Hai Jab Hum kisi Ke Gham ko Apnana Seekhle!!
Sirf Teri Muskaan Ka Khaayal Nahi Hoon Main!!!
Teri Aankh Se Gire Hue Ashko Ki Bhi Hum Kadar Karte Hai....

Tujhse Door Rehte Hai par Tujhse Juda Kabhi Ho Nahi Sakte!!
Har Pehar, Har Lamha  Hum teri Fikar Karte Hai....

Tere Har Dard-0-Gham Ka Ilaaj hai Paas Mere!!!
Suna Hai, Dawaon Se Zyaada Duawein Asar Karte Hai....

"Khwaish" Kehta Hai ke Zindagi Mein sabse Mushkil Hai,
Kisi Ka Kisi Par "Aitbaar" Karna!!!
Jo Naa Samaj Sake Iss Jazbaat Ko,
Woh Naa Jaane,Apne Mohabbat Ka Kya Hashar Karte Hai....

             ~~~~~Khwaish~~~~~


Nice creation Khwaish bhaiya  Clapping Smiley
Logged
Roja
Guest
«Reply #20 on: July 22, 2009, 04:20:55 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause

bahot khoob likha hai aapne Khwaish ji

apni ghazal me aapne dard mohabbat aur zindagi
sabhi se mutallik ashaar rahke hain
aur bahot umda likha hai

kuch koshish kar rahe hain likhne ki
ummeed hai pasand aaye

zindagi me zindagi jeene ko zindagi kahte hain
manzilon ke safar hi raahon me asar rakhte hain


dard ko dard samajh len hum to alag baat hai
varna to dard haqeeqat me nahi zahar rakhte hain

zindagi me mushkil hai yun to dost aitbaar karna
par zindagi ke tasalsul bharose se hi peher karte hain

mohabbat to khamoshi aur uski raanayiyun me gum rahti
Khumaari ke mausam to shab ko bhi sahar kahte hain


Nice Gazal @Kaash ji  Thumbs UP
Logged
Roja
Guest
«Reply #21 on: July 22, 2009, 04:22:44 AM »
Reply with quote
Har lafj khub,bahut pyare jajbaat....bahut bahut behtrin likha hai aapne khwaish ji....... Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

       Fakr use bhi hoga,jiske saath har raah par chalta hai tu
       Khushnasib hai wo,jo uski itni kadar karta hai tu

       Khuda kare yu hi chalte rahe kadam aitbaar ki raahon par
       Khushiyan rahe sada uske daaman me,Jiske liye har pal dua karta hai tu


Wah wah Pop  Usual Smile
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #22 on: July 26, 2009, 12:02:27 PM »
Reply with quote
Khwaish Dost, Bohot bohot khoob  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Bohot achcha likha hai.......aur usse zyada khoobsurat wo jazba hai jo is shayari main nazar aata hai.......!

Khaas kar ye lines bohot pasand aayi hume"

"Khwaish" Kehta Hai ke Zindagi Mein sabse Mushkil Hai,
Kisi Ka Kisi Par "Aitbaar" Karna!!!
Jo Naa Samaj Sake Iss Jazbaat Ko,
Woh Naa Jaane,Apne Mohabbat Ka Kya Hashar Karte Hai....


Bohot khoob Dost.

Bahut Bahut Shukriya Dost!!!!

Apne Uss jazbaat Ko Samjha, Yeh Jaankar Behad Khushi hui Hai Talat!!!

Thankyou Soooooooo Much Dost!!! icon_flower
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #23 on: July 28, 2009, 05:12:48 PM »
Reply with quote
BOhat Khoob KHwaish Bhai,.

Bahut Bahut Shukriya Azeem..
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #24 on: August 16, 2009, 05:52:06 PM »
Reply with quote
khoob kaha khwaish sahab bhut khoob

Bahut Bahut Shukriya Aslamji..
Logged
Pooja
Guest
«Reply #25 on: August 16, 2009, 06:31:54 PM »
Reply with quote
Zindagi Apni Has Kar Basar Karte Hai!!
Nafraton Ke Raaston par Naa Safar Karte Hai...

Woh Log Aur Honge Jinhe Apne Humsaaya Par Bhi Yakeen Nahi!!!
Tu Saath Hai mere!! Hum To Bas issi baat Pe Khud Par Fakr Karte Hai....

Toot Jaate Hai Woh Ghar Jinki Deewarein Mazboot Naa Ho!!
Zindagi Ke Har Kadam Par Khud Se Zyaada Yakeen Hum Tujh Par karte Hai...

Mohabbat Gehri Tab Hoti Hai Jab Hum kisi Ke Gham ko Apnana Seekhle!!
Sirf Teri Muskaan Ka Khaayal Nahi Hoon Main!!!
Teri Aankh Se Gire Hue Ashko Ki Bhi Hum Kadar Karte Hai....

Tujhse Door Rehte Hai par Tujhse Juda Kabhi Ho Nahi Sakte!!
Har Pehar, Har Lamha  Hum teri Fikar Karte Hai....

Tere Har Dard-0-Gham Ka Ilaaj hai Paas Mere!!!
Suna Hai, Dawaon Se Zyaada Duawein Asar Karte Hai....

"Khwaish" Kehta Hai ke Zindagi Mein sabse Mushkil Hai,
Kisi Ka Kisi Par "Aitbaar" Karna!!!
Jo Naa Samaj Sake Iss Jazbaat Ko,
Woh Naa Jaane,Apne Mohabbat Ka Kya Hashar Karte Hai....

             ~~~~~Khwaish~~~~~


bahoot khoob Khwaish ji... her ek line kamal ki hai magar yah teen line superbbb

Mohabbat Gehri Tab Hoti Hai Jab Hum kisi Ke Gham ko Apnana Seekhle!!
Sirf Teri Muskaan Ka Khaayal Nahi Hoon Main!!!
Teri Aankh Se Gire Hue Ashko Ki Bhi Hum Kadar Karte Hai...
Logged
angel4u
Guest
«Reply #26 on: August 19, 2009, 02:02:00 PM »
Reply with quote
Zindagi Apni Has Kar Basar Karte Hai!!
Nafraton Ke Raaston par Naa Safar Karte Hai...

Woh Log Aur Honge Jinhe Apne Humsaaya Par Bhi Yakeen Nahi!!!
Tu Saath Hai mere!! Hum To Bas issi baat Pe Khud Par Fakr Karte Hai....

Toot Jaate Hai Woh Ghar Jinki Deewarein Mazboot Naa Ho!!
Zindagi Ke Har Kadam Par Khud Se Zyaada Yakeen Hum Tujh Par karte Hai...

Mohabbat Gehri Tab Hoti Hai Jab Hum kisi Ke Gham ko Apnana Seekhle!!
Sirf Teri Muskaan Ka Khaayal Nahi Hoon Main!!!
Teri Aankh Se Gire Hue Ashko Ki Bhi Hum Kadar Karte Hai....

Tujhse Door Rehte Hai par Tujhse Juda Kabhi Ho Nahi Sakte!!
Har Pehar, Har Lamha  Hum teri Fikar Karte Hai....

Tere Har Dard-0-Gham Ka Ilaaj hai Paas Mere!!!
Suna Hai, Dawaon Se Zyaada Duawein Asar Karte Hai....

"Khwaish" Kehta Hai ke Zindagi Mein sabse Mushkil Hai,
Kisi Ka Kisi Par "Aitbaar" Karna!!!
Jo Naa Samaj Sake Iss Jazbaat Ko,
Woh Naa Jaane,Apne Mohabbat Ka Kya Hashar Karte Hai....

             ~~~~~Khwaish~~~~~


Beautifully written Khwaish Ji..

Sorry kaafi der se reply kar rahi hooon. sad5

But as usual its mindblowing Clapping Smiley
Logged
angel4u
Guest
«Reply #27 on: August 19, 2009, 02:03:47 PM »
Reply with quote

Tere Labon Par Muskaan Rahe,
Zindagi Tujh Par Asaan Rahe

Khushian Hon Saath Tere Har Pal,
Har Ghum Tujh Se Anjaan Rahe

Har Chaah Teri Yoon Poori Ho,
Na Dil Main Koi Armaan Rahe

Tere Hathon Main Rahe Hath UsKa,
Ghar Tera Haseen Gulistaan Rahe





Lovely lines Talat Applause
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #28 on: August 21, 2009, 05:21:47 PM »
Reply with quote

Tere Labon Par Muskaan Rahe,
Zindagi Tujh Par Asaan Rahe

Khushian Hon Saath Tere Har Pal,
Har Ghum Tujh Se Anjaan Rahe

Har Chaah Teri Yoon Poori Ho,
Na Dil Main Koi Armaan Rahe

Tere Hathon Main Rahe Hath UsKa,
Ghar Tera Haseen Gulistaan Rahe





Teh Dil Se Shukriya Dost!!! Khush-Kismat hai Woh Shaks Jinhe Aap jaisa Dost mile..Teh dil se shukriya Aapki Di Hui Duayon ka..


Teri Dua Saath Ho to Hum bas Muskurate Rahenge,
Har Mushkil Raah Ko Asaan Banate Rahenge...

Ladunga Kuch iss Kadar har Halaat Se,
Ke Aandhiyon mein bhi Hum Apna Ghar Sajate Rahenge...

Khushiyan Hi Khushiyan Ho uske Daaman Mein!!!
Kuch iss Kadar Hum Unhe Apne Palkon par Bithaate Rahenge...

Main Yeh nahi Kehta Ke saath Mere Zindagi ka Yeh Safar Asaan Hoga!!!
Par jahan Rabb ki Beinteha Rehmat Ho Aur Aap Jaise Dost Ki Duayen!!!
To inn Mushkilo Se Kya Darna, Yeh to Aate-Jaate Rahenge....

Eh Dost, "Talat", Yeh Zindagi ki Haqeeat Hai Ke Aaj Ke daur mein
Duayen Bhi Woh Shaks Deta Hai jis Dil Aaene Ki Tarah Saaf Ho!!!!
Teri Dosti Ke Aage Hum APna Sar Jhukaate Rahenge.....

Logged
Talat
Guest
«Reply #29 on: August 21, 2009, 05:38:01 PM »
Reply with quote
Lovely lines Talat Applause

Thanks so much Angel
Logged
Pages: 1 [2] 3 4  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 11:22:56 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.137 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer