sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
हमारे पास आओ भी |
फ़साना कुछ सुनाओ भी ||
शिकायत जो भी है खुल कर |
ज़रा हमसे बताओ भी ||
हमें तुम साथ में लेकर |
कहीं पे घूम आओ भी ||
दीवानों की मज़ारों पर |
दिया चल कर जलाओ भी ||
हुनर है जो निहाँ तुम में |
ज़माने को दिखाओ भी ||
भला एसी भी क्या ख़फ़गी |
ज़रा सा मुस्कुराओ भी ||
मेरी मजबूरियाँ समझो |
समझदारी दिखाओ भी ||
सताया है बहुत अब तक |
अरे अब बाज़ आओ भी ||
लो ‘सैनी’ सर झुकाता है |
चलो अब मान जाओ भी ||
डा०सुरेन्द्र सैनी
Hamaare paas aao bhee. Fasaanaa kuchh sunaao bhee.
Shikaayat jo bhee hai khul kar. Zaraa hamse bataao bhee.
HameN tum saath meN lekar. KaheeN pe ghoom aao bhee.
DeewaanoN kee mazaaroN par. Diyaa chal kar jalaao bhee.
Hunar hai jo nihaaN tum meN. Zamaane ko dikhaao bhee.
Bhalaa esee bhee kyaa khafgee. Zaraa saa muskuraao bhee.
Meree majbooriyaaN samjho. Samajhdaaree dikhaao bhee.
Sataayaa hai bahut ab tak. Are ab baaz aao bhee.
Lo‘saini’ sar jhukaataa hai. Chalo ab maan jaao bhee.
Dr.Surendra Saini
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
|
soudagar
Guest
|
|
«Reply #2 on: April 10, 2012, 10:01:53 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
amit_prakash_meet
Guest
|
|
«Reply #3 on: April 10, 2012, 10:28:29 AM » |
|
हम तो माने हुए ही हैं आपको, अति सुन्दर, लाजवाब हमारे पास आओ भी |
फ़साना कुछ सुनाओ भी ||
शिकायत जो भी है खुल कर |
ज़रा हमसे बताओ भी ||
हमें तुम साथ में लेकर |
कहीं पे घूम आओ भी ||
दीवानों की मज़ारों पर |
दिया चल कर जलाओ भी ||
हुनर है जो निहाँ तुम में |
ज़माने को दिखाओ भी ||
भला एसी भी क्या ख़फ़गी |
ज़रा सा मुस्कुराओ भी ||
मेरी मजबूरियाँ समझो |
समझदारी दिखाओ भी ||
सताया है बहुत अब तक |
अरे अब बाज़ आओ भी ||
लो ‘सैनी’ सर झुकाता है |
चलो अब मान जाओ भी ||
डा०सुरेन्द्र सैनी
Hamaare paas aao bhee. Fasaanaa kuchh sunaao bhee.
Shikaayat jo bhee hai khul kar. Zaraa hamse bataao bhee.
HameN tum saath meN lekar. KaheeN pe ghoom aao bhee.
DeewaanoN kee mazaaroN par. Diyaa chal kar jalaao bhee.
Hunar hai jo nihaaN tum meN. Zamaane ko dikhaao bhee.
Bhalaa esee bhee kyaa khafgee. Zaraa saa muskuraao bhee.
Meree majbooriyaaN samjho. Samajhdaaree dikhaao bhee.
Sataayaa hai bahut ab tak. Are ab baaz aao bhee.
Lo‘saini’ sar jhukaataa hai. Chalo ab maan jaao bhee.
Dr.Surendra Saini
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khujli
Guest
|
|
«Reply #4 on: April 10, 2012, 11:24:22 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
F.H.SIDDIQUI
Guest
|
|
«Reply #5 on: April 10, 2012, 11:26:47 AM » |
|
Bahut khoob , Saini saheb . Achhi pehkash hai. Parwaaz saheb ki khafgi main door kiye de raha hoon :
Hai bus Naaraazgi 'khafgee', Chalo abb maan jaao bhee
P.S. Yeh comment post karne ke baad main ne dekha ki Saini saheb ne Khafgee lafz naraazii se badal diya hai.Jahaan tak main samajhta hoon yeh replacement ghalat hai.Kyunki 'naraazi' lafz Raazi(agree) ka opposite to ho sakta hai , khafgi ka synonym nahin.isska synonym Naaraazgi hai.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Satish Shukla
Khususi Shayar
Rau: 51
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:25 days, 6 hours and 16 minutes.
Posts: 1862 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #6 on: April 10, 2012, 11:27:05 AM » |
|
Saini Sahib,
Waah waah...Bahut khoob...kahte rahiye mehnat zaroor rang laayegi.
Dili mubaarakbaad aur agli post ke liye shubhkaamnaayen.
Satish Shukla 'Raqeeb'
|
|
|
Logged
|
|
|
|
adil bechain
Umda Shayar
Rau: 161
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:31 days, 18 hours and 24 minutes.
Posts: 6552 Member Since: Mar 2009
|
|
«Reply #7 on: April 10, 2012, 11:35:19 AM » |
|
हमारे पास आओ भी |
फ़साना कुछ सुनाओ भी ||
शिकायत जो भी है खुल कर |
ज़रा हमसे बताओ भी ||
हमें तुम साथ में लेकर |
कहीं पे घूम आओ भी ||
दीवानों की मज़ारों पर |
दिया चल कर जलाओ भी ||
हुनर है जो निहाँ तुम में |
ज़माने को दिखाओ भी ||
भला एसी क्या नाराज़ी |
ज़रा सा मुस्कुराओ भी ||
मेरी मजबूरियाँ समझो |
समझदारी दिखाओ भी ||
सताया है बहुत अब तक |
अरे अब बाज़ आओ भी ||
लो ‘सैनी’ सर झुकाता है |
चलो अब मान जाओ भी ||
डा०सुरेन्द्र सैनी
Hamaare paas aao bhee. Fasaanaa kuchh sunaao bhee.
Shikaayat jo bhee hai khul kar. Zaraa hamse bataao bhee.
HameN tum saath meN lekar. KaheeN pe ghoom aao bhee.
DeewaanoN kee mazaaroN par. Diyaa chal kar jalaao bhee.
Hunar hai jo nihaaN tum meN. Zamaane ko dikhaao bhee.
Bhalaa esee kyaa naaraazee. Zaraa saa muskuraao bhee.
Meree majbooriyaaN samjho. Samajhdaaree dikhaao bhee.
Sataayaa hai bahut ab tak. Are ab baaz aao bhee.
Lo‘saini’ sar jhukaataa hai. Chalo ab maan jaao bhee.
Dr.Surendra Saini
bahut khoob
|
|
|
Logged
|
|
|
|
saahill
Mashhur Shayar
Rau: 86
Offline
Waqt Bitaya:147 days, 20 hours and 6 minutes.
Posts: 18629 Member Since: Jun 2009
|
|
«Reply #8 on: April 10, 2012, 12:34:53 PM » |
|
boht achi peshkash hai apki
|
|
|
Logged
|
|
|
|
dolly
Guest
|
|
«Reply #9 on: April 10, 2012, 02:10:21 PM » |
|
waaaaaah skji...bahut khub...clappings:)
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mkv
Guest
|
|
«Reply #10 on: April 10, 2012, 04:52:55 PM » |
|
Bahut khoob Surendra Sir लो ‘सैनी’ सर झुकाता है | चलो अब मान जाओ भी ||
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #13 on: April 11, 2012, 04:23:40 AM » |
|
Parwaaz ji shukriya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #14 on: April 11, 2012, 04:48:31 AM » |
|
Soudagar saheb shukriya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|