sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
|
झूठी महब्बतों का भरम पालता नहीं |
मैं बात अपने दिल की कभी टालता नहीं ||
मुझको नकारता है जो उसकी तरफ़ तो मैं |
हसरत भरी निगाह लिए ताकता नहीं ||
आये ख़ुदाई बीच में तो बात है अलग |
वरना मैं ज़िम्मेदारियों से भागता नहीं || अब तक जमीं पे चलने की आयी नहीं तमीज़ |
उड़ने की कभी आसमाँ में ठानता नहीं ||
कोई सराहे या न सराहे मेरा कलाम |
लेकिन कहे बग़ैर कभी मानता नहीं ||
है कौन दे रहा जो मुझे रोज़ हौसला |
मैं आज तक भी उसका पता जानता नहीं ||
जो आग मुझ में है वही तुझे में भी आग हो |
मैं भीख माँगू प्यार की दिल मानता नहीं ||
डा० सुरेन्द्र सैनी
Jhoothee mahabbatoN kaa bharam paaltaa naheeN. MaiN baat apne dil kee kabhee taaltaa naheeN.
Mujhko nakaartaa hai jo uskee taraf to maiN. Hasrat bharee nigaah liye taaktaa naheeN.
Aaye khudaai beech meN to baat hai alag. Varnaa maiN zimmedaariyoN se bhaagtaa naheeN.
Ab tak zameeN pe chalne kee aayee naheeN tameez. Udne kee kabhee aasmaaN men thaantaa naheeN.
Koi saraahe yaa n saraahe meraa kalaaam. Lekin kahe baghair kabhee maantaa naheeN.
Hai kaun de rahaa jo mujhe roz hauslaa. MaiN aaj tak bhee uskaa pataa jaantaa naheeN.
Jo aag mujh meN hai vahee tujhe meN bhee aag ho. MaiN bheekh maangoo pyaar kee dil maantaa naheeN.
Dr.Surendra Saini
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
khujli
Guest
|
|
«Reply #1 on: February 22, 2012, 05:45:26 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
|
«Reply #2 on: February 22, 2012, 06:39:59 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
F.H.SIDDIQUI
Guest
|
|
«Reply #3 on: February 22, 2012, 08:15:58 AM » |
|
bahut khoob, Saini saheb.Aaj phir login karne par aap ka khubsurat kalaam padhne ko mila.Mubarak ho.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
pawan16
Guest
|
|
«Reply #4 on: February 22, 2012, 08:18:12 AM » |
|
wahhhhhhh wahhhhhhhhh sir ji bhut acha likha hai..........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
pankajwfs
Guest
|
|
«Reply #5 on: February 22, 2012, 08:18:36 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
betukh_ bakbaki
Guest
|
|
«Reply #6 on: February 22, 2012, 08:41:03 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sbechain
Guest
|
|
«Reply #7 on: February 22, 2012, 10:58:46 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sarfira
Guest
|
|
«Reply #8 on: February 22, 2012, 11:03:00 AM » |
|
laajawaaaaaaaaaaaaaaaab ghazal
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Satish Shukla
Khususi Shayar
Rau: 51
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:25 days, 6 hours and 16 minutes.
Posts: 1862 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #9 on: February 22, 2012, 11:15:03 AM » |
|
Saini Sahab,
Ek aur achchhee peshkash
Hardik shubhkaamnaayen.
Satish Shukla 'Raqeeb'
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Sadiq Rizvi
Guest
|
|
«Reply #11 on: February 22, 2012, 02:11:24 PM » |
|
Koi saraahe yaa n saraahe meraa kalaaam. Saini kahe baghair yeh dil maantaa naheeN. Saini saheb aise hi likhte rahiye... Shaad o aabaad rahiye... Khuda Hafez...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Iftakhar Ahmad
Guest
|
|
«Reply #12 on: February 22, 2012, 02:59:33 PM » |
|
Saini saheb, ek aur shaandar ghazal likhi aapne, khaastaur pe aakhiri sher- "Jo aag mujh mein hai wahi tujh mein bhi aag ho Main bheekh maangu pyaar ki dil maanta nahi" to kamaal ka hai. Waise aapka har kalaam hi shaandar hota hai.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
usha rajesh
Guest
|
|
«Reply #13 on: February 22, 2012, 03:58:42 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #14 on: February 23, 2012, 04:06:38 AM » |
|
Qalb saheb bahut bahut shukriya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|