मोहब्बत की क़सम कुछ कुछ.......सतीश शुक्ला 'रक़ीब'

by Satish Shukla on June 11, 2011, 02:22:44 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 1467 times)
Anshumali
Guest
«Reply #15 on: June 12, 2011, 05:42:50 AM »
Reply with quote
वो अरमां अब तो निकलेंगे, रहे जो मुद्दतों दिल में
ख़ुदा के फ़ज्ल से चलने लगा मेरा क़लम कुछ कुछ


Good One ... Satish Ji !

Very Impressive Creation ... dil se daad qubuul kareN ... !
Logged
Satish Shukla
Khususi Shayar
*****

Rau: 51
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
25 days, 6 hours and 16 minutes.

Posts: 1862
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #16 on: June 12, 2011, 06:08:57 AM »
Reply with quote

Bechain Sahab,
 
Kin lafzon se shukriya adaa karoon
samajh naheen aata. Koshish karta
hoon aur aur jab aap jaise log ghazal
pasand karte hain aur daad milti hai
to aur achchha kahne ki koshish men
laga jata hoon.

Duaaon men yaad rakhiyega.

Satish Shukla 'Raqeeb'
 
Logged
Satish Shukla
Khususi Shayar
*****

Rau: 51
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
25 days, 6 hours and 16 minutes.

Posts: 1862
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #17 on: June 12, 2011, 06:13:49 AM »
Reply with quote

Mehra Sahab,

Ghazal padne aur pasand karne ke liye bahut
bahut shukriya.

Bhvishya men bhi sneh bahaaye rahen.

Aabhaar sahit,

Satish Shukla 'Raqeeb'
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #18 on: June 12, 2011, 06:18:17 AM »
Reply with quote
Raqeeb sahab aadab ,,

GHazal parhke suroor ata hai ,, itni mushkil radeef ko apne itni khubsurati se ada kiya hai ke kya kahe.N ,, ghazal ki ghinayat mutacir karti hai ,, kaunsa sher ziyada acha hai ye kahene mushkil ho chala hai ,, dad behad o hisab , saat hi saat mubarak baad bhi khubool kare.N

Mujhe yaad aa raha hai phir se jaane kya sanam khuch khuch ,,,
Tere koche ki jaanib aaj hain gamzaa.N qadam khuch khuch,,,



allah apko mazeed nawaze,,

dua go

qadeertoopchi
Logged
Satish Shukla
Khususi Shayar
*****

Rau: 51
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
25 days, 6 hours and 16 minutes.

Posts: 1862
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #19 on: June 12, 2011, 07:07:15 AM »
Reply with quote

Janab Abdul Qadeer Sahab,

Sabse pahle to aapka bahut bahut shukriya ki
aapne ghazal ko padha aur pasand kiya.

Lakht-e-jigar hai ye ghazal mere liye, khayaalon
ko baandhne, radif ka chunaav karne aur is manzil
tak pahunchane men bees saal lag gaye.

Bahut logon ne kaha ki is radif ( kuchh kuchh ) ka
is se pahle kisee shayar ne istemaal naheen kiya aur
maine bhi ab tak koyee ghazal is radif men naheen padhee.

Aapne jo sambodhan kaha tha kiya hai bhool jaaoon to
fir se yaad dila deejiyega.

Ek baar fir se shukriya.

Satish Shukla 'Raqeeb'
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #20 on: June 12, 2011, 07:16:06 AM »
Reply with quote
Satish ji,Bahut bahut shukriya.Aap ne meri farmaish ki laaj rakh lee aur poori ghazal inayat kee.Bahut hi khoobsoorat aur pur maani ashaar hai.n.Tahe dil se shukriya,mubarakbaad aur dhero.n daad.Allah kare zor e kalaam aur ziyada....Aapka 'Hasan'
Logged
Satish Shukla
Khususi Shayar
*****

Rau: 51
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
25 days, 6 hours and 16 minutes.

Posts: 1862
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #21 on: June 12, 2011, 08:10:00 AM »
Reply with quote

Hasan Sahab,

Jawab dene, ghazal padne aur pasand karne
kaa bahut bahut shukriya.

Ummeed karta hoon aage bhee isee tarah saath
dete rahenge.

Duaaon men yaad rakhiyega.

Satish Shukla 'Raqeeb'
Logged
hameeda
Guest
«Reply #22 on: June 12, 2011, 06:30:15 PM »
Reply with quote
zabar dast ji..jawaab nahi....
Logged
Satish Shukla
Khususi Shayar
*****

Rau: 51
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
25 days, 6 hours and 16 minutes.

Posts: 1862
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #23 on: June 12, 2011, 07:12:08 PM »
Reply with quote

hameeda ji,

ghazal padne aur jawab dene ka
bahut bahut shukriya.

Satish Shukla 'Raqeeb'
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #24 on: June 13, 2011, 03:53:26 PM »
Reply with quote
Wah wah Kya baat hai Satish Bhai.. ek ek Lafz Dil Par asar kar gaya... Beintehaan Khubsoorat Gazal Likhi hai aapne.. aaj aapko Pahali baar padha hai.. Aur Padh kar Yeh Mehsoos ho gaya Ki Aapki Qalam Me Waqai ek Jadoo Hai...!! Applause Applause


Daad kubool karen Bhai...  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley



**~** Mann **~**
Logged
Satish Shukla
Khususi Shayar
*****

Rau: 51
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
25 days, 6 hours and 16 minutes.

Posts: 1862
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #25 on: June 13, 2011, 04:28:52 PM »
Reply with quote

Mann Ji,

Ghazal padne, pasand karne aur jawab dene ke
liye bahut bahut shukriya.

Quantity se jiyadah Quality par vishwaas karta
hoon. Ye to gaib kee aamad hai jo aur jab utra
lafzon men baandh diya.

Bahut pahle ek nashisht men kisee ka she'r yaad
aa raha hai Shayar ka naam bhool gaya...she'r
kuchh aaisa tha..

"log uktaa jaayeN is qadar naheeN kahate
 mukhtasar hi kahate haiN beasar naheeN kahate"

bas isee ko zindagee men utar liya.

Ek baar fir se bahut bahut shukriya. Fir milte
hain isee tarah.

Satish Shukla 'Raqeeb'
 
Logged
raajaindra
Guest
«Reply #26 on: June 18, 2011, 09:42:27 AM »
Reply with quote
behatareeeeeeeeeen..... bahut kam padhne ko milti hai aise compilation.....

ek gyan mujhe bhi de dijiye.... ye aap hindi me kaise type karte hain?


 hello2  hello2  hello2
Logged
Satish Shukla
Khususi Shayar
*****

Rau: 51
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
25 days, 6 hours and 16 minutes.

Posts: 1862
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #27 on: June 18, 2011, 03:20:16 PM »
Reply with quote

raajaindra ji,

Ghazal padhne, pasand karne aur
jawab dene ka bahut bahut shukriya.

Hindi men google par type kar ke YO
men Submit window par paste kar deejiye.

Jyada problem ho to jab online hon to
mujhe call (09892165892) kar leejiyega
kyonki details likh pana mere liye
is waqt mumkin naheen ho payega.

All the best

Satish Shukla 'Raqeeb'
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 08:27:44 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.098 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer