sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
|
तुमसे ये एतराज़ हमें यार आज है |
क्यूँ बर्फ़ से भी सर्द तुम्हारा मिज़ाज है ||
क़िस्मत में है नियाज़ जिसके एक भी यहाँ |
उस खुश नसीब शख़्स का रोशन सिराज है ||
मिलते नहीं किसी से तुम्हारे कभी ख़याल |
कैसी तुम्हारी क़ौम है कैसा समाज है ||
लौटे हैं तेरे दर से सभी रोज़ तिशनालब |
कितना अजीब सा तेरे घर का रिवाज है ||
इक आप ही नहीं जो हैं हर वक़्त मुब्तिला |
अपने भी घर में ढेर सारा कामकाज है ||
बस आपके यहाँ पे फ़क़त आप के सिवा |
हर शख़्स देखिये बड़ा ही खुश मिज़ाज है ||
माना नहीं कभी भी हक़ीमों का मशविरा |
मैं जानता हूँ मेरा मरज़ लाइलाज है ||
डा० सुरेन्द्र सैनी
Tumse ye etraaz hameN yaar aaj hai. KyooN barf se bhee sard tumhaaraa mizaaj hai.
Qismat meN hai niyaaz jiske ek bhee yahaaN. Us khush naseeb shakhsh kaa roshan siraaj hai.
Milte naheeN kisee se tumhaare kabhee khyaal. Kaisee tumhaaree qaum hai kaisaa samaaj hai.
Laute haiN tere dar se sabhee roz tishnaalab. Kitnaa ajeeb saa tere ghar kaa riwaaj hai.
Ik aap hee naheeN jo haiN har waqt mubtilaa. Apne bhee ghar men dher saaraa kaamkaaj hai.
Bas aapke yahaaN pe faqat aap ke siwaa. Har shakhsh dekhiye badaa hee khush mizaaj hai.
Maanaa naheeN kabhee bhee haqeemoN kaa mashwiraa. MaiN jaantaa hooN meraa maraz laailaaj hai.
Dr.Surendra Saini
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
|
Mohammad Touhid
Umda Shayar
Rau: 35
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:38 days, 12 hours and 35 minutes.
'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!
Posts: 7160 Member Since: Aug 2009
|
|
«Reply #2 on: February 23, 2012, 06:05:19 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Sadiq Rizvi
Guest
|
|
«Reply #3 on: February 23, 2012, 12:49:54 PM » |
|
Maanaa naheeN kabhee bhee haqeemoN kaa mashwiraa. MaiN jaanta hooN mera maraz laailaaj hai.
Saini saheb maaf kijiye urdu mein lafz marz naheeN MARAZ hai (Maazrat ke sath)
|
|
|
Logged
|
|
|
|
riyaz106
Guest
|
|
«Reply #4 on: February 23, 2012, 05:31:56 PM » |
|
Achhi ghazal kahi hai Saini sahab. Aakhri sher sabse achha laga. Daad-o-tehseen. Mazrat ke saath kahta hun ke sahi lafz marz hai, maraz nahi. Isliye is misre ko zara sa badal ka yun kaha ja sakta hai:
MaiN jaantaa hooN meraa maraz laailaaj hai. ki jagah MaiN jaantaa hooN marz meraa laailaaj hai.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
riyaz106
Guest
|
|
«Reply #5 on: February 23, 2012, 05:34:42 PM » |
|
Rizvi Sahab aap jo kahna chaah rahe the use likhne mein kuchh chook hui hai: Maanaa naheeN kabhee bhee haqeemoN kaa mashwiraa. MaiN jaanta hooN mera maraz laailaaj hai.
Saini saheb maaf kijiye urdu mein lafz marz naheeN MARAZ hai (Maazrat ke sath)
|
|
|
Logged
|
|
|
|
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 115
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:101 days, 3 hours and 51 minutes.
kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.
Posts: 16243 Member Since: Feb 2010
|
|
«Reply #6 on: February 23, 2012, 10:59:39 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
madhuwesh
Guest
|
|
«Reply #7 on: February 23, 2012, 11:10:59 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
usha rajesh
Guest
|
|
«Reply #9 on: February 24, 2012, 02:25:38 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #10 on: February 24, 2012, 04:04:07 AM » |
|
Qalb sheb shukriya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #11 on: February 24, 2012, 05:37:49 AM » |
|
Tauhid saheb shukriya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
Rau: 4
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:53 days, 9 hours and 51 minutes.
Posts: 3738 Member Since: Oct 2005
|
|
«Reply #12 on: February 24, 2012, 07:44:20 AM » |
|
सैनी साहब, फिर से नायाब पेशकश को पढ़ने का मौका देने के लिए आपका शुक्रिया
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
sarfira
Guest
|
|
«Reply #14 on: February 24, 2012, 08:32:02 AM » |
|
milte nahee tumhare khayaal---- kaisi tumhari qaum hai kaisa samaaj hai ----- maaf kariega Saini sahab-- hume ye aashar bilkul basand nhi aaye--ye aap agr tanz ke lie kah gaye to mai iske meaning se ittefaq nhi rakhta--!! baaki ki ghazal bht bht khoob hain daad kubul karen likhte rahen khus rahen muskurate rahen sukriya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|