sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
|
पत्थर जब फलदार शजर पर मारेगा |
फल ही देगा और नहीं तो क्या देगा ||
नामुमकिन को मुमकिन करना है आसान |
कुछ करने को दिल में अगर तू ठानेगा ||
सब को है मालूम करोगे जब भी इश्क़ |
सारा ही सुख –चैन तुम्हारा लेलेगा ||
कैसे -कैसे आप कमा कर लाते हैं |
कल को बच्चा बात सभी ये पूछेगा ||
ढीला – ढाला जंग में होगा जो शामिल |
हर कोई उस पे ही निशाना साधेगा ||
कच्चा फल है सब्र करो पक जाने तक |
इक दिन इसका स्वाद ज़माना मानेगा ||
‘सैनी’ख़ाली हाथ चला है मंज़िल पर |
उससे अब क्या कोई लुटेरा छीनेगा ||
डा० सुरेन्द्र सैनी
Pathar jab faldaar shajar par maaregaa. Fal hee degaa aur naheeN to kyaa degaa.
Naamumkin ko mumkin karnaa hai aasaan. Kuchh karne ko dil meN agar too thaanegaa.
Sab ko hai maaloom karoge jab bhee ishq. Saaraa hee sukh –chain tumhaaraa lelegaa.
Kaise-kaise aap kamaa kar laate haiN. Kal ko bachhaa baat sabhee ye poochhegaa.
Dheelaa – dhaalaa jang meN hogaa jo shaamil. Har koi us pe hee nishaanaa saadhegaa.
Kachhaa fal hai sabr karo pak jaane tak. Ik din iskaa swaad zamaanaa maanegaa.
‘Saini’ khaalee haatha chalaa hai manzil par. Usse ab kyaa koi luteraa chheenegaa.
Dr.Surendra Saini
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
amit_prakash_meet
Guest
|
|
«Reply #1 on: March 31, 2012, 07:47:19 AM » |
|
Bahut Umda Bahut Hi Umda, Saini Ji, Dil pe Laga Hai पत्थर जब फलदार शजर पर मारेगा |
फल ही देगा और नहीं तो क्या देगा ||
नामुमकिन को मुमकिन करना है आसान |
कुछ करने को दिल में अगर तू ठानेगा ||
सब को है मालूम करोगे जब भी इश्क़ |
सारा ही सुख –चैन तुम्हारा लेलेगा ||
कैसे -कैसे आप कमा कर लाते हैं |
कल को बच्चा बात सभी ये पूछेगा ||
ढीला – ढाला जंग में होगा जो शामिल |
हर कोई उस पे ही निशाना साधेगा ||
कच्चा फल है सब्र करो पक जाने तक |
इक दिन इसका स्वाद ज़माना मानेगा ||
‘सैनी’ख़ाली हाथ चला है मंज़िल पर |
उससे अब क्या कोई लुटेरा छीनेगा ||
डा० सुरेन्द्र सैनी
Pathar jab faldaar shajar par maaregaa. Fal hee degaa aur naheeN to kyaa degaa.
Naamumkin ko mumkin karnaa hai aasaan. Kuchh karne ko dil meN agar too thaanegaa.
Sab ko hai maaloom karoge jab bhee ishq. Saaraa hee sukh –chain tumhaaraa lelegaa.
Kaise-kaise aap kamaa kar laate haiN. Kal ko bachhaa baat sabhee ye poochhegaa.
Dheelaa – dhaalaa jang meN hogaa jo shaamil. Har koi us pe hee nishaanaa saadhegaa.
Kachhaa fal hai sabr karo pak jaane tak. Ik din iskaa swaad zamaanaa maanegaa.
‘Saini’ khaalee haatha chalaa hai manzil par. Usse ab kyaa koi luteraa chheenegaa.
Dr.Surendra Saini
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khujli
Guest
|
|
«Reply #2 on: March 31, 2012, 07:51:05 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
saahill
Mashhur Shayar
Rau: 86
Offline
Waqt Bitaya:147 days, 17 hours and 51 minutes.
Posts: 18610 Member Since: Jun 2009
|
|
«Reply #3 on: March 31, 2012, 08:07:44 AM » |
|
boht khub saini sir
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
theyash
Guest
|
|
«Reply #5 on: March 31, 2012, 08:42:46 AM » |
|
BAHUT BADIYA SAINIJI...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
pankajwfs
Guest
|
|
«Reply #6 on: March 31, 2012, 09:43:38 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sarfira
Guest
|
|
«Reply #7 on: March 31, 2012, 10:23:52 AM » |
|
पत्थर जब फलदार शजर पर मारेगा |
फल ही देगा और नहीं तो क्या देगा ||
नामुमकिन को मुमकिन करना है आसान |
कुछ करने को दिल में अगर तू ठानेगा ||
सब को है मालूम करोगे जब भी इश्क़ |
सारा ही सुख –चैन तुम्हारा लेलेगा ||
कैसे -कैसे आप कमा कर लाते हैं |
कल को बच्चा बात सभी ये पूछेगा ||
ढीला – ढाला जंग में होगा जो शामिल |
हर कोई उस पे ही निशाना साधेगा ||
कच्चा फल है सब्र करो पक जाने तक |
इक दिन इसका स्वाद ज़माना मानेगा ||
‘सैनी’ख़ाली हाथ चला है मंज़िल पर |
उससे अब क्या कोई लुटेरा छीनेगा ||
डा० सुरेन्द्र सैनी
Pathar jab faldaar shajar par maaregaa. Fal hee degaa aur naheeN to kyaa degaa.
Naamumkin ko mumkin karnaa hai aasaan. Kuchh karne ko dil meN agar too thaanegaa.
Sab ko hai maaloom karoge jab bhee ishq. Saaraa hee sukh –chain tumhaaraa lelegaa.
Kaise-kaise aap kamaa kar laate haiN. Kal ko bachhaa baat sabhee ye poochhegaa.
Dheelaa – dhaalaa jang meN hogaa jo shaamil. Har koi us pe hee nishaanaa saadhegaa.
Kachhaa fal hai sabr karo pak jaane tak. Ik din iskaa swaad zamaanaa maanegaa.
‘Saini’ khaalee haatha chalaa hai manzil par. Usse ab kyaa koi luteraa chheenegaa.
Dr.Surendra Saini
waahhhhhhhhh kya baat hai Saini sahab superbbb ghazal dili daad kubul karen
|
|
|
Logged
|
|
|
|
adil bechain
Umda Shayar
Rau: 161
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:31 days, 18 hours and 24 minutes.
Posts: 6552 Member Since: Mar 2009
|
|
«Reply #8 on: March 31, 2012, 10:26:06 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
iitrhimanshu
Guest
|
|
«Reply #9 on: March 31, 2012, 11:46:11 AM » |
|
, hum to gazal ke baare mein jaante bhi na the, par aaj pataa chalaa, ki umdaa shaayar ki gazal kitni chhaap chhorti hai ;haa ab mai saare gazalon ko dekh paa rahaa hoon, dhanyavaad!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
masoom shahjada
Guest
|
|
«Reply #10 on: March 31, 2012, 11:59:19 AM » |
|
Waah brother kya mast gajal h. Ak ak line dil ko chu gayi. Sar me dard ho rha tha mere par jab aapki gajal pari to theek ho gaya. Aapki gajal to dawa ka kam bhi kar gayi.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mkv
Guest
|
|
«Reply #11 on: March 31, 2012, 04:52:19 PM » |
|
Vaaaaaaaaaaaaaaaaah Khoob likha hai aapne surendra ir नामुमकिन को मुमकिन करना है आसान | कुछ करने को दिल में अगर तू ठानेगा || सब को है मालूम करोगे जब भी इश्क़ | सारा ही सुख –चैन तुम्हारा लेलेगा || Sir ab to aapki ghajal dawa ka kaam bhi karne lagee hai..kas ye sabhi marjo me kaam kare chahe co dil ki beemari ho ya dimaag kee. (masoom bhai ka comment)
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #12 on: April 01, 2012, 02:39:14 AM » |
|
Amit ji shukriya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #13 on: April 01, 2012, 06:42:31 AM » |
|
Qalb ji shukriya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #14 on: April 01, 2012, 08:26:04 AM » |
|
Saahill ji shukriya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|