Taseer SahaaB Aadaab!
Masha Allah janab waaH bahut khoob janab bahut khoob...
kia gazab ke khayaal kahe hai aur kia hi umdaa bayaani
rahi .... bahut khoob janab behad umdaa...
Aik behad khoob aur gazab ki kalaam lekar aayeN hai ...
iske liye tah e dil se aapko mubarakbad janab...
Aur is khoob aur dilkash kalaam par humari hazaaroN
dili daad O mubbarakbad kabul kijiye...
Likhate rahiye... aate rahiye...
Shaad O aabaad rahiye...
Khuda Hafez... Zindagi mein khushi to aai magar mehamaaN ki tarah;
Gham raha kiye dil mein maalik-e-makaaN ki tarah;
Kia kahne janab behad khoob khyaal aur behad
umdaa bayaani ... gazab janab bahut khoob daad daad daad ... woh pathar samjh kar thokarein marte rahe,
hum lahu luhaan hua kiye kisi insaaN ki tarah;
Masha Allaah janab ... kia kahne waaH
behad umdaa bahut khoob... daad daad daad woh dawaa dete rahe ya zehar pata nahin,
haan magar pesh aate rahe woh meharbaaN ki tarah;
Bahut khoob janab bahut khoob... bade hi umdaa
khayaalaat ko behad achche labo lahje meiN pesh kar rahe haiN ..
daad daad daad bahut haseen hai jahaan aur mataa-e-jahaan bhi,
magar dhunde na mila koi meri maaN ke tarah;
Masha Allaah Masha Allaah kia kahne janab...
aapki is umdaa aur khoobsurat soNch O khayaal ke waaH jee
bahut umdaa daad tumhe badalna tha kahaani ke kirdaaron ki tarah,
humein rehna tha daayam anjaam-e-daastaan ki tarah;
Ufff gazab janab gazab... mazaa aa gaya bahut
khoob daad daad daad andar andar rawaaN hai ek ju-e-aatish-e-gham,
na chedo hume ubhar padenge aatish fishaaN ki tarah;
Umdaa janab bahut umdaa daad Hai giraftaar-e-gham taasir to muddat se magar,
mehfilon mein gungunata rehta hai shaadmaaN ki tarah;
Haay kia kahne janab... gazab behad khoob...
bada hi khoob Maqta bhi raha daad daad daad ...